~~~Aasaan Auo-wa-been~~~

by Sky Blue on August 05, 2010, 11:23:16 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 862 times)
Sky Blue
Guest
HUZOOR(SW)ka eirshaday mubaraka hai keh jo magrib ki namaaz kay baad 6 rakaat paray ga,ALLAH PAAK uskay tamaam gunah(sagira)maaf farma dean gay.chahay samandar kay jaag(YEA MUOT) barabar hi kun nah hoa.
(tirmizi shareef,part 1 pg:98)

    Hamaray Hazrat M.Hakeem Md.AKHTAR Sahib (DB) farmatay hain keh aksar hazraat isay isliyea chorday tay hain kunkeh samjatay hain keh magrib ki namaaz puri karkay aur 6 rakaat parni paray gi.Hazrat nay farmaya keh magrib ki 3 farz 2 sunnat aur 2 nafil toa har ek par leata hai.toa aur 2 rakaat bhi ziyada parlay!Auo-wa-been ka sawaab miljaiga.magrib ki 2 sunnatean bhi Auo-wa-been may shamil hain.

*Khud Bhi Koshish Kariyay..Dusaron Koe Bhi Dawat Dijiyay.. ALLAH HUM SAB KOE TOWFEEK DAY ... AMEEN*
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
na aasaan hai bulaana...... by anitha in Shayri-E-Dard
~~** AASAAN NAHI HAI **~~ by ALONE BAD in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Kya yeh itna aasaan hai....? by punam in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
~~~AASAAN TAHAJJUD~~~ by Sky Blue in Chit - Chat & General Discussion
aasaan...sheba by Sheba in Ghazals
riyaz106
Guest
«Reply #1 on: August 05, 2010, 12:08:48 PM »
SB ji Mashalla aapne bade kaam ki aur fayede ke baat batai hai. Aaj Allah Rabbul Izzat ne apne khazane khol rakhe hain aur hum hi kuchh na lena na chahen to kiska qasoor. Maloom hai is ummat ko thode amal par bhi itna sawaab kyon milta hai ? Kyonke ummate Muhammadia(SAW)ki umrein pahle ki ummaton ke muqable bahot kam hai. Bas maut tak hi hamare pas mauqa hai phir to ek baar Subhanalla kahne ki bhi mohlat na hogi.

Aapki bataai hui baat jo Ahadees se sabit hain, bahot kaam ki hain. Allah kare hum sab Awabeen ki namaaz adaa karne wale ban jayen. Ameen.
Logged
Sky Blue
Guest
«Reply #2 on: August 06, 2010, 03:17:37 AM »
SB ji Mashalla aapne bade kaam ki aur fayede ke baat batai hai. Aaj Allah Rabbul Izzat ne apne khazane khol rakhe hain aur hum hi kuchh na lena na chahen to kiska qasoor. Maloom hai is ummat ko thode amal par bhi itna sawaab kyon milta hai ? Kyonke ummate Muhammadia(SAW)ki umrein pahle ki ummaton ke muqable bahot kam hai. Bas maut tak hi hamare pas mauqa hai phir to ek baar Subhanalla kahne ki bhi mohlat na hogi.

Aapki bataai hui baat jo Ahadees se sabit hain, bahot kaam ki hain. Allah kare hum sab Awabeen ki namaaz adaa karne wale ban jayen. Ameen.


SHUKRIYA.... Aap nays hai kaha ALLAH TALA nay toe apne khazane khol rakhe hai Hum hai k lene k liyay SHAMIL nahi hai..
ALLAH hume aur sab koe ALLAH k rah aur NABI-e-KAREEM(s) k tareke par chal nay ki Towfeek ata kare.. AMEEN
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:05:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.086 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer