Y.O.INDIA FACE BOOK --EK SHIKAAYAT

by qalb on December 30, 2014, 06:43:17 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1302 times)
qalb
Guest

BOSS!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

  main  ooper likhe mazmoon ke havaale se ye poochhna chaahta hoo.N khaas taur per KHAWAHISH jee se jo ke ek puraane member aur monitor bhee hain ke YOINDIA ke FACEBOOK per sirf aap kaa hee zayadatar post milta hai baaqee yahaan bahut achhe kalaam likhne vaale bhee maujood hain unka bahut kam milta hai. aap kalaam likhte ho magar ye kaun justfy karta hai kee aap superlative ho meree nazar me.N aisee koee baat hee nahin hai aap ke kalaam ke motalliq. aap ek mudda per likhte ho aur saare logg aaj kee duniya me.N MEDIA ke kareeb hain. aap toh aise idealogy bayaan karte ho KHAWAHISH jee jaise aap hee morality ke sab se bade follower ho. infact aisa nahin hai jo aap ko kareeb se jaante hain aap ke attitude se vaaqif hain. agar aap ne YOINDIA kee prop writer ship le rakhee hai toh baat alag hai. aur nahin toh ache kalaam ko post karo. jab bhee aap YOINDIA shayribaad me.N likhte ho same day YOINDIA FACE book per bhee nazar aataa hai. aap gar ye proof karna chahte ho kee aap se behter koee nahin yaa sirf aap hee kalaam likh sakte ho toh janaab ek baat main saaf-saaf vaaze kar doo.N aap ka kalaam kuch nahin sirf halaat ke motalliq ek statement hota hai kalaam me.N chashnee bilkul hee nahin hotee. aur intelactual hone kee baat hai toh yahaan bade bade pade hain janaab.

mujhe bahut bahut bahut bura lagaa hai isliye aaj main aap ke motalliq YOINDIA ke wall per likh raha haao.N

janaab jee apne attitude ko badlo jaisaa aap issue uthaa kar likte ho aur apne soch ka portrait karte ho actual  me.N bhee vaisa hee dikhaao.

Thank u

 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
CHEHRA(FACE) by Rashi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
~ Put On A Happy Face ~ by mili_genie in English
A Face Off With Myself (Vikk) by Vikk in English
shikaayat...........A.B by adil bechain in Shairi - E - Zindagi
ghazal: face book! by khalidrawat in Shayri for Khumar -e- Ishq
armanje
Guest
«Reply #1 on: December 30, 2014, 11:49:16 AM »
WAAH WAAH
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #2 on: December 31, 2014, 08:28:57 AM »

BOSS!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

  main  ooper likhe mazmoon ke havaale se ye poochhna chaahta hoo.N khaas taur per KHAWAHISH jee se jo ke ek puraane member aur monitor bhee hain ke YOINDIA ke FACEBOOK per sirf aap kaa hee zayadatar post milta hai baaqee yahaan bahut achhe kalaam likhne vaale bhee maujood hain unka bahut kam milta hai. aap kalaam likhte ho magar ye kaun justfy karta hai kee aap superlative ho meree nazar me.N aisee koee baat hee nahin hai aap ke kalaam ke motalliq. aap ek mudda per likhte ho aur saare logg aaj kee duniya me.N MEDIA ke kareeb hain. aap toh aise idealogy bayaan karte ho KHAWAHISH jee jaise aap hee morality ke sab se bade follower ho. infact aisa nahin hai jo aap ko kareeb se jaante hain aap ke attitude se vaaqif hain. agar aap ne YOINDIA kee prop writer ship le rakhee hai toh baat alag hai. aur nahin toh ache kalaam ko post karo. jab bhee aap YOINDIA shayribaad me.N likhte ho same day YOINDIA FACE book per bhee nazar aataa hai. aap gar ye proof karna chahte ho kee aap se behter koee nahin yaa sirf aap hee kalaam likh sakte ho toh janaab ek baat main saaf-saaf vaaze kar doo.N aap ka kalaam kuch nahin sirf halaat ke motalliq ek statement hota hai kalaam me.N chashnee bilkul hee nahin hotee. aur intelactual hone kee baat hai toh yahaan bade bade pade hain janaab.

mujhe bahut bahut bahut bura lagaa hai isliye aaj main aap ke motalliq YOINDIA ke wall per likh raha haao.N

janaab jee apne attitude ko badlo jaisaa aap issue uthaa kar likte ho aur apne soch ka portrait karte ho actual  me.N bhee vaisa hee dikhaao.

Thank u

 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5

Adaab Qalb Jee..Umeed Karta Hoon Aap Khairiyat Se Ho...

Qalb Ji Jo Kuch Bhi Aapne Kahaa Yaa Jo Kuch Bhi Aap Soch Rahe Ho...Meri Nazar Mein Woh Sab Be-Buniyaad Aur Be-wajeh Hai.... Aapka Yeh Sab Likhna Aur yeh Kehna Ke Mere Attitude se Aap Waakif Ho..Yeh Aapki Apni Soch Hai..Aur Insaan Chaahe Kitni Bhi Koshishen Kyun Naa Kar Le,Woh Kisi Ki Soch Ko Badal Nahi Paata.....
Meri Lost Poetry Ek Mudde Pe Thi..Ek Social Issue Ko Reflect karti Thi...Maine Woh Post Ki,Aur Usse Pehle Meri Apni Poetry Maine Koi Post Ki Thi To Woh October Ke Mahine Mein...Par Meri Last Postings Mein Maine....Adil Saheb, Hassan Saheb, Shireen Jee, Ambalika Ji, Suresh Sangwan Ji AUr Bhi Kayi Shayar-Shayara Hai Jinki Poetries Main Post Karta Rehta Hoon..Aap Ko Nazar Naa Aaye To Iss Mein Mera Kya Kasoor.....Khair Jaane Dijiye Inn Baaton Ko.....Maine Jab Ki Khud Yeh sawaal Uthaya Tha Ke Ek Ke Baad Ek lagataar Koi Saheb Apni poetries Post Karte Aa Rahe the..Balqi 1 Din Mein 2-3 baar bhi..uss ki shikayat maine khud Admin se ki thi..ke kabhi Pehle aisa nahi hua...agar main bhi apni koi poetry post karoon to kam se kam 1 week ke faasle mein Rakhta hoon...Main Jab Khud Iss Baat Ke Khilaaf Hoon To Main Aise Kyun Karoon??

Baaqi Aapne Kahaa Ke Sab Jaante Hai Mere Attitude Ko..Ek Aap Ke Ilaawa Mujhe Koi nazar nahi Aaye Jo Aisa Kahe...Agar Aisa Hai To Saamne Laaye...Main Aaj Ka Aaj Yoindia Ko Alwida Keh Dunga...Yeh Koi Bachkaani Baat Nahi Par Yeh Sach Hai Kyunki Jahaan Mujhe Galat Samjha Jaaye...Wahaan Mein Rehna Pasand Bhi Nahi karta....Aur Jo Main likhta Hoon Main Waise Hi hoon...Mujhe aapko safaai dene ki koi zaroorat bhi nahi dikhti...kyun ki jo insaan khud  Apna Naam "KHUJLI" Rakhe..Phir Khud Ko Shuruwaat Mein AUrat Bataaye Phir Woh Qalb Ban Jaaye...Uss Shakhs Ko Main Kya Safaai Dunga...Khair Mujhe Yakeen hai Aap Meri Baat Se Wakeef Nahi Honge Aur kuch Jawaabo Ke Naye Sawaal Dhoondhoge Par Main Shayad Aap Se Yuhee Be-wajeh Baatein karte Rehna Koi Zaroori Nahi Samjhta....Haan Kuch Baat Aisi Ho Ke Jahaan Araam se Baith Kar Baat Ki Jaa Sakti hai To Be-shaq Mujhse Baat Kijiye...

Aapko Naya Saal Bahut Bahut Mubaraq Ho... Stay Blessed.....
Logged
nadia brohi
Guest
«Reply #3 on: December 31, 2014, 08:59:23 AM »
mera naam nadia gurgorani brohi hai
or me yahan qalb ke aitrazat pe  aitraz karte hoon
mujhe qalb ke aitraz pe hirat horahe hai
q ke khuwaish wo shayar hain jese me pasand karte hoon,or aj  se nahi kahe time se ,mujhe sirf un ke poetry  pasand hote hai,
or me yoindia  me sirf un ke poetry pardne ke lye aate te
or  jab fb me khuwaish sir ke shayari post hone lage to ye aasani hoge
qalb  sir  ap  dil chota na karay
q ke  fans ke demand  jab bard jate hai
to fans  jo mangte hain wahe  post karne hote hai
or aisa nahi hai jesa app khe rahay hain,ke sirf  khuwaish ke shayari post ho rahe hai fb ke page pe
or b me ne kahe dheke hain

or mera manna hai ,pori yoindya me shayar to be shak mojood hain.lekin koi khuwaish jesa nahi,
or ye sirf  mere  favourite nahi hai ,pk  me mere family or  firneds ko b khuwaish ka lika  pasand aata hai,

Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #4 on: December 31, 2014, 09:29:17 PM »
 Giggle Giggle Giggle Giggle  Giggle Giggle
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
jales qaib uncle

shohrat cheeni nahi jati kamayi jati,,

apki demand hogi to apki post bhi fb par nazar aayegi be fikar rahiye,
Logged
khujli
Guest
«Reply #5 on: January 01, 2015, 05:26:12 AM »
Giggle Giggle Giggle Giggle  Giggle Giggle
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
jales qaib uncle

shohrat cheeni nahi jati kamayi jati,,

apki demand hogi to apki post bhi fb par nazar aayegi be fikar rahiye,

boss!!!!!!!!!!!!!!!!!

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

betaa main PATHAAN hoo.N motee buddhee kaa hoo.N isliye sachh baat kah detaa hoon. per pataa nahin tum kaun ho.

agar active monitor head tumhe.N bhee banaa diyaa jaaye aur tumhe.n bhee authority de dee jaaye ADMIN kee taraf se toh tum bhee apne sadhe-gale hue kalaam khud se hee YOINDIA ke FACEBOOK per post karne lago gey . toh isme.N famous hone vaalee kaun see baat hai. yaar tum bhee SANTAA-BANTAA vaale joke kahte ho Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
khujli
Guest
«Reply #6 on: January 01, 2015, 05:33:30 AM »
mera naam nadia gurgorani brohi hai
or me yahan qalb ke aitrazat pe  aitraz karte hoon
mujhe qalb ke aitraz pe hirat horahe hai
q ke khuwaish wo shayar hain jese me pasand karte hoon,or aj  se nahi kahe time se ,mujhe sirf un ke poetry  pasand hote hai,
or me yoindia  me sirf un ke poetry pardne ke lye aate te
or  jab fb me khuwaish sir ke shayari post hone lage to ye aasani hoge
qalb  sir  ap  dil chota na karay
q ke  fans ke demand  jab bard jate hai
to fans  jo mangte hain wahe  post karne hote hai
or aisa nahi hai jesa app khe rahay hain,ke sirf  khuwaish ke shayari post ho rahe hai fb ke page pe
or b me ne kahe dheke hain

or mera manna hai ,pori yoindya me shayar to be shak mojood hain.lekin koi khuwaish jesa nahi,
or ye sirf  mere  favourite nahi hai ,pk  me mere family or  firneds ko b khuwaish ka lika  pasand aata hai,

boss!!!!!!!!!!!!!

main aap kee bhaavnaa kaa qadr karta hoo.N aur aap ko haq hai meree baat kaa tanqeed karne kaa per jo mujhe fact malaaom hai usee benaa per kah diya haan muje buraa lagtaa hai and this is the fact. jahaan tak fakhr karne kee baat hai toh DR S.K SAINI, MR. FH SIDDIQUI aur unke moqaable ke kaee diggaj hain yahaan.

PESHAWAR KE KAAND ke baare me.N agar kalaam kee baat karo toh AZEEM ARZOO sahhab ko itnee view milee ke kyaa kahoon aaj tak YOINDIA ke itihaas me.N 3 dino.N me.N 1000 se zayadaa view milaa unkaa kalaam khasaa behter thaa vo kyon nahin YOINDIA FACE BOOK me.N post hua bhaaeeeee Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile

AUR MERE ISS TANQEED PER BAAQEE AUR MEMBER KYON NHAIN COMMENTS KAR RAHAA HAI

Logged
khujli
Guest
«Reply #7 on: January 01, 2015, 05:36:22 AM »

Adaab Qalb Jee..Umeed Karta Hoon Aap Khairiyat Se Ho...

Qalb Ji Jo Kuch Bhi Aapne Kahaa Yaa Jo Kuch Bhi Aap Soch Rahe Ho...Meri Nazar Mein Woh Sab Be-Buniyaad Aur Be-wajeh Hai.... Aapka Yeh Sab Likhna Aur yeh Kehna Ke Mere Attitude se Aap Waakif Ho..Yeh Aapki Apni Soch Hai..Aur Insaan Chaahe Kitni Bhi Koshishen Kyun Naa Kar Le,Woh Kisi Ki Soch Ko Badal Nahi Paata.....
Meri Lost Poetry Ek Mudde Pe Thi..Ek Social Issue Ko Reflect karti Thi...Maine Woh Post Ki,Aur Usse Pehle Meri Apni Poetry Maine Koi Post Ki Thi To Woh October Ke Mahine Mein...Par Meri Last Postings Mein Maine....Adil Saheb, Hassan Saheb, Shireen Jee, Ambalika Ji, Suresh Sangwan Ji AUr Bhi Kayi Shayar-Shayara Hai Jinki Poetries Main Post Karta Rehta Hoon..Aap Ko Nazar Naa Aaye To Iss Mein Mera Kya Kasoor.....Khair Jaane Dijiye Inn Baaton Ko.....Maine Jab Ki Khud Yeh sawaal Uthaya Tha Ke Ek Ke Baad Ek lagataar Koi Saheb Apni poetries Post Karte Aa Rahe the..Balqi 1 Din Mein 2-3 baar bhi..uss ki shikayat maine khud Admin se ki thi..ke kabhi Pehle aisa nahi hua...agar main bhi apni koi poetry post karoon to kam se kam 1 week ke faasle mein Rakhta hoon...Main Jab Khud Iss Baat Ke Khilaaf Hoon To Main Aise Kyun Karoon??

Baaqi Aapne Kahaa Ke Sab Jaante Hai Mere Attitude Ko..Ek Aap Ke Ilaawa Mujhe Koi nazar nahi Aaye Jo Aisa Kahe...Agar Aisa Hai To Saamne Laaye...Main Aaj Ka Aaj Yoindia Ko Alwida Keh Dunga...Yeh Koi Bachkaani Baat Nahi Par Yeh Sach Hai Kyunki Jahaan Mujhe Galat Samjha Jaaye...Wahaan Mein Rehna Pasand Bhi Nahi karta....Aur Jo Main likhta Hoon Main Waise Hi hoon...Mujhe aapko safaai dene ki koi zaroorat bhi nahi dikhti...kyun ki jo insaan khud  Apna Naam "KHUJLI" Rakhe..Phir Khud Ko Shuruwaat Mein AUrat Bataaye Phir Woh Qalb Ban Jaaye...Uss Shakhs Ko Main Kya Safaai Dunga...Khair Mujhe Yakeen hai Aap Meri Baat Se Wakeef Nahi Honge Aur kuch Jawaabo Ke Naye Sawaal Dhoondhoge Par Main Shayad Aap Se Yuhee Be-wajeh Baatein karte Rehna Koi Zaroori Nahi Samjhta....Haan Kuch Baat Aisi Ho Ke Jahaan Araam se Baith Kar Baat Ki Jaa Sakti hai To Be-shaq Mujhse Baat Kijiye...

Aapko Naya Saal Bahut Bahut Mubaraq Ho... Stay Blessed.....

boss!!!!!!!!!!!!

nayaa saal mubaarak ho

  AAP PAHAAD HO AUR MAIN OONTH(CAMEL) aur pahaad toh kabhee vichlit nahin hotaa hai

 Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #8 on: January 01, 2015, 05:39:27 AM »
Ap pathan ho ya koi bhi mujhe frk nahi padta .kiyonki yaha jaat paat ki baat nahi hai uncle.Santa banta jok ap hi padhte ho jo eysa faltu post kiya main soch nahi sakta ki ap eysa post kareng ap kafi tajurbe vale hai eyse kiyon likh diya main to vase apko bura lagta hu pata nahi tha ki ap ko dusro se bhi problem hai uncle ji hpy new year ye bhed bhaw rehne do is se kuch nahi hota yaha kayi shayar hai.kisi ke mun main eysa nahi aaya jo apke mun main aaya.. Giggle Giggle Giggle
Logged
khujli
Guest
«Reply #9 on: January 01, 2015, 06:22:58 AM »

bete laal aap ke iss uncle kee aqal kahin gumm ho gaee hai bhagvaan se aap doa karo kee mujhe yaanee aap ke iss qalb uncle ko sadd-buddhee de per yaar aap her ek ghante ke baad ek nayaa kalaam likhte raho .YOINDIA per aap kaa kaun bigaad le gaa monitor bhee kaee baar manaa kar chuke hain ek din me.N ek post karne ko per kisee kee mat suno 24 ghante post karte raho koee padhe yaa naa pade

 Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #10 on: January 01, 2015, 06:45:07 AM »
Jitna bacha huya dimag hai woh kisi post par lagaiye uncle ji kisi ki post ko mut giniye maine dairy; par likhi hai or rahi baat koi padhe ya na padhe: main sabki post padhta hu.apki tareh nahi hu ki jo pahle hi jankaar shayr hai usko rau diya or nikal liye main sabko padhta hu new bie ko rau deta hu unko aage bhadne ki prerna deta hu.koi akshr galat kare to usko inbox main batata hu.na ki apki tareh cmnt par.apko pata ager kabhi kisi guest ne kisi shayr ki glti nikali to uske jimedaar ap jaise log hai jo comnt; par teacher banna churu ho jate hai.
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #11 on: January 02, 2015, 01:45:26 PM »
Qalb Ji, Aadab!

Aap ka Khwahish ji par youn ilzaam lagana be-bunyaad hai! Zara Gaur se FB Yoindia page dekhiye. Khwahish ji ki last post 17th December 2014 ko post hui thi aur usse pehle 4th October ko. Aap ko aaisa kyu laga ki ki sirf woh apni hi writing post karte hain? December se le kar October ke beech mein Hriday ji ki aur baki bohat se logo ki posts publish hui hain.

Aap ko Khwahish ji se itna problem kyu hai? Kya woh popular hai yeh baat aap ko pasand nahi? Aap ka kehna ki unhe writing sirf statements hain aur kuch nahi, yeh sirf aap ki apni rai hai! Woh sidhe saadhe lafzon mein bohat aacha likhte hain aur yeh bohat logo ka maanna hai. Unki bohat fan following hai...yeh aap unhe personal FB page par bhi dekh sakte hai! Kya aap ko isse problem hai?

Aap ko agar unse shikayat thi toh unhe message karte. Baat ka khulasa karte..Aaise kisi ki beijati nahi karte! Maine dekha hai, aapne yaha par jin sabhi ne Khwahish ji ka saath diya hai aap ne unse bhi bohat galat baat ki hai.

Kya aap ka aaisa karna thik hai?

Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #12 on: January 02, 2015, 02:55:07 PM »
Qalb bhai, mujhe khud apni posts FB pe nahiN milti. Pehle Aqsh jee meri posts ko FB pe post kiya karti thiN aur mujhe message karke batati bhi thi ke aapki post FB pe post ho gai hai. Per ab mujhe apni post nahiN milti FB pe, ho sakta hai iski wajah ye ho ke maiN dhaNg se FB check nahiN karta.

Lekin maine jahaaN tak notice kiya hai, FB pe mujhe dhaNg ki poetries nahiN dikhaai deti haiN. FB page ki authority jisse bhi hai, usse sahi se judge karna chaahiye aur unhiN rachnaao ko post karna chahiye, jo post karne ke laayaq hoN. FB pe abhi jis tarah ki poetries post ki ja rahi haiN, usse YOINDIA ka status ghatega aur kuch nahiN. Koi bhi achha likhne waala, shayari ke usooloN ka ilm rakhne waala isse pasand nahiN karega. SHAYARI aur STATEMENT meN farq hota hai issey samajhna chhahiye jo bhi YoIndia ke FB page ke admin haiN.

Khayr mere khayaal se aapko jo aitraaz tha, P.M. ke through bataate ya Admin/Monitor team se shikayat karte.

Logged
khujli
Guest
«Reply #13 on: January 03, 2015, 08:33:34 AM »

boss!!!!!!!!!!!

thanks for your concern.

per ---- JAB SAYYIYAA.N BHAYE KOTVAAL
         TOH DARR KAAHE KAA.

yahaan yahee hai bhaaaaaaaaaaaaeeeeeeeeeeeeeeee

 Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
NakulG
Maqbool Shayar
****

Rau: 63
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 23 hours and 55 minutes.
Posts: 804
Member Since: Apr 2014

View Profile WWW
«Reply #14 on: January 14, 2015, 11:01:22 AM »
Bhai..
Please Yoindia Shayariadab ke FB page ka link daal de.N yahaan...

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:14:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.242 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer