"Pooja In Coffee With Badnaam and Sami"

by badnaam_shayar on July 30, 2007, 05:40:05 PM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10]
Print
Author  (Read 11688 times)
Pooja
Guest
«Reply #135 on: July 01, 2008, 07:11:59 PM »
Mai shayd India ke baare kuch search kar rahi thi jab Yoindia ki site per anna hua..
Is waqat sahi yaad nahi ki kon se shayri padi maine, magar jo bhi pada usne mujhe  Yoindia per rok diya!!

Shayri to nahi kah sakti, magar tukbandi, main bachpan se apne dada ji ke sath, mom ko tang karne ke liye, sahelio ko satane ke liye krati aai hu.
Jab University main thi .. tab kuch dost-saheli aise ban gaye ki hum shayri ki antakshari kheila karte the..

Apna anubhav Yoindia ke sath btane ke liye mujhe yah batana jaroori hai yaha.. ki main bahoot jayada bolne wale insaano mai se thi... bebaak.. jo man mai ayya wo kah dena, apne group mai sab se bahoot pyar paane wali.. jo maine kah diya bas wo he hoga aor her koi bina kuch kahe meri her baat sir ankhon per lete the.. magar mere jayada bolne ki adat ki wajah se kai baar yah bhi kah dete the.. "Pooja chup hone ka kaya logi".. aor main kaha karti thi.. pahle mujhe Do ghante aor suno phir soch kar batlaaugi..

Magar waqat ke sath yah adat bas kahin ander dabti chali gai..bolne ki bhi aor shyri ki bhi

Yoindia per jab shyri pardi, to jaise mere ander ki khamoshi, shbado ka roop lane lagi, aor shabdo ki tukbandia bina deemag se puche, sidha dil se yoindia per utarti chali gai!!

Yaha her kisi ne mujhe sraha, pyar diya, adar kiya. Veer ji mile, jo mere ache –boore waqat main hamesha mere sath rahe hai. Waqat waqat per kai aise sathi mile, jin se bahoot achi zindagi ke baare discusión hoti rahi aor zindagi ke baare bahoot sikhne ko mila… wapis wo to kabhi nahi mil sakta jo kho gaya hai, na hi shayd main wo wapis ban saku jo thi. Magar us se milta julta ahsaas milne laga hai!!

In short.. jo khushio ka khanzana waqat ke sath piche rah gaya tha uska ahsaas yaha yoindia se mujhe milne laga aor main yahi ki ho rah gai  Usual Smile

Apka sawal padne main bahoot simple laga tha, magar jab likhna shuru kiya to bahoot personal laga  DOH,,, per maine poori imaandaari se apke sawal ka jawab dene ki koshish ki hai!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chain game b/w "guys" & "gals" by bnasir in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 205 206 »
"Coffee with Badnaam" by badnaam_shayar in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 ... 9 10 »
Coffee With Sami and Pooja by Pooja in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
~~"Muskuraye Jaati Hoo.n"~~by Pooja by k.shael in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #136 on: July 13, 2009, 06:07:57 PM »
jab se Suman ki baat interview main aai, tab se main is post ka link search kar rahi thi... ajj mila hai...

Suman meri best friend nahi thi... 11th grade main mili thi, maine kabhi dhayan bhi nahi diya us per, magar wo hamesha mere liye seat rakhati thi taki main uske pass bathu... maine kabhi dhayan nahi diya....

jab hum college picnic per gaye.. tab jaise wo her pal bas mere sath rahna chahti thi .. aor main hamesha ki tarah... khud main ... apni dunia main....

yah link baki ki story apko bata dega, yah poem pardte waqat yah yaad rahe ki us waqat suman shayd 15 saal ki thi aor main 14 saal ki:

http://www.yoindia.com/shayariadab/shayriedard/ek-wo-shakas-t15728.0.html


Well Wat Can i say...after reading ur amazinng Creation and ur feelings for ur friend.....but one word can explain u today....and that is "Super".....!!!!!!!

I really Miss you Badnaam shayar ji. Ajj kisi wajah se yah Thread search karna parra to apke sath hui baatchit ko phir se parra... Ho sake to Come back!! Missing you, Your shayri and your friendship!!
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #137 on: September 08, 2009, 04:27:27 PM »
Mai shayd India ke baare kuch search kar rahi thi jab Yoindia ki site per anna hua..
Is waqat sahi yaad nahi ki kon se shayri padi maine, magar jo bhi pada usne mujhe  Yoindia per rok diya!!

Shayri to nahi kah sakti, magar tukbandi, main bachpan se apne dada ji ke sath, mom ko tang karne ke liye, sahelio ko satane ke liye krati aai hu.
Jab University main thi .. tab kuch dost-saheli aise ban gaye ki hum shayri ki antakshari kheila karte the..

Apna anubhav Yoindia ke sath btane ke liye mujhe yah batana jaroori hai yaha.. ki main bahoot jayada bolne wale insaano mai se thi... bebaak.. jo man mai ayya wo kah dena, apne group mai sab se bahoot pyar paane wali.. jo maine kah diya bas wo he hoga aor her koi bina kuch kahe meri her baat sir ankhon per lete the.. magar mere jayada bolne ki adat ki wajah se kai baar yah bhi kah dete the.. "Pooja chup hone ka kaya logi".. aor main kaha karti thi.. pahle mujhe Do ghante aor suno phir soch kar batlaaugi..

Magar waqat ke sath yah adat bas kahin ander dabti chali gai..bolne ki bhi aor shyri ki bhi

Yoindia per jab shyri pardi, to jaise mere ander ki khamoshi, shbado ka roop lane lagi, aor shabdo ki tukbandia bina deemag se puche, sidha dil se yoindia per utarti chali gai!!

Yaha her kisi ne mujhe sraha, pyar diya, adar kiya. Veer ji mile, jo mere ache –boore waqat main hamesha mere sath rahe hai. Waqat waqat per kai aise sathi mile, jin se bahoot achi zindagi ke baare discusión hoti rahi aor zindagi ke baare bahoot sikhne ko mila… wapis wo to kabhi nahi mil sakta jo kho gaya hai, na hi shayd main wo wapis ban saku jo thi. Magar us se milta julta ahsaas milne laga hai!!

In short.. jo khushio ka khanzana waqat ke sath piche rah gaya tha uska ahsaas yaha yoindia se mujhe milne laga aor main yahi ki ho rah gai  Usual Smile

Apka sawal padne main bahoot simple laga tha, magar jab likhna shuru kiya to bahoot personal laga  DOH,,, per maine poori imaandaari se apke sawal ka jawab dene ki koshish ki hai!!


bahoot tafseel se jawab diya pooja ji aapne shukriya.....  Usual Smile Usual Smile
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #138 on: September 08, 2009, 05:10:34 PM »
Kaafi Dinn hue kisi ke saath ab Coffee nahi ppee.....Sach me yeh Golden memories thi....missing all of u guyz...!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #139 on: September 08, 2009, 06:21:30 PM »
Kaafi Dinn hue kisi ke saath ab Coffee nahi ppee.....Sach me yeh Golden memories thi....missing all of u guyz...!!!!

jab chahe app humare sath coffee pi sakte hai?  NaNaNa
Missed you sooooooooooooooooooooooooo muchhhhhhhhhhhhhhhhh!!!   Crying Crying

Nice to see you back!!! Try to keep regular now!!!   Clapping Smiley
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #140 on: October 09, 2009, 05:03:27 PM »
Kaafi Dinn hue kisi ke saath ab Coffee nahi ppee.....Sach me yeh Golden memories thi....missing all of u guyz...!!!!

Abb main kya kahun tujhse, k wo waqt kuch aor tha,
Tabb Shayad apna wajood mehfil mein kamzor tha
Ghar waalon ko lagta main kaamchor tha..
Najaane.. Phir kasie ek din sabb badal gaya..
wo kaamchor ka kaala daag jo jal gaya..
Josh aor junoon se itna pindar ho chuka hun main...
Ab zindagi har par ek Tabdeeli hai.
maano, jazbe dar jazbe botaal par bootal pee li hai
Eik sawaal mera dil ko laga deta hai khalbali
abb kyun nahi milti ghumne ko wo rohini ki galii
abb koi nahi lagata shart k tod laao kachi kalii
yoon bhi kya ye yaarana khatam hua...
jo rishta bannaya tha safaah-e-dil par
maano wo dastavez bana kar khatam hua,
Shayad iss zindagi ke mukkadar ka main sikandar nahi.
Kya likhun na likhun main likhne ka bhi dhurandar nahi
ye baatein jo kuch beetey arse ki yaad aajati hai
jo phirse ekbaar kaamchor ki raakh udaa jaati hai
Kya kahun kiss sey kahun, kab tak apno se dur rahun
Main abb bhi mehman-e-mehfil hun aur tab bhi mehman tha
Jo sath aap mezbaano ka mila iss raahgir ko
wo iss phooti kismat par ehsaan tha...





Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #141 on: October 09, 2009, 05:07:20 PM »
Sorry, shayad mujhe yahan nahi likhna chahiye tha.
par bas yunhi, ek khayal dil se nikal gaya to likh diya..
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #142 on: October 09, 2009, 05:11:19 PM »
Kya baat hai.. Neer missed you a lot in Yoindia..

Waise Dil ki baato daba k nahi rakhna chaiye.. Usual Smile God Bless U
Logged
indian_groom
Guest
«Reply #143 on: October 10, 2009, 12:51:43 AM »
chalo 2 wapas aaye ...........kuch maza aane lagega.
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 03:49:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer