Giving credits to original author not only shows your respect for poetry but it also increases people's faith in you.
बेचारा मजदूर by Ram Kishan Rastogi
आज बेचारा मजदूर कितना परेशान है।
उसको अपने ही घर में पहुंचने में कितने व्यवधान है।।
क्या किसी ने सोचा वह कितनी मुसीबतें उठा रहा है।
क्या किसी सरकार का इस तरफ कोई ध्यान है ।।
तड़फ रहा है रास्ते में वह भूख व प्यास से।
क्या किसी ने सोचा उस पर कितना खाने का सामान है।।
Read more and give feedback..
Some two liners by Manoj6568
मीडिया वाले कोरोना कोरोना इस हद तक कर रहे है
अच्छे खासे लोग भी कोरोना के खौफ से मर रहे है
Media wale Corona Corona iss hadd thak kar rahe hain
Acche khase log bhi Corona ke bas khauf se marr rahi haiin
Read more and comments
शराबियो पर कटाक्ष करने से अब लोग डरते है
अर्थव्यवस्था में यही लोग बडा सहयोग करते है
Read more and comments
Some new & previous poetry updates.
Bahot Dushwar Hai Jeena Tumhare Bin, Chale Aao
Nahi Bhata Koi Lamha Tumhare Bin, Chale Aao
Huwin Sansen Bhi Ab Maddham Tumhare Bin, Chale Aao
Kahin Tham Jaye Na Dhadkan Tumhare Bin, Chale Aao
Tamannaen Na Murjhaen Tumhare Bin, Chale Aao
Na Arman Toud Baethen Dam Tumhare Bin, Chale Aao
Nigahen Ro Paden Na Khoon Tumhare Bin, Chale Aao
Read more and feedback..
Jab wafa ki baat karo by Azeem Azaad
Jab Wafa Ki Baat Karo, To Wafa Bhi Karo,.
Ishq Karo, To Be'Khauf Mila Bhi Karo,.
Ye Kya Baat Hui, Ke Sirf Pyaar Ki Baatein Ho,.
Jab Koi Wajah Ho, To Meri Jaan Gila Bhi Karo,.
Hai Ye Khwahish, Ki Ab Koi Khwahish Na Rahe,.
Kabhi Jo Dua Di Thi, To Ab Ye Ba'Dua Bhi Karo,.
Comments & feedback
Qyamat Kheiz Nigahein by surindarn
Apni qyaamat kheiz nigahon se jaanam kuchh yun kar
Junhee milein inhkee raah dil-o-dimaag mein ghar kar
Dil dil mein garm joshi-o-mohabbat kee ibtadaa ho...
Zuban zuban mein shirin ghol kar
Comments & feedback
WOH MUSKURA KE JHALAK by F.H.SIDDIQUI
Woh muskura ke jhalak kya dikha gaye humko ,
Hansi - Hansi meiN diwana bana gaye humko
Bana ke dard rakha thha chhupa ke seene mein ,
Na jaane Aankh se phir kyuun baha gaye humko
Mile na lafz jo izhaar-e-haal-e-dil ke liye ,
Hamaare she'r hi hans kar suna gaye humko .........
Click here to read and comment......
Ek "Maa" Hai Jo Har Haal MeN Dua Deti Hai 'Khwahish" by khwahish
Technical, Political
Internet, RTI and Relationship Issues Community.
DEEWAANAAWAAR BAITHAA HOON.. by sksaini4
Teree maasoomiyat ke sadqe maiN dil haar baithaaa hooN.
Huaa hai jab se teraa dil to maiN bekaar baithaa hooN.
MileN bhee to mileN kaise samunder beech meN gaharaa.
Ki tum us paar baithee ho to maiN is paar baithaa hooN.
Hui hai aaj mausam aur mere beech meN anban.
Ghataa ghanghor kea age banaa laachaar baithaa hooN.
Thikaane par naheeN haiN hosh kuchh bechain hai ye man.
Huaa aankhoN meN bhaareepan magar bedaar baithaa hooN.
Click here to read more ....
Lafz lafz dard kaa samandar hai... by mamta bajpai
Jisko dekho hisaab maaNge hai
soonee aaNkhoN se khwaab maaNge hai
charchaa uskaa galee galee pahuNchaa
husn ab to hijaab maaNge hai
uljhe uljhe sawaal haiN uske
mujhse seedhaa jawaab maaNge hai
khud kee neeyat me khot hai jiske
woh wafaa behisaab maaNge hai
barhaman khud ko kahne waalaa bhee
chhup ke boti kabaab maaNge hai
Click here to read more ......
Toofaan kay atay hi kinara ker gaya by Farhan Sohail
Sahara de ke be-sahara ker gaya
Toofaan kay atay hi kinara ker gaya
chand keh ker wo bulata tha mujhay
ab aik Toota saa Sitara ker gaya
Muhabbat ne uski Khaar mujh ko ker deya
be-Ghar se ghar, pher awara ker gaya
Sanbhaal k chalnay ka irada tha mera
Janay Kahan Ghalti Dubara ker gaya
Click to read full.....
Ek chehra nikal aaya..by Krishna Sukumar
अचानक बंद दीवारों से इक रस्ता निकल आया
मैं मुद्दत बाद अपनी क़ैद से छूटा, निकल आया
निकल आयी मेरी तन्हाईयों से धूप ख़्वाबों की
अंधेरों में भी मेरे जिस्म का साया निकल आया
मज़ा आया तो फिर इतना मज़ा आया मुसीबत में
ग़मों के साथ अपनेपन का इक रिश्ता निकल आया
Read full at YOS ......
Humara hai magar fir bhi HUMARA ho nahi pata... by Taish
jo tujhse dil laga, ab dil lagana ho nahi pata,
ke vo jaisa bhi kehti hai maiN waisa ho nahi pata..
badi tareef sun kar maiN huN is dar par chala aaya,
fakat itna bata kyuN maiN tumhara ho nahi pata..
tumhara naam likhne ki ijazat chin gayi jab se,
jo koi sher likhta hooN to poora ho nahi pata..
mohabbat dono ko hai par na ik dooje ke ho paye
humara hai magar fir bhi humara ho nahi pata..
Read complete at YOS :.....
-----/// Main nashe mein hoon ///-- by ~Hriday~
kuch naa kaho tum aaj ki main nashe mein hoon
ho naa jaaye pyaar kahin main nashe mein hoon
naa samajh lenaa mujhe tum sharaabi mere yaaron
pi nahi hai sharaab, magar main nashe mein hoon
sharbati aakhon ke baare mein kyaa bataaun main
doobaa hoon unhi mein, aur main nashe mein hoon
kaanpte honthon se jab kuch kahaa usne mujh se
kho gayaa unme aur ab tak main nashe mein hoon
apne zulfon ke baadal se jab baarish ki usne
bheeg gayaa main, lagaa main nashe mein hoon
-Click here to read full...
जब भी मिलो मुझसे हंसती रहा करोby sahil ahmed
खुशियों से मेरे दिल को भरती रहा करो,
जब भी मिलो मुझसे हंसती रहा करो।
अँधेरे लूट न लें मेरी ज़िन्दगी के उजाले,
शमा बन कर हर लम्हा जलती रहा करो,
दोस्ती की है हमने, कोई जुर्म तो नही,
बेख़ौफ़ होकर साथ मेरे चलती रहा करो,
एहसास-ए तन्हाई तुम्हे हो न सकेगा,
गजलों की मेरी डायरी पढ़ती रहा करो,
जी भरता ही नही, तेरी बातों से कभी,
ख्वाबों में भी मुझसे मिलती रहा करो,
Click to read and comment on this poetry .....
TAAR-TAAR HUYEE KHAAKIby anand mohan
TAAR TAAR HUYEE KHAKI
SHARMSAAR HUYEE KHAKI,
JO DIKHA WOHI KYA KAM HAI,
KEHNE KO RAHA KYA BAAKI?
TUJHKO KHUD TUJH SE KHATRA
KYA KAREGA PEHREDAARI,
Read full --......
It is impossible to show here all those remarkable work we see on Yoindia Shayariadab, if you love poetry then you may see it yourself and even share your with community of many thousands poetry admirer , visit Yoindia Shayariadab ... !
Some more noticeable work :
Milta Kabhi Mukammal Jahaan Nahi..!!... by Shireen Hakani
-----/// Pyaar karnaa chhod diyaa ///---- by ~Hriday~
KhayaloN meN Bhi tum mere ab na aao. by Aarish
EK AAINAA DUNDHALAA SAA.by sksaini4
Tumhe hum kho nahi sakte by aqsh
सदके इक तस्वीर के मैं याद खुदा को करता हूँby charanjit chandwal
दो दिलों के प्यार को मत छेडिये. by Sudhir Ashq
Woh khud hi chalkar sambhalna seekh lega.. by Bishwajeet 'Musaahib'
नए सूरज उगाना चाहता हूँ by dksaxenabsnl
Zara Si Fursat By by J N mayyaat
Gham dadhkana vich rachya by saahill
KHUDA MIL GAYA... by Iftakhar Ahmad
Yaar mera khafaa ho gaya by haan (Rehan Mubarak)
We are always open for your suggestion and feedback, please visit Feedback and Suggestion section to let us know your views and suggestion.
Yoindia Stats:
Total Poetry Lovers:34,420
Total Posts: 1.5 million