Kisi Ka Dil Mat Todo...

by Aryaan on November 15, 2006, 11:19:42 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 4560 times)
Aryaan
Guest
Dil aur sheesha dono hi tootne waali cheezein hain, farQ sirf itna hai keh sheeshe ke tootne ki aawaz sab sun lete hain magar dil bilkul khamoshi se yun toot jata hai goya kuch huwa hi nahi ho..
Toote huwe sheeshe ke tukde uthaane ki khoshish mein mehaz hath zakhmi hote hain magar dil ke tukde sametne ki khoshish karein tau dil ke zakhm mazeed barh jaate hain.

Jab dil toot-ta hai tau insaan ke dil ka aatish-e-fishaan paani ban kar aankhon ke raaste beh jata hai.
Log theek kehte hain keh toote huwe dil ki aah saari duniya ko mitaane ke liye kaafi hoti hai jab yeh naazuk shey toot-ti hai tau saari duniya se nafrat hone lagti hai phir insaan apna wajood kho baithta hai kisi ka dil kabhi mat todo, kyun keh dilon mein KhaaliQ-e-HaQeeQi ka basera hota hai.
Kitne be-reham hote hain woh log jo doosron ka dil todte hain aur phir iss kaar-e-fazool ko mardangi tassawur karte hain..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Geet todo-Marodo Pratiyogitaa ... by NewYorker in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 20 21 »
Mera Dil Bhi Shauq Se Todo .................. by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare by urs4evasomdev in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
***** dil na todo***** by Jazzhere in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dil kya kare...jab kisi ko kisi se pyar ho jaaye. by bauljee in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: March 09, 2007, 09:06:27 AM »
Wakhaai,..
Bhai Tumne Kamaal ka Kha hai.,..
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: March 09, 2007, 10:02:38 AM »
Well said  aryaan... bahut acha likha hai....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 11, 2007, 12:06:02 PM »
Tootte Dil Ki Koi Fikar Nahi Karta,..
Dil Bhi Bechaara Iske Tootne Ka Zikar Nahi Karta,..

Humne Bhi Tootte Dilon Ko Mehsoos Kiya Hai,..
Jiska Dil Toot Gaya Wo Is Zamane Mein Guzar Nahi Karta,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: March 11, 2007, 12:10:03 PM »
Well said Aryaan Usual Smile and Azeem Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: March 12, 2007, 02:15:46 AM »
Bohat bohat shukriya Azeem, Deepika & Talat... Usual Smile

Nice Azeem... Usual Smile
Logged
diya_barsat
Guest
«Reply #6 on: May 08, 2007, 10:26:11 PM »
Thats so true I really loved what you said. Great Work
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #7 on: January 28, 2016, 01:41:06 AM »
Thank you Diya_Barsat..
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #8 on: January 29, 2016, 04:59:11 AM »
good to see u back aryan ji....
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 08:44:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer