Tears !!!!!!!

by Ninaah on February 14, 2005, 09:03:51 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
Print
Author  (Read 11761 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #120 on: July 01, 2005, 07:21:27 AM »
teri zidd ki intah ko toh pana chahtey hain
tu aa na aa tere her pyaar ko pana chahtey hain
pyaar na sahi nafrat hi sahi.
hum tumse kisi baat per toh wafa chahtey hain
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
I Am Sorry My Tears.... by Sonu in English « 1 2 ... 7 8 »
I Hide My Tears by Sonu in Shayri-E-Dard
Silent Tears... by NewYorker in Shayri for Dard -e- Judai
Will you ever see my tears by jeetufor_u in Shayri-E-Dard
#TEARS#***LAL RANG***#TEARS# (REAL FEELINGS) HT by wime in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #121 on: July 01, 2005, 07:34:38 AM »
wafa kya hai, ye kahan rehti hai,
iss se unhe koi sarokaar nahi,
ye pyar hai, isme dil jalta hai,
ye koi kaarobaar nahi....



Quote from: "harashmahajan"
teri zidd ki intah ko toh pana chahtey hain
tu aa na aa tere her pyaar ko pana chahtey hain
pyaar na sahi nafrat hi sahi.
hum tumse kisi baat per toh wafa chahtey hain
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #122 on: July 01, 2005, 08:04:34 AM »
wafa kya hai her zubaan kehti hai
jo ruh is pyaar mein hai shaamil
unhi ke dil mein rehti hai
kaha tumne kisi ko sarokaar nahi
hum kehtey hain ki tumeh bhi pyaar pe aitbaar nahi.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #123 on: July 01, 2005, 08:13:20 AM »
jab pyar juda jo jaaye khud se,
to khud pe kahan aitbaar hota hai,
jo chin le khuda aapse aake pyar ko,
to phir kahan uska intzaar hota hai....



Quote from: "harashmahajan"
wafa kya hai her zubaan kehti hai
jo ruh is pyaar mein hai shaamil
unhi ke dil mein rehti hai
kaha tumne kisi ko sarokaar nahi
hum kehtey hain ki tumeh bhi pyaar pe aitbaar nahi.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #124 on: July 01, 2005, 08:18:32 AM »
kho chuke hain khud bharosa
kisko ab iljaam dein
hum toh ab bhi chup khare
hamein her saja manjoor hai.

Ninnah wrote
Quote
jab pyar juda jo jaaye khud se,
to khud pe kahan aitbaar hota hai,
jo chin le khuda aapse aake pyar ko,
to phir kahan uska intzaar hota hai....


Logged
Ninaah
Guest
«Reply #125 on: July 01, 2005, 08:23:40 AM »
har koi saja ka mukhtar nahi hota,
har muskurahat pyar nahi hota,
zindagi mein roz naye log milte hain,
pur dil ko har kisi ka intzaar nahi hota.....




Quote from: "harashmahajan"
kho chuke hain khud bharosa
kisko ab iljaam dein
hum toh ab bhi chup khare
hamein her saja manjoor hai.

Ninnah wrote
Quote
jab pyar juda jo jaaye khud se,
to khud pe kahan aitbaar hota hai,
jo chin le khuda aapse aake pyar ko,
to phir kahan uska intzaar hota hai....


Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #126 on: July 01, 2005, 08:27:06 AM »
chot shaks ko ye kehne per mazboor ker deti hai...jeena inmsaan ka hak hai...jo khuda ne diya hai.....a lovely write..just fantastic....


Jhoot kai peband lage hain
'harsh' ab poshaakh per,
aadmi jispe lagey woh
aadmi jaane kon hai.


Quote
har koi saja ka mukhtar nahi hota,
har muskurahat pyar nahi hota,
zindagi mein roz naye log milte hain,
pur dil ko har kisi ka intzaar nahi hota.....



Logged
Ninaah
Guest
«Reply #127 on: July 01, 2005, 08:29:52 AM »
tum bhi tute huve lagte ho,
tumhari kya khata hai,
tum kyon gumon ko apnate ho,
kaun tumhe de raha saza hai....




Quote from: "harashmahajan"
chot shaks ko ye kehne per mazboor ker deti hai...jeena inmsaan ka hak hai...jo khuda ne diya hai.....a lovely write..just fantastic....


Jhoot kai peband lage hain
'harsh' ab poshaakh per,
aadmi jispe lagey woh
aadmi jaane kon hai.


Quote
har koi saja ka mukhtar nahi hota,
har muskurahat pyar nahi hota,
zindagi mein roz naye log milte hain,
pur dil ko har kisi ka intzaar nahi hota.....



Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #128 on: July 01, 2005, 08:35:49 AM »
bahoot khoob likha aapne...marvelous...

bata diya toh kya kiya
kyuin mohabbat se juda hua
kutch samajh nahii aa raha..
ki mein ji raha hoon ki
jindagi mujhe jee rahi hai....

kab tak koi mekhaane mein
daaru piya kare,
is zindagi ko yuin hi koi
kyuin jiya kare.




Quote
tum bhi tute huve lagte ho,
tumhari kya khata hai,
tum kyon gumon ko apnate ho,
kaun tumhe de raha saza hai....



Logged
Ninaah
Guest
«Reply #129 on: July 01, 2005, 08:40:16 AM »
bahot chaha maut ko,
pur har taraf zindagi chati hai,
jab bhi chaha chalein saath maut ke,
to zindagi he zindagi ki tasveer dikhati hai....




Quote from: "harashmahajan"
bahoot khoob likha aapne...marvelous...

bata diya toh kya kiya
kyuin mohabbat se juda hua
kutch samajh nahii aa raha..
ki mein ji raha hoon ki
jindagi mujhe jee rahi hai....

kab tak koi mekhaane mein
daaru piya kare,
is zindagi ko yuin hi koi
kyuin jiya kare.




Quote
tum bhi tute huve lagte ho,
tumhari kya khata hai,
tum kyon gumon ko apnate ho,
kaun tumhe de raha saza hai....



Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #130 on: July 01, 2005, 08:46:15 AM »
maut ko chahna nahi zindagi...maut toh khud mohabaat deti hai...lovely one Ninna ji

mile toh mujhe yuin mile
ik khwaab ki tarah
dil mein mukammil pyaar ka
tufaan jaga diya.


Quote
bahot chaha maut ko,
pur har taraf zindagi chati hai,
jab bhi chaha chalein saath maut ke,
to zindagi he zindagi ki tasveer dikhati hai....



Logged
Ninaah
Guest
«Reply #131 on: July 01, 2005, 12:33:28 PM »
kya baat hai harash aapki..... maan gaye....

gur mile saath kisi apne ka,
to samjho pyar mukammil hai,
gur choot jaaye saath iss tarah,
phir kahan zindagi bhi jeene ke kabil hai....



Quote from: "harashmahajan"
maut ko chahna nahi zindagi...maut toh khud mohabaat deti hai...lovely one Ninna ji

mile toh mujhe yuin mile
ik khwaab ki tarah
dil mein mukammil pyaar ka
tufaan jaga diya.


Quote
bahot chaha maut ko,
pur har taraf zindagi chati hai,
jab bhi chaha chalein saath maut ke,
to zindagi he zindagi ki tasveer dikhati hai....



Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #132 on: July 01, 2005, 05:08:19 PM »
shukriya janaab aapka....aapne khoob kahaaa.....apno kay saath se hi jeene ki kashish hoti hai...per main is baat se itteffaak nahi rakhta....

apno ne humko loota
gairon mein dum kahaan tha
kashti wahin pe doobi
apna jo ik jahaan tha.


Ninnah wrote....
Quote

gur mile saath kisi apne ka,
to samjho pyar mukammil hai,
gur choot jaaye saath iss tarah,
phir kahan zindagi bhi jeene ke kabil hai....

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #133 on: July 02, 2005, 08:46:31 AM »
aaj humari halat pe,
kyon log muskurate hain,
gumon ne har ghar jana hai,
ye wo kyon bhul jaate hain....




Quote from: "harashmahajan"
shukriya janaab aapka....aapne khoob kahaaa.....apno kay saath se hi jeene ki kashish hoti hai...per main is baat se itteffaak nahi rakhta....

apno ne humko loota
gairon mein dum kahaan tha
kashti wahin pe doobi
apna jo ik jahaan tha.


Ninnah wrote....
Quote

gur mile saath kisi apne ka,
to samjho pyar mukammil hai,
gur choot jaaye saath iss tarah,
phir kahan zindagi bhi jeene ke kabil hai....

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #134 on: July 02, 2005, 05:45:31 PM »
wah..bahoot  acchay...lovely...

lo aaj hamne isi  pal se muskraana chhod diya
yaadon main unki her pal the per, ab dil lagaana chhod diya
ab gam hi apna saaya hai our gam hi apna hai mehboob
jaaney unho ney ham per aaj, aisa iljaam kyuin bol diya.


Ninnah wrote

Quote
aaj humari halat pe,
kyon log muskurate hain,
gumon ne har ghar jana hai,
ye wo kyon bhul jaate hain....
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 07:34:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer