Reason For Shayari,..

by Jaanasheen on April 22, 2006, 09:26:41 AM
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Author  (Read 3241 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Doston App Sab Shayari Likhte Rehte Ho Magar Kaise Likhte Ho Kyun Likhte Ho Is Baat Pe Thoda Discussion Ho Jaaye to Achaa Hai ,..
Kyun Ki Shayari Likhta Hai Insaan Dil Ka Haal Suna Ne ke Liye,..
Waise Hi Ab sab Ke Dilon mein Koi Mohabbat hogi ya dard Hoga Jise Ap Sab Shayari Ka Rang Dete Ho,..

Kya App Sab Apni Shayari Ka Raaz Suna Sakte Ho,..

Waise Main Shayari Likhta Hoon Dil Mein Dard Liye,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Are you a Reason, a Season or a Lifetime???? by Pooja in Inspirational Stories and real life Incidences. « 1 2  All »
Reason to love by Shweta_v7 in General Stories
everything happens for a Reason… by punam in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
reason by kks_soni in SMS , mobile & JOKES
Does Love Need A Reason by ehsaas chahat ka in Share:English Poetry about Pain
roshni246
Guest
«Reply #1 on: April 22, 2006, 09:28:23 AM »
main shayari khabi dil to khabi dimaag se likhti hu !!!!

shayari karna humara shonk hai aur na hi humare dil main dard hai na yeh bawafaii ki waja!!!!!! Puzzled !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: April 22, 2006, 09:28:56 AM »
Dil Mein Dard Liye Likh Rahe Hain Shayari,..
Warna Is Kadar Toote The Ke Kisi Ko Dil Ka Haal Sunate Na the,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #3 on: April 22, 2006, 09:33:14 AM »
Shukriya Roshni Ji,..

Aise Hi Sab Shayari Likh Ne Wale Apna Raaz Batayein,.

Koi Likhta Hain Sahyari Dilse Koi Likhte Hain Shouk Se,..
Magar shayari Likhne Ki Koi Wajaah To Zaroor Hoti Hai,..
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #4 on: April 22, 2006, 10:01:42 AM »
1st --> Good Job Jaanu!!

Sabse pahlee baat mujhe Shayari aati hee nahi aaur maie aaj talak Joi bhi likha hai just ek shayari padh kar uski reply ko ready kiya hai, Aap dekh saktey ho isliye mere apne koi khaas thread nahi hain

The 16th June 2005, uske 10 dinn pahle se mai Yoindia parr ataa tha sms's shayari ki search mein  pahucha Yoindia.com, aaur yahan sabb ek se ek likhne waalee dikhey khumar-e-isQ mein, bhambra bhai, sandhya jee, dolly jee, Pooja didi, Nidhi jee, sabki whilst writing skills in shayari dekhi and i was just stunned, bcz that was the very 1st time, maine shayarian pari...fhir ek dinn mein bhi register kiya taaki unka hosla afsai karr sakun...fhir!!

Quote from: "nirbhay"
ISq me is tarah ghabrana mana hai , isq karo ye samjhne ke baad
isq me sanam ka didar bhi hota hai ek afsane ke baad ,
aaur fir Heena bhi to rang laati hai pathar pe ghis jaane ke baad,
tu mat karna intezar uska......
Aansu ankhion ko de jayenge , teri aankhon se nasha karne k baad.

Am not 2gud composer lik you masters , but am trying , coz am NIRBHAY.

Ye meri sabse pahlee shayari thee aaur Yoindia pe sabse pahlee post bhi!!  tongue3

Fhir dheere dheere itne aache poet and poetess ke bich rehkar maine bahut kuch likhna seekha, Haan mere pass koi wajeh nahi hai shayari karne ke, na kisi ka ghum na kisi ka pyar Mere shayaron ke mehfil mein shamil hona aaur fhir shayari karne mein sabse bada co--operation raha ROSHNI ka, thanks to you roshni, meri har post par reply karne ke liye ek ache dost ke tarah mere sath bahut kuch likha taaki mai kuch likhna seekh sakun, still i am Trying 2 learn Urdu and becum more whilst in shayari!!

A special thanks to YOindia.com for such a nice platform to newcomers
Logged
roshni246
Guest
«Reply #5 on: April 22, 2006, 10:04:46 AM »

so sweet !!! Puzzled !  Puzzled !
nirbhay dost bhi aur thanks bhi !!! woow!!!
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #6 on: April 22, 2006, 04:49:17 PM »
Main kiske liye likhta hu.......
Just for her..Har lafz sirf unke liye likhta hu...
I prefer not writing in others threads because of that reason...
Apart from that I just adore Urdu as a language....Very sweet and very expressive words are there in this language just like my mother tongue-bengali...
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: April 23, 2006, 11:31:43 AM »
Maine Google Mein Is Site Ke Information's Hasil Kiye The,..
Aur Mujhe Yahan Pe Post Ki Gaayi Sabhi Sahayarian Dil Ko Chooti Thi,.
Is Liye Maine Bhi Yoindia Mein Registration Kar ke,.. Apne Dil Ka Dard Khul Kar Likh Diya
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #8 on: April 23, 2006, 12:26:08 PM »
Mujhe pehle Shayari Padne me mazaa ata tha.....kabhi Socha bhi nahi tha ki Mein bhi kabhi Likhunga par aaj here I M...Baaki Shayari likh ke main apna sara dard saara Gussa likh deta hoon nothing Else.......Nice Thread Janasheen...... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: April 24, 2006, 11:29:35 AM »
Shukriya BS Bhai,..
Waise Apne Bhi Shayari Ko Gussa Nikal Ne Ke Liye Aur Dil Ki Baat Kehne ke Liye Select Kiya,..Waise Hi Ek na Ek KOi wajah Zaroor Hoti Hai Shayari Likhne Ko,..
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #10 on: April 24, 2006, 11:46:43 AM »
well mujhe apne doston se sunna pasand ata tha!

ek din amit (my friend) ne mujhe mail kiya aur kehne laga chec out this site......... (Yoindia ka adress tha)

maine join kia....... aur sabka posts padne lagi!
tab jaake mera pehla post maine shuru kia aur fir gaurav ne reply kia........

pata nahi mera aur uska connection hi aisa tha ke man kia aur likhu!
usi ke vaja se likhti rahi........... aur fir jab adat ho gayi tho chutna muskil pad gaya...............

maine jab bhi likha hai........... mere dil ke haal likha hai!.......... kabhi koi philosophy jhaadne ki koshish nahi ki!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: April 24, 2006, 12:18:23 PM »
Well Said,..

Shayari Dil Ka Haal Likhne Ka Ek Behtareen Hissa Hai,..
Magar Shayari Likhne Ke Liye zaroor Dil Ki Baaton Ko Jordna Hai,..
Logged
~Garfield~
Guest
«Reply #12 on: June 28, 2006, 10:59:05 AM »
mujeh likhna pasand hai lakin bakwas ... phuje padna pasand hai kuch khas :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: June 29, 2006, 07:46:19 AM »
Quote from: "~Grafield~"
mujeh likhna pasand hai lakin bakwas ... phuje padna pasand hai kuch khas :D

Likhna Shayari Asaan Nahi,..
Bakwaas Likho Tum Usmein Bhi Kuch Matlab Niklega,..
Sune Wale To Sunte Rehte Hain Khaas Likhe Hue Sher,..
Magar Jab Pahoonchte Hain Ye Sher Dilon Tak To Ankhon Se Ashk Bahega,..
Logged
sunny_bunny
Guest
«Reply #14 on: June 29, 2006, 08:00:43 AM »
kagaj pe hum ne zindgi likh di,
aashko se seench kar khushi likh di.
dard jab hum ne ubhara lafzo mey,
logo ne kaha.....waah kya shayari likh di.........!
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:48:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer