Visit eTI - etalkindia.com
A community of experts guiding and helping each other in
technology, life, studies and many more subject. You may
also JOIN and
contribute to eTI community.
Some poetry updates from
previous month
गुलाबों का तो बस पैकर रहा है by arunmishra
जो हम पे, जान से
सौ मर रहा है।
अदा देखो, हमीं से
डर रहा है।।
उसी ने तो है
ये परदा उठाया।
खुले में अब जो नाटक कर रहा है।।
मैं इसको लाख अपना घर कहूँ पर।
हक़ीकत में, उसी का घर
रहा है।।
Read full here
Teri Mohabbat Mera Khwaab Hai by
Shireen
Hakani
Kaise BataooN Dil Kyu
Betaab Hai,
Tumse Pyaar Mujhe Be-Hisaab Hai..!!
Tumhara Saath Chahiye Jeene Ko,
Tanha Zindagi Lagti Ab Azaab Hai..!!
Jab Hoti Hai Tumse Mulaqaat ToH,
Chehraa Mera Khiltaa Gulaab Hai..!!
Har Panne Par Likha Naam Tera,
Dil Mera Pyaar Ki Ek Kitaab Hai..!!
Read full here and give comment
HAATH MAA KA by N.S BHARTIY
जख्म जो लगा मुझे वो, एक पल मे भर गया ।
हाथ माँ का घाव पर, कुछ ऐसा असर कर गया ।।
था मेरे सीने मे दर्द, दुनिया भर के बोझ का ।
गोद मे सर रखा माँ की, उतर गया उतर गया ।।
फूल सा है दिल भी उसका, फूल से है हाथ भी ।
छुआ जहाँ-जहाँ से उसने, निखर गया, निखर गया ।।
Read full poem ...
junoon-e-ishq mei.n dil giraftaar to
thha.. .... by irshad
ahmed siddiqui
junoon-e-ishq mei.n dil giraftaar to thha
kal tak tujhe meri mohabbat pe aitbaar to thha
raho.n pe khade ho kar ek chehrey ki talaash me
teri bujhti huii nigaho.n ko mera intezaar to thha
pal do pal ki mulakato.n me wo khwaabo ki duniya.n
mai.n ban ke tere dil mei.n kabhi pyaar to thha
kyu.n dil barbaad hai faqt raah-e-mohabbat mei.n
is jaha.n mei.n is ke sivaa aur bhi azaar to thha
Read full and give comment
बस इतना सा ख्वाब है... by rahul sengar
बस इतना सा ख्वाब है--------
अरमान फिर कुछ नए सजा लूँ
पंख उम्मीदों के फिर से लगा लूँ
संघर्षो का ये जो दौर है चल रहा
हौसलों को मैं अपना साथी बना लूँ!!!
मैं खुद को उगता सूरज बना दूँ
अपनी रौशनी से दुनिया को नहला दूँ
ख्वाइश दिल में फिर यही है की
सारे आकाश को बिन तारो के जगमगा दूँ!!
Read full and give comment
raNg-e-aariz meiN mile zulf-e-pareeshaaN
meiN mile .. by zarraa
raNg-e-aariz meiN mile zulf-e-pareeshaaN meiN mile
koyee paighaam-e-bahaaraaN hi ik khizaaN meiN mile
lutf ye wo jo faqat mausam-e-hijraaN meiN mile
wasl se zyaada khushi wasl ke imkaaN meiN mile
ye kh’moshee ki salaakheiN bhi kabhi tooteNgee
jab mile ankahi baatoN ke hi zindaaN meiN mile
Read full and give your views..
Is qafas se huN pareshaaN. by mkv
Khudnumayee, badgumaani aur
ik ghar khaak hai
Talkh-kaami yak-bayak seenah hua ye chaak hai
Voh raqeeboN kee balaayeN le raha hai aajkal
Raat din bas aashnaai ab bachaani naak hai
Raaz dil me zabt uske lab hai jaise sil liye
Dil me uske sab dafan hai voh bahut chalaak hai
Read full and give comment
Beetey Palon Ke Saye - 1973 by Ram Saraswat
Pahle dekha na suna, wo
shabab tera hai,
apni tu khud misaal, kya
jawab tera hai.
Zulf bikhra de to, sawan ki
ghata chhaa jaye,
ek nazar dekh le , sehra
mein bahar aa jaye,
dil - e - bimaar ko, chup ke se
karar aa jaye,
chaand sa chehra , badan aftab
tera hai.Read full and give comment
It is impossible to show here all those remarkable
work we see on Yoindia Shayariadab, if you love poetry
then you may see it yourself and even share your with
community of many thousands poetry admirer , visit Yoindia
Shayariadab ... !
Some more noticeable work :
We are always open for your suggestion and feedback,
please visit Feedback
and
Suggestion section to let us know your views and
suggestion.
Yoindia Stats:
Total Poetry Lovers: 48,093
Total Posts: 1362405
Latest Member: Waqar_Akhtar