Celebration
of Colorful Festival
Few creations we want to share with you...
There are so many beautiful creations on Yoindia
Shayariadab, here however we are sharing few with you. You
may Click here to see all latest
poetry
इस
बार होली में /Iss baar holi main .. by Dr. Surendra
Saini
KaheeN peekar fisal jaayeN n ham
is baar holee meN.
N peene kee uthaalee hai
qasam is baar holee meN.
Kya
Baat hai by Usha
Rajesh
क्या बात है कि लोग हँसते - हँसते रोने लगे हैं |
ये क्या तमाशा है क्यों होश खोने लगे हैं ||
मुड कर ज़रा शरीफों की शराफत तो देखिये |
मुहब्बत छोड़ नफरतों के बीज बोने लगे हैं ||
यहाँ तक घर कर गयी है दिलों में नफरत |
साया तक छू जाये तो जिस्म धोने लगे हैं || Click
here to read rest and give her comments
Bandooq Nazar aate hain
.. by Qais
Shaadi se pahle
jo Maashooq nazar
aate hain,
Shaadi ke baad
woh Bandooq
nazar aate hain
Tere Maikay mein
mila lutf Ajaaib
ghar kaa ,
Kaise kaise yahaan
Makhlooq nazar aate hain
Tum to kahti
ho bahut leke
jahez aayi ho ,
Khaali phir kyoon
sabhi Sandooq nazar
aate hain
Ishq e Laila ne
kiya Qais ko
aisa Paagal ,
Har haseen mein usse
Maashooq nazar aate hain Give
your comments on this nice work...
There are many more
remarkable work ...
There is so much you may want to see or you may want to also share your beautiful work with community of many thousands poetry admirer , visit Yoindia Shayariadab ... !
Yoindia Stats:
Total Poetry Lovers: 44,044
Total Posts: 11,76,355
Latest Member :Broken
Angel