Madad kare dosto!

by salma786 on February 12, 2009, 09:38:00 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3883 times)
rawattanha
Guest
«Reply #15 on: February 13, 2009, 12:42:56 PM »
arey salma ji aap khush raho? mein kahunga ghar waalon ke baare mein soch kar aap bhi ghar basa lo. kyonki aap ek larhki hain. waise aap ki kahani kuch kuch meri jaisi hai. magar meri muhabbat joh hai usne mujhe uljhan mein daal rakkha hai. na haan karti hai na hi naa karti hai. par maloom hai mujhe agar kabhi ye baat uske ghar tak pahunch gayi ki main ussey bahut pasand karta hun toh uskey ghar waale khud chale aayenge mere paas. yaar apney shahr mein meri repo bahut achhi hai. 
Logged
salma786
Guest
«Reply #16 on: February 14, 2009, 04:16:06 AM »
He he he...shukriya rawat ji....par ye meri nahi meri best frnd ki kahani hai........
Jo aap ke rahe hai wo sahi hai...or Umid hai k wo sabb bhulakar apni zindegi shuru karegi dobara!
Inshallah!
Logged
salma786
Guest
«Reply #17 on: February 14, 2009, 04:17:54 AM »
Or jahatak apki bat hai...mai dua karti hu...apko apki khushi miljaye Usual Smile
Logged
1234jamil
Guest
«Reply #18 on: February 14, 2009, 12:45:36 PM »
Logo ko aksar kehte suna:
"Zinda rahe toh phir milenge".

Magar aap se mil ke Is dil ne mehsoos kiya hai ki,
"Aapse milte rahe toh Zinda Rahenge".


Tumhe dil main basaye rakhta hoon
Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
Tumhe meri nazar na lag jaye
Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon


Tumhe dil main basaye rakhta hoon
Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
Tumhe meri nazar na lag jaye
Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon


Tumhe dil main basaye rakhta hoon
Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
Tumhe meri nazar na lag jaye
Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon


Tumhe dil main basaye rakhta hoon
Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
Tumhe meri nazar na lag jaye
Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon

Khamosh Raat Ki Pehlu Mein Sitare Naa Hote,
In Rookhi Aankhon mein Rangeen Najare Naa Hote,
Hum Bhi na Karte Parwah
Agar aap Itne Pyare na hote……


Khamosh Raat Ki Pehlu Mein Sitare Naa Hote,
In Rookhi Aankhon mein Rangeen Najare Naa Hote,
Hum Bhi na Karte Parwah
Agar aap Itne Pyare na hote……


Waiting fr yr replyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy jamil





Logged
salma786
Guest
«Reply #19 on: February 14, 2009, 12:51:03 PM »
Bahoot hi acha likha hai jamil ji!!

Agar ap ise kisi thread me post kare to bahoot acha hoga...ye story ka section hai!
Logged
1234jamil
Guest
«Reply #20 on: February 15, 2009, 08:10:29 AM »
Kaate Nahin Kat Te Lamhe Intezaar Ke,
Nazaren Bichaein Baithe Hain Raste Pe Yaar Ke,
Dil Ne Kaha Dekhe Jo Jalwe Husne Yaar Ke,
Laya Hain Unhe Kaun Falak Se Utaar Ke...

this is jamil from kuwait
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #21 on: April 19, 2009, 04:43:40 PM »
salma ji,ab apki frnd kaisi h? kya sochti h ab wo shadi k baare me?
Logged
salma786
Guest
«Reply #22 on: April 20, 2009, 06:23:41 AM »
Thanks dosto for ur kind support... Meri frnd ki engagement fix hogayi hai 15 may ko... M very happy for her.. Or khuda ka shukriya ke wo bhi khush hai... Shukriya dosto Thumbs UP
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #23 on: April 21, 2009, 01:52:32 PM »
bahut bahut mubark ho apko.
Logged
MHussain
Guest
«Reply #24 on: April 28, 2009, 07:27:30 AM »
She should get married and live happily, because, love is not the one which is known as girlfriend+boyfriend sort of stuff.
After marriage she will learn what she had done in the past was just a waste of time.
She should not waste her time anymore.
Logged
amarhellboy
Guest
«Reply #25 on: April 28, 2009, 08:06:21 AM »
Salma ji jis tarah apne apni dost ki kahaani batai to mai yaahi kehna chahata hu ki wo ladke ka to pehle se hi pata lagata hai ki wo kaisa hai or dusri baat jo hath kaatne ki hai to aksar aisa hota hai magar ye pyar nhi hoabalki ek tarah ka bleakmail karne ka tarika houta hai aapki freind ko samjhaiye ki accha hua jo wo aapko nhi mila kyuki aap hi sochiye ki uske pyar k kabil wo tha hi nhi agar mil jaata bhi to pyar nhi karta iss liye usse bhul jaana accha kehte hai pyar mai sururu mai thoukare to lagati hai magar dil ussi se majbut houta hai or acche bure ki pehchaan hoti hai wo akheli nhi hai jo uske sath aisa hua bahut hai usse jayada bhi kai logo k sath hua hai magar aisa matlab ye nhi ki jindagi jina choud de yaar jindagi ek khubsurat thoufa hai khuda ka jo milkar bitaya jaaya jaata hai binaa maali k to baag bhi murjha jaata hai. fir gulaab ka kya houga. magar unse kehana ki ab shaadi aise insaan se kare jo unko pyar kare unka khayaal rakhe ho sakta hai wo ladka unhe itna khush nhi rakh pata jitana unka nayaa humsafar rahke. ho sakta hai jis pyaar ki talaash unhe ho wo unka jiwan sathi de de or ye bhi ho sakta hai ki usse jayaada de. pyaar koi galati nhi hoti pyar pyar hota hai ab shaayad uss ladke ki badnasibi hoi jo wo inke pyar ko na pa saka na samajh saka. kher aisa houta hai. magar yaar wo ek galati thi bhul jaao unse kehna galati har insaan se houti hai magar iska matlab ye nhi ki hum galati ki saja khud ko or gharwaalo ko de balki uss galati se sikh leke aage bade jo galati hue hai usska dhiyaan rakhe aage se or wapas apni jindagi jiye. agar nhi maane to mujh se baat kawaa dena mai samjha dunga mai unka dard samajhata hu wo jis waqt se gujar rahe hai mai 2 baar gujar ch hu magar mai bhi ji raha hu khush hu shaadi karunga bas entejaar hai koi mile. sirf ek hi baat
Hum kyu gam kare jo wo hume na mile
Gam to wo kare jinhe hum na mile
Logged
salma786
Guest
«Reply #26 on: April 28, 2009, 08:54:58 AM »
shukriya dosto.... Ap logone waqt diya... mai bahoot zada tense thi meri frnd ke liye... aap logo ki dua ka asar hai... wo khush hai... engagement ki tayyari kar rahi hai... Allah se bas yahi dua hai dil se wo hamesha khush rahe!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: April 28, 2009, 09:23:24 AM »
Aameen, Allah Use KHush Rakhe,.
Aur Sab Ko,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #28 on: April 28, 2009, 11:50:40 AM »
Ek baat hai dil mein, par kahoon tho shayad yahaan waalon ko pasand na aye...

khair, allah aapki dost ko humesha khush rahkke, aur aapke jaise doston se subko nawaze... Ameen!
Logged
salma786
Guest
«Reply #29 on: April 29, 2009, 10:24:35 AM »
Ek baat hai dil mein, par kahoon tho shayad yahaan waalon ko pasand na aye...

khair, allah aapki dost ko humesha khush rahkke, aur aapke jaise doston se subko nawaze... Ameen!

Aap keh sakti hai jo bhi apke dil me hai dear Thumbs UP
or shukriya !
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:16:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer