Saba_Saba
|
«Reply #645 on: May 21, 2005, 07:47:00 AM » |
|
nothing..........pyaar apna aap khud manwa leta hai tum chahe jitna bhaago pain se darte kyu ho 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
lib80aks
Guest
|
 |
«Reply #646 on: May 21, 2005, 07:47:44 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarzuu
Guest
|
 |
«Reply #647 on: May 21, 2005, 07:48:01 AM » |
|
arey pain se kyun na darein?  ? zindagi mili hai khush rehne ke liye, bewajah dukh kyun paalein aur royein?   
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
 |
«Reply #648 on: May 21, 2005, 07:52:25 AM » |
|
Roiye isliye ke Zindagi sirf khush rehne ke liye nahi hai is sikke (coin) ke dono pehlu (side) ko enjoy karne ke liye hai.... Hansna aur rona
Dard se kya haasil hota hai?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
lib80aks
Guest
|
 |
«Reply #649 on: May 21, 2005, 07:53:12 AM » |
|
bilku sahi aarzu.....tumhari aurmeri soch aik jaisi hai....hai na.....par is saba ko kaun samjhaye?  ??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
 |
«Reply #650 on: May 21, 2005, 07:54:32 AM » |
|
Saba agar galat ho to khud maan jaati hai kisi ke samjhane ki zarurat nahi.....
again Dard se kya haasil hota hai?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarzuu
Guest
|
 |
«Reply #651 on: May 21, 2005, 07:54:42 AM » |
|
dard se aansuu haasil hotey hain aur aansuuon se aakhein kharaab ho jaati hain aur chashma lag jaata hai aur log chashmish keh ke chidaate hain................Lolzzzzzzzzzzzz............. yeh aankhein kharaab kyun ho jaati hain?   //
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
 |
«Reply #652 on: May 21, 2005, 07:56:07 AM » |
|
Jab buraayee in aankho me samati hai to yeh kharab ho jaati hai...
Is ladki ko kaun samjhaye?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarzuu
Guest
|
 |
«Reply #653 on: May 21, 2005, 07:57:19 AM » |
|
tum samjhaa do na plz............. waise yeh samjhna kyun zaroori hai?    ??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
 |
«Reply #654 on: May 21, 2005, 08:01:25 AM » |
|
zaruri nahi hai.... na samajhna hi behtar hai....
Har koi khushi hi kyu maangta hai?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarzuu
Guest
|
 |
«Reply #655 on: May 21, 2005, 08:46:35 AM » |
|
yeh aapne sahi kaha...............ignorance is bliss.......... khushii isliye maangte hain, kyunki us se jeena aasaan ho jaata hai.......... aapko jeena asaan lagta hai kya?   
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
 |
«Reply #656 on: May 21, 2005, 06:52:51 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nice_off_me
Guest
|
 |
«Reply #657 on: May 21, 2005, 06:57:56 PM » |
|
kyu koi kisi ko khushi nahi de pata agar khushi nahi dena chahata tu gum kyu deta hai?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
 |
«Reply #658 on: May 21, 2005, 07:00:19 PM » |
|
hm ho sakta hai woh khud hi samajh nahi pa raha ho ...ke woh kaise kisi ko khushi de.....uske gham ko koi samajhta hai kya??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
 |
«Reply #659 on: May 21, 2005, 07:04:33 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|