Parinde ki Fariyaad..........................(NM): IFTAKHAR

by Iftakhar Ahmad on May 11, 2012, 03:42:28 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 8029 times)
Iftakhar Ahmad
Guest
Reply with quote
Aata hai yaad mujhko guzra hua zamaana
Wo baagh ki bahaarei.n wo sab ka chehchehana

Aazadiya.n kahaa.n wo ab apne ghonsle ki
apni khushi se aana apni khushi se jaana

Lagti hai chot dil per aata hai yaad jis dam
Shabnam ke aansuo.n per kaliyo.n ka muskurana

Wo pyari pyari surat wo kamini si murat
Aabad jiske dam se thaa mera aashiyana

Aati nahi sadayei.n unki mere kafas mei.n
Hoti meri rehaai aye kaash mere bas mei.n

Kya badnaseeb hu.n mai.n ghar ko taras raha hu.n
Saathi to hai.n watan mei.n mai.n qaid mei.n pada hu.n

Aai bahar, kaliyaa.n phoolo.n ki hans rahi hai.n
Mai.n iss andhere ghar mei.n qismat ko ro raha hu.n

Iss  qaid  ka  Ilaahi,   dukhra   kisse  sunaau.n
Dar hai yahi.n qafas mei.n, mai.n gham se mar naa jaau.n

Jab se chaman chuta hai, ye haal ho gaya hai
dil gham ko kha raha hai, gham dil ko kha raha hai

Gaana isse samajh kar khush ho naa sunne waale
Dukhte  hue dilo.n ki fariyad ye sadaa hai

Aazad  mujhko  kar  de  O  qaid  karne  waale
Mai.n bezubaa.n hu.n qaidi, tu chorr kar dua le


                                                -(Sir Allama Iqbal)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
parinde by aftab alam in Shayri-E-Dard
Dhoondh na paaoge Iftakhar sa koi......................IFTAKHAR by Iftakhar Ahmad in Miscellaneous Shayri
Ishq ki aag mein jal raha Iftakhar...........................IFTAKHAR by Iftakhar Ahmad in Ghazals
Ishq mein Iftakhar jala hai.................................IFTAKHAR by Iftakhar Ahmad in Ghazals « 1 2  All »
udne do parinde ko......................saru............125 by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
soudagar
Guest
«Reply #1 on: May 11, 2012, 03:50:39 PM »
Reply with quote
 icon_salut icon_salut icon_salut Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: May 11, 2012, 03:51:24 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob Iftakhar bhai ye badaakhoobsoorat kaam kar rahe hai hame Aiiama Iqbal saheb kee ghazlen padhwaa kar mai aapko salaam kartaa hoon
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #3 on: May 11, 2012, 03:53:15 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya Saini Jee itni ta'reef ke liye.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: May 11, 2012, 06:38:13 PM »
Reply with quote
Aata hai yaad mujhko guzra hua zamaana
Wo baagh ki bahaarei.n wo sab ka chehchehana

Aazadiya.n kahaa.n wo ab apne ghonsle ki
apni khushi se aana apni khushi se jaana

Lagti hai chot dil per aata hai yaad jis dam
Shabnam ke aansuo.n per kaliyo.n ka muskurana

Wo pyari pyari surat wo kamini si murat
Aabad jiske dam se thaa mera aashiyana

Aati nahi sadayei.n unki mere kafas mei.n
Hoti meri rehaai aye kaash mere bas mei.n

Kya badnaseeb hu.n mai.n ghar ko taras raha hu.n
Saathi to hai.n watan mei.n mai.n qaid mei.n pada hu.n

Aai bahar, kaliyaa.n phoolo.n ki hans rahi hai.n
Mai.n iss andhere ghar mei.n qismat ko ro raha hu.n

Iss  qaid  ka  Ilaahi,   dukhra   kisse  sunaau.n
Dar hai yahi.n qafas mei.n, mai.n gham se mar naa jaau.n

Jab se chaman chuta hai, ye haal ho gaya hai
dil gham ko kha raha hai, gham dil ko kha raha hai

Gaana isse samajh kar khush ho naa sunne waale
Dukhte  hue dilo.n ki fariyad ye sadaa hai

Aazad  mujhko  kar  de  O  qaid  karne  waale
Mai.n bezubaa.n hu.n qaidi, tu chorr kar dua le


                                                -(Sir Allama Iqbal)

khubsoorat sharing
.......!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: May 12, 2012, 04:46:41 AM »
Reply with quote
nice  sharing  a  forotten  favourite . Kabhie  poora  yaad  thha  ,
abb  sirf  kuchh  sher  yaad  hain.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 12, 2012, 06:25:33 AM »
Reply with quote
Its a Master Piece From Sir Allam Iqbal Ji,.
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: May 12, 2012, 06:54:22 AM »
Reply with quote
Shukriya iftakhar jee

is nice sharing ke liye
Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: May 12, 2012, 08:49:21 AM »
Reply with quote
khubsurat sharing
thanx for dis ghazal
Logged
dolly
Guest
«Reply #9 on: May 12, 2012, 10:00:27 AM »
Reply with quote
bahut bahut sundar..nice sharing...

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
ahujagd
Maqbool Shayar
****

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
6 days, 1 hours and 34 minutes.
Posts: 842
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #10 on: May 13, 2012, 07:58:53 AM »
Reply with quote
iftakhar ji bahut bahut shukriya itna accha kalaam padwane ke liye,thanku so mauch,
ghansham das ahuja
Logged
khujli
Guest
«Reply #11 on: October 19, 2012, 03:21:57 PM »
Reply with quote
Aata hai yaad mujhko guzra hua zamaana Clapping Smiley Clapping Smiley
Wo baagh ki bahaarei.n wo sab ka chehchehana

Aazadiya.n kahaa.n wo ab apne ghonsle ki Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
apni khushi se aana apni khushi se jaana

Lagti hai chot dil per aata hai yaad jis dam
Shabnam ke aansuo.n per kaliyo.n ka muskurana Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wo pyari pyari surat wo kamini si murat
Aabad jiske dam se thaa mera aashiyana

Aati nahi sadayei.n unki mere kafas mei.n
Hoti meri rehaai aye kaash mere bas mei.n

Kya badnaseeb hu.n mai.n ghar ko taras raha hu.n
Saathi to hai.n watan mei.n mai.n qaid mei.n pada hu.n

Aai bahar, kaliyaa.n phoolo.n ki hans rahi hai.n
Mai.n iss andhere ghar mei.n qismat ko ro raha hu.n Clapping Smiley Clapping Smiley

Iss  qaid  ka  Ilaahi,   dukhra   kisse  sunaau.n
Dar hai yahi.n qafas mei.n, mai.n gham se mar naa jaau.n Clapping Smiley Clapping Smiley

Jab se chaman chuta hai, ye haal ho gaya hai
dil gham ko kha raha hai, gham dil ko kha raha hai Clapping Smiley Clapping Smiley

Gaana isse samajh kar khush ho naa sunne waale
Dukhte  hue dilo.n ki fariyad ye sadaa hai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Aazad  mujhko  kar  de  O  qaid  karne  waale
Mai.n bezubaa.n hu.n qaidi, tu chorr kar dua le
Clapping Smiley Clapping Smiley


                                                -(Sir Allama Iqbal) icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #12 on: October 19, 2012, 04:20:18 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #13 on: October 19, 2012, 04:41:47 PM »
Reply with quote
Nice Sharing...
Logged
suman59
Guest
«Reply #14 on: November 30, 2012, 05:36:17 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Great sharing
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:45:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer