MGAR YAHAAN AANE KA MN KR RHA THA......K@HIN@@R

by Kohinoor on August 21, 2012, 12:27:35 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 843 times)
Kohinoor
Guest

hmne kuch likha nhi,
lekin yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Game chahte nhi they khelna,
mgar yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Kisi ne bulaya nhi hme,
mgar yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Najm koi sunana nhi tha,
mgar yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Sayad bahut yaad aa rhe they sb,
Isliye hmara yahaan aane ka mn kr rha tha...
**************
CHALEN IS BEKAAR SI SHAYRI PE HASNA MUSKURANA BND KREN AUR HME BTAYEN KI...KI...KI...
""KAISE HAIN AAP LOG...??""
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yahaan by Safi Yani in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
है यहाँ पर भीड़ पर /Hai yahaaN par bheed by sksaini4 in Ghazals
Aao pahloo mein yahaan! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
MGAR.... by Kohinoor in Shairi - E - Zindagi
AAG HI AAG HAI YAHAAN.! by qalb in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
mkv
Guest
«Reply #1 on: August 21, 2012, 12:33:51 PM »
Bahut accha likha hai.
naya andaaj..wah wah
Par chit- chat section meN?
aap kaise ho?? aap to bataao.
K K K
thoda short kar diya maine..
mai to apni bata sakta hun..dekh sakta hun, pad, likh sakta hun..ab aap khud samajh lo.
Logged
Kohinoor
Guest
«Reply #2 on: August 21, 2012, 12:42:58 PM »
Offoh kuch likha nhi hai mene pdhne layak...
Bs sbka haal pooch rhi thi...
Hayo Rabba!!
koi KOHINOOR ne haal chaal nhi pucch riya...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: August 21, 2012, 01:42:12 PM »
masssstttttttttt   Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Sps
Guest
«Reply #4 on: August 21, 2012, 04:08:46 PM »
ham achche hai...
aur aapka naam padha,
fir kalaam padha...
aapne kaha bekaar hai
kya kare lekin hamne padh li
kyoki....mann kar raha tha
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: August 21, 2012, 05:52:34 PM »

hmne kuch likha nhi,
lekin yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Game chahte nhi they khelna,
mgar yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Kisi ne bulaya nhi hme,
mgar yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Najm koi sunana nhi tha,
mgar yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Sayad bahut yaad aa rhe they sb,
Isliye hmara yahaan aane ka mn kr rha tha...
**************
CHALEN IS BEKAAR SI SHAYRI PE HASNA MUSKURANA BND KREN AUR HME BTAYEN KI...KI...KI...
""KAISE HAIN AAP LOG...??""



bahut niralaa andaaz hai aap ka mujhey iss andaaz se sarfire jii kii yaad aa gayii
Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: August 21, 2012, 07:43:02 PM »
Hello Kohinoor!

Kaisi ho bahenaa.. ?
Bade dino baad koi post dekhi tumhari achcha laga..

Aur haaN behad nayaa andaaz hai khoob achcha likha
likhati raho.. aati raho...

Khush O aabaad raho..
Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
suman59
Guest
«Reply #7 on: August 22, 2012, 03:28:14 AM »

hmne kuch likha nhi,
lekin yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Game chahte nhi they khelna,
mgar yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Kisi ne bulaya nhi hme,
mgar yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Najm koi sunana nhi tha,
mgar yahaan aane ka mn kr rha tha...
.
Sayad bahut yaad aa rhe they sb,
Isliye hmara yahaan aane ka mn kr rha tha...
**************
CHALEN IS BEKAAR SI SHAYRI PE HASNA MUSKURANA BND KREN AUR HME BTAYEN KI...KI...KI...
""KAISE HAIN AAP LOG...??""


hame kuch aap ke shan mein likhna nahi tha
magar bahut bahut acha laga likhne ko majbur huwe hum

aap yahan aate rahiye yu hi mehfil mehkate rahiye
Muskurate rahiye aur sabke saat shayari /game kelte rahiye.

apna khoob khayal rakhiye

Hum sab teek taak hai.. ab aap batayiye kya kehna hai aap k shan mein?  Usual Smile
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:02:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer