Madad kare dosto!

by salma786 on February 12, 2009, 09:38:00 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 3909 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #30 on: April 29, 2009, 12:37:19 PM »
Aap keh sakti hai jo bhi apke dil me hai dear Thumbs UP
or shukriya !

tho is it fair k unnke shohar me wo ki c aur ko dhoondhe zindigee bhar? kya agar unn k shoahr ko jub ye baat pata chalegee, wo bardaasht kar laengay? wo ub tak agar upnee pehlee muhabbat ko bhula nahi paee hain, tho phir ek rishte ko adhoora chodr k, dusre rishte mein mubtala hona, unn ko sukoon dega, ya jub jub unn k shohar unnko pyaar kee nigaah se dehkaengay tho muhammad kee yaad unnhe aur tadrpaigee?....
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #31 on: April 30, 2009, 04:04:51 PM »
tho is it fair k unnke shohar me wo ki c aur ko dhoondhe zindigee bhar? kya agar unn k shoahr ko jub ye baat pata chalegee, wo bardaasht kar laengay? wo ub tak agar upnee pehlee muhabbat ko bhula nahi paee hain, tho phir ek rishte ko adhoora chodr k, dusre rishte mein mubtala hona, unn ko sukoon dega, ya jub jub unn k shohar unnko pyaar kee nigaah se dehkaengay tho muhammad kee yaad unnhe aur tadrpaigee?....
aapke vichar yakinan shi h anjaan ji.lkn mera manna h ki gar khuda kisi ko gum deta h to us gum k andhere me roshni ki kiran b khuda hi dikhata h.salma ji ki dost k jeevan me gum ka wo paher aaya,shayad khuda ne unke sohar k rup me roshni ki whi kiran bheji ho.dheere dheere jb salma ji ki dost is baat ko smjhegi to wo apne shohar me apna pyar dekhengi bjay tlashne k.
aaj ki duniya me pyar me dhoka takriban hr inssan ko milta h lkn iska mtlab ye to nai k hm zindagi jeena chod de.khush rehna chod de.taklif jrur hoti h sb bhulane me lkn waqt hr zkhm ko bhar deta h.aur rhi unke shohar ko unka past pta lgne ki baat, jha vishwas hota h ,pyar hota h wha koi b baat rishto me drar paida nai kr skti.hme khuda s yhi dua krni chahiye ki wo hmesha khush rhe.
     ek aankhiri baat yhi kehna chahugi k zindagi aage bdhne ka nam h aur agr hm aage nai bdhege to zindagi to aage bdhti hi rhegi saath hi waqt hi.kal k dar se aage bdhte hue kdmo ko rokna shayad munasib nai.
       
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #32 on: April 30, 2009, 04:56:24 PM »
Salma ji jis tarah apne apni dost ki kahaani batai to mai yaahi kehna chahata hu ki wo ladke ka to pehle se hi pata lagata hai ki wo kaisa hai or dusri baat jo hath kaatne ki hai to aksar aisa hota hai magar ye pyar nhi hoabalki ek tarah ka bleakmail karne ka tarika houta hai aapki freind ko samjhaiye ki accha hua jo wo aapko nhi mila kyuki aap hi sochiye ki uske pyar k kabil wo tha hi nhi agar mil jaata bhi to pyar nhi karta iss liye usse bhul jaana accha kehte hai pyar mai sururu mai thoukare to lagati hai magar dil ussi se majbut houta hai or acche bure ki pehchaan hoti hai wo akheli nhi hai jo uske sath aisa hua bahut hai usse jayada bhi kai logo k sath hua hai magar aisa matlab ye nhi ki jindagi jina choud de yaar jindagi ek khubsurat thoufa hai khuda ka jo milkar bitaya jaaya jaata hai binaa maali k to baag bhi murjha jaata hai. fir gulaab ka kya houga. magar unse kehana ki ab shaadi aise insaan se kare jo unko pyar kare unka khayaal rakhe ho sakta hai wo ladka unhe itna khush nhi rakh pata jitana unka nayaa humsafar rahke. ho sakta hai jis pyaar ki talaash unhe ho wo unka jiwan sathi de de or ye bhi ho sakta hai ki usse jayaada de. pyaar koi galati nhi hoti pyar pyar hota hai ab shaayad uss ladke ki badnasibi hoi jo wo inke pyar ko na pa saka na samajh saka. kher aisa houta hai. magar yaar wo ek galati thi bhul jaao unse kehna galati har insaan se houti hai magar iska matlab ye nhi ki hum galati ki saja khud ko or gharwaalo ko de balki uss galati se sikh leke aage bade jo galati hue hai usska dhiyaan rakhe aage se or wapas apni jindagi jiye. agar nhi maane to mujh se baat kawaa dena mai samjha dunga mai unka dard samajhata hu wo jis waqt se gujar rahe hai mai 2 baar gujar ch hu magar mai bhi ji raha hu khush hu shaadi karunga bas entejaar hai koi mile. sirf ek hi baat
Hum kyu gam kare jo wo hume na mile
Gam to wo kare jinhe hum na mile
shi kha aapne amar ji,zindagi jeene k liye h gujarne k liye nai aur salma ji ki dost zindagi jeene ki rah pr apna pahla kadam rakh rhi h.khda unhe khush rakhe.yhi baat mai anjaan ji se b kehna chahti hu.
Logged
salma786
Guest
«Reply #33 on: May 01, 2009, 03:40:59 AM »
tho is it fair k unnke shohar me wo ki c aur ko dhoondhe zindigee bhar? kya agar unn k shoahr ko jub ye baat pata chalegee, wo bardaasht kar laengay? wo ub tak agar upnee pehlee muhabbat ko bhula nahi paee hain, tho phir ek rishte ko adhoora chodr k, dusre rishte mein mubtala hona, unn ko sukoon dega, ya jub jub unn k shohar unnko pyaar kee nigaah se dehkaengay tho muhammad kee yaad unnhe aur tadrpaigee?....

Shukriya apne apni dil ki baat kahi, Par mai janti hu... uska pyaar bemaaine tha.. ek tarfa tha... jis se pyaar kiye jaa rahi thi wo to kabhi uska tha hi nahi.. us bande ke liye pyaar khilwaad se kam nahi!
Mai janti hu wo kitna tadpi hai... zindegi bhi bojh thi uske liye... ab jabki sabki dua se wo maan gayi hai nikaah ke liye to wo 100 % apne shauhar ke sath wo rishta dil se nibhayegi.
Or rahi baat sach kehne ki.. usne pehle hi din sab keh diya tha.. or apko janke tajjub hoga uske hone wale shauhar uski bate sun kar has pade.. or kaha ye bachpana tha tumhara!

Bas dua kariye ke meri pyari saheli khush rahe Thumbs UP
Logged
salma786
Guest
«Reply #34 on: May 01, 2009, 03:43:16 AM »
Shukriya Popoety ji...

Mujhe lagta hai zindegi piche mud ke apni haar ko dekhna nahi hai!
Bas aap sab ki dua chahye!
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #35 on: May 01, 2009, 07:13:30 AM »
Shukriya Popoety ji...

Mujhe lagta hai zindegi piche mud ke apni haar ko dekhna nahi hai!
Bas aap sab ki dua chahye!
hm sbki duaye hamesha apke aur apki dost k sath h.shi kha apne zindagi hpiche mud kr har ko dekhna nai h,lkn us har se aane wali jeet jrur nishchit ki ja skti h.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #36 on: May 01, 2009, 12:17:29 PM »
Shukriya apne apni dil ki baat kahi, Par mai janti hu... uska pyaar bemaaine tha.. ek tarfa tha... jis se pyaar kiye jaa rahi thi wo to kabhi uska tha hi nahi.. us bande ke liye pyaar khilwaad se kam nahi!
Mai janti hu wo kitna tadpi hai... zindegi bhi bojh thi uske liye... ab jabki sabki dua se wo maan gayi hai nikaah ke liye to wo 100 % apne shauhar ke sath wo rishta dil se nibhayegi.
Or rahi baat sach kehne ki.. usne pehle hi din sab keh diya tha.. or apko janke tajjub hoga uske hone wale shauhar uski bate sun kar has pade.. or kaha ye bachpana tha tumhara!

Bas dua kariye ke meri pyari saheli khush rahe Thumbs UP

IA.... phir tho my aurgument is over ji! AH allah unhe humesha khush rahkke! Ameen!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #37 on: May 01, 2009, 12:17:46 PM »
aapke vichar yakinan shi h anjaan ji.lkn mera manna h ki gar khuda kisi ko gum deta h to us gum k andhere me roshni ki kiran b khuda hi dikhata h.salma ji ki dost k jeevan me gum ka wo paher aaya,shayad khuda ne unke sohar k rup me roshni ki whi kiran bheji ho.dheere dheere jb salma ji ki dost is baat ko smjhegi to wo apne shohar me apna pyar dekhengi bjay tlashne k.
aaj ki duniya me pyar me dhoka takriban hr inssan ko milta h lkn iska mtlab ye to nai k hm zindagi jeena chod de.khush rehna chod de.taklif jrur hoti h sb bhulane me lkn waqt hr zkhm ko bhar deta h.aur rhi unke shohar ko unka past pta lgne ki baat, jha vishwas hota h ,pyar hota h wha koi b baat rishto me drar paida nai kr skti.hme khuda s yhi dua krni chahiye ki wo hmesha khush rhe.
     ek aankhiri baat yhi kehna chahugi k zindagi aage bdhne ka nam h aur agr hm aage nai bdhege to zindagi to aage bdhti hi rhegi saath hi waqt hi.kal k dar se aage bdhte hue kdmo ko rokna shayad munasib nai.
       

Shukriya...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #38 on: May 01, 2009, 12:39:47 PM »
AD, jab tak larka larki qazi ya pandit aur gavahon ke samne ek dusre ko qabool nahin karenge rishta nahin hoga, aur jo bat tum keh rahi ho woh to bas un donon ki kharafat theen jo maazi men unhon ne ghalti ki. Han agar shaadi se pehle woh larki apne hone wale ko batlade do aage mustaqbil men pareshani nahin hogi...
Jo hua ab woh ho gaya, par zindagi ko wahin rok lena gunaah azeem hai... Larki ko aage barhna chahiye, aur nayi zeest ka aghaz karke apne waldain aur khud ko khush karna ab lazim amal hai...

Baqi, aise masaail aaj kal aam hain so tum bhi bajaye wavela karne ke usko samjhao, yunhi 'aisa kiya to aisa hoga' ki soch ko ghalib na aane do...

Allah Taala bahtar karega...
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #39 on: May 01, 2009, 01:21:42 PM »
AD, jab tak larka larki qazi ya pandit aur gavahon ke samne ek dusre ko qabool nahin karenge rishta nahin hoga, aur jo bat tum keh rahi ho woh to bas un donon ki kharafat theen jo maazi men unhon ne ghalti ki. Han agar shaadi se pehle woh larki apne hone wale ko batlade do aage mustaqbil men pareshani nahin hogi...
Jo hua ab woh ho gaya, par zindagi ko wahin rok lena gunaah azeem hai... Larki ko aage barhna chahiye, aur nayi zeest ka aghaz karke apne waldain aur khud ko khush karna ab lazim amal hai...

Baqi, aise masaail aaj kal aam hain so tum bhi bajaye wavela karne ke usko samjhao, yunhi 'aisa kiya to aisa hoga' ki soch ko ghalib na aane do...

Allah Taala bahtar karega...

Shukriya syed bhai...
Logged
salma786
Guest
«Reply #40 on: May 01, 2009, 02:08:36 PM »
Shukriya aap sab ka Thumbs UP
Bas dua kariyega......  Allah sabko sahi rasta dikhaye!
Ameen
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:38:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer