Ankahi

by Ruhaani on October 30, 2008, 09:59:26 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1909 times)
Ruhaani
Guest

Aankhon ki jubaan
Wo samagh nai paate.
Honth bhi hamaare
Kuch kah nai paate.
Apni ye bebasi
Hum kistarah kahein .
Koi hai jiske bina
Ab hum rah nai paate.

Ruhaani
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: October 30, 2008, 10:18:47 AM »
Bi

Aankhon ki jubaan
Wo samagh nai paate.
Honth bhi hamaare
Kuch kah nai paate.
Apni ye bebasi
Hum kistarah kahein .
Koi hai jiske bina
Ab hum rah nai paate.

Ruhaani

[/quote 
Bina bataye woh nahi janega
Tarapta rahega yeh dil nahi manega
Logged
Satya.patel
Guest
«Reply #2 on: December 18, 2008, 05:25:44 PM »
bahut khoob kaha aapne rajesh ji..
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: December 18, 2008, 05:40:00 PM »
bahut khoob kaha aapne rajesh ji..
Shukkriya Satya Ji
Logged
RMF
Guest
«Reply #4 on: December 27, 2008, 05:05:47 AM »
JAKE UNSE KARLO DIL KI BATT,
DIL HI SAMAZTA HAI EK DIL KI BAT
NA SAMAZ KOI NAHI TERE SATH
TU SIRF EK BAAR BATA DE KYA HAI USKA NAAM
AGAR KARTI TU USASE PYAR TO DILAOUNGA HAMESHAKELIYE USKA SAATH
A VAADA RAHA EK DOST KA MERE YAAR.
 
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:28:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer