If you remember, in month of April we had introduced a new
feature "Rau" on Yoindia Shayariadab, however due to
controversies associated with it, its now changed and now
Rau is more precious and valuable. You can read more about
it
here.
A
request from a New writer
There was an interesting
discussion where many of YOS members gave their views,
you may also give yours if you have missed it. (It is
about encouraging new poets).
MOTM for June 2012
This Month's MOTM goes to
~Hriday~
, He has been with Yoindia Shayariadab for more than 2 years
and he has been a integral part of the community helping new
poets and also sharing his own beautiful work with us. You
can click
here
to congratulate him.
Few creations we want to
share with you...
There are so many beautiful creations on Yoindia
Shayariadab, here however we are sharing few with you. You
may Click here to see all latest
poetry
Technical,
Political
Internet, RTI and Relationship Issues Community
SHAADI
KE
PACHHEES SAAL by Ghansham
Das
Ahuja
dekhte hi dekhte beet gaye shaadi ke ye pachhees saal,
kabhi khushi mein chahchahaye kabhi thoda sanjeeda hal.
meri humsafar ki tareef mein main kya kahoon
samajh mein nahi aata kahaan se shuru karoo.
janeman jaanti bhi na thi mujhko tab se saath hai
aapas ka pyaar badaane mein usee ki karaamaat hai.
har ek baat mein saath doongi kahkar jeet liya mujhko
jitna bhi laker diya utne mein hi chalaaya hai ghar ko.
Click
here to read rest and give your comments...
Meri pehchaan..sheba by Sheba
milne-milaane ka
aadaab khoob samajhti hoon..!
ho kitne tum nayaab
khoob samjhti hoon..!
hai aarzoo meri bhi
parwaaz ki lekin..,
akhrajaat ke hisaab khoob
samajhti hoon..,
bandishein wo nahin jo
tum aayad karo..,
apne wajood ka hijaab khoob
samajhti hoon..,
kahte kuch nahin tum, per
hai aqal itni..,
ishaaro.n ke labb-o-lobaab khoob
samajhti hoon..,
rahi maslehatan khamosh main tere
sawaalo.n pe..,
hai kya inkaa jawaab
khoob samajhti hoon..,
Read
rest
of the Poem here..
Aitbaar by Javedarshad
Jis sanjeedgee se
usne waida kia tha
Usi sanjeedgee se
Maine aitbaar kia tha
Shaiad us ka waieda
Bahut hi pur faraib hai
Mager mera aitbaar
Utna hi pur aitbaar hai
Click
here
to read rest of the entry...
BUS MERI KHABAR AAYEGI by
F.H.SIDDIQUI
Unko socho
ge to phir Neend
naheeN aayegi ,
KarwateiN lete huay
Raat guzar jaayegi
Zulf - o - Rukhsaar se fursat
nahiN paayee hogi ,
Jaane kub mere
Chaman Baad - e - Sahar aaye gi
Mat Hawa deejiye
bujhti hui Chingaari
ko ,
Raakh ke dher tale
hee yeh sukooN
paayegi
Sabr kar leinge , Sitam
jitna bhi chaahe kar lay
,
Eik din khud hi
tabee'at teri bharr
jaayegi
Click
to
read rest of the work
Baad-e-sabaa mein ghul rahee hai shabnameen
nameen! by abdbundeli
Takiyah, tamaam raat, bhigotey rahey hain
woh!
Yah sach hai, sabra hijra mein khotey rahey hain
woh!!
Ho jaayeyn gar na surkh, to, uyoon kyaa kareyn:
Khaarey hain ashk jinmein dubotey rahey hain woh?
Baad-e-sabaa mein ghul rahee hai shabnameen
nameen:
A'ariz kisee gulaab kaa dhotey rahey hain woh!..........
Read more and give your comments
Jaane kya dard tha usey /// ----- Hriday
by ~Hriday~
wo chhip chhip ke tanhaai mein
aansoo bahaati rahee,
jab bhi mili mujhse apne aansuon ko chhipaati rahee,
dekh ke uski aankhon ka haal agar wajah poochha kabhee,
wo har baar aankh me gaya huwa koi tinka bataati rahee,
khushiyon se duur, dard se kuch aisa rishta thaa uskaa,
har dard ko bahut pyaar se apne seene se lagaati rahee,
Read more and give your views....
Jab Jalana hi tha Aag-e- tanahi me.. by
Pramod singh
Jab
Jalana hi tha
Aag-e- tanahi
me
to Mohabbat ka
ye sawan
barasya kyun
tha
Husn to hota
hi hai Barsne
ke liye
Sochta hun
Is
Barsaat
me main nahaya
kyun tha
Bhoole nahi
bhoolta hun
cehra uska
Aye Khuda tune
wo cehra
banaya kyun
tha
Shajar se jhad
ke
Jameen
pe aa gira
Sochta hun
ye Shajar
banaya kyun
tha
Read
rest
of the poem and give your comments
Chahtaa
hooN.......................................SAINI
by
S.K.Saini
ज़माने भर की
बातें भूल जाना चाहता हूँ |
तेरी आग़ोश में कुछ पल बिताना चाहता
हूँ ||
ज़माने ने दिए हैं ज़ख़्म जो उनकी नमी
को |
तेरे आँचल के साए में सुखाना चाहता
हूँ ||
किसी को शौक है पाले ग़लतफ़हमी मुझे क्या
|
मेरा दिल साफ़ है सबको बताना चाहता
हूँ ||
न दीजे दाद मुझको लालसा इसकी नहीं
है |
फ़क़त नग़्मा नया सबको सुनाना चाहता
हूँ |
Read more and view other's comments
मिट्टी सजाई किसलिए by Anaarhi
जब से सजाईं महफिलें दरबार की तरह,
हर कोई आ रहा है तलबगार की तरह.
मिट्टी सजाई किसलिए किरदार की तरह,
हम जी सके न जब किसी खुद्दार की तरह.
ऐसा लिखा के लाए हैं क्या हम नसीब में,
सोहबत में हैं गुलों की मगर ख़ार की तरह.
Read rest of the ghazal and comments..
MAA KEE KHAWAHISH .! by qalb
mujhe
sajaayaa gayaa.
dulhaa
banaayaa gayaa.
waqt
baraat kaa.
sabko
batayaa gayaa.
anokhee
shadee thee.
dhol
bajaayaa gaya.
Read rest of the poem...
Kya - kya Na Piroya Ghazlon Mein (Adab)
by Dr. H.P. Pandey
(adab)
क्या क्या न पिरोया ग़ज़लों में,
कुछ वस्ल की रातें, कुछ अनबन II
कुछ तन्हाई,
कुछ रुसवाई,
कुछ दर्दे-चुभन,
कुछ अपनापन ,
कुछ दरिया दिली,
कुछ उनके बयां,
कुछ ज़ख्मे सुखन,
कुछ वादे शिकन,
कुछ शोखिये मय,
Read it online and give your comments...
Jooni ek almaari..) by
Sajid_Ghayel
Kuch yaadeiN bandh kar rakhkhi hai
Jooni ek almaari mein
Chend khilaune mitti ke
Fata purana ek basta bhi
Bandh bachpan is almari me
Hai rota bhi hai hasta bhi
Mera aaj bhi bachpan jeeta hai
Jooni ek almaari me
Kuch yaadein bandh kar rakhkhi hai
Jooni ek almaari me
Read it online and give your comments...
We have even more remarkable
work ...
It is impossible to show here all those remarkable
work we see on Yoindia Shayariadab, if you love poetry
then you may see it yourself and even share your with
community of many thousands poetry admirer , visit Yoindia
Shayariadab ... !