Aaj Phir ek Qurbat ..............................PWFS

by pankajwfs on May 09, 2012, 01:33:25 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1609 times)
pankajwfs
Guest
Reply with quote


Aaj phir ek qurbat ka wohi sila hua hai,
Isq me ye dard amuman sabko mila hua hai.

Kitne armaaN chupaey koi rista nibhaata hai,
Hai ristaa wahi sachcha jo khulaa hua hai.

Waqt-e-rukhsat to sabhi aansoo bahaate haiN,
Hai saaf wo hi manN jo inse dhula hua hai.

Door hoke bhi jo rahte haiN paas har pal,
Unhi zaheer se dil-e-gulfam khila hua hai.

HaiN bahaar gulsan me bahut na hoiye maayus,
Sab ke baad sehar ka suru silsila hua hai.

Abki kuch khata hui hum se naqabil-e-maafi,
Warna aabdan unse shikwa  ghila hua hai.

Apne zakhmoN ko khud hi seena hai 'pankaj'
Guzar-e-Zind me saath kab Qaafila hua hai.

(PWFS - 09/05/2012)









Logged
Anahita
Guest
«Reply #1 on: May 09, 2012, 01:41:09 PM »
Reply with quote
bahut khoob
 Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #2 on: May 09, 2012, 01:58:49 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Pankaj Jee. Meri taraf se daad aur Rau qabool kijiye.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: May 09, 2012, 02:10:18 PM »
Reply with quote
bahut hee umdaa ghazal khee pankaj ji mubarak ho aapko dili daad qubool karen aur ek rau bhee qubool kare
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: May 09, 2012, 02:24:32 PM »
Reply with quote
baut khoob, pankaj ji. Mubarakbaad qubool kijye.Hasan
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: May 09, 2012, 06:12:07 PM »
Reply with quote


Aaj phir ek qurbat ka wohi sila hua hai,
Isq me ye dard sayad sabko mila hua hai.

Kitne armaaN chupaey koi rista nibhaata hai,
Hai ristaa wahi sachcha jo khulaa hua hai.

Waqt-e-rukhsat to sabhi aansoo bahaate haiN,
Hai saaf wo hi manN jo inse dhula hua hai.

Door hoke bhi jo rahte haiN paas har pal,
Unhi zaheer se dil-e-gulfam khila hua hai.

HaiN bahar gulsan me bahut na hoiye maayus,
Sab ke baad sehar ka suru silsila hua hai.

Abki kuch khata hui hum se naqabil-e-maafi,
Warna aabdan unse shikwa aur gila hua hai.

Apne zakhmoN ko khud hi seena hai 'pankaj'
Guzar-e-Zind me saath kab Qaafila hua hai.

(PWFS - 09/05/2012)











bahut khoob........!
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #6 on: May 10, 2012, 04:58:45 AM »
Reply with quote
bahut khoob
 Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bahut bahut sukriya Anahita ji
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #7 on: May 10, 2012, 07:13:44 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Pankaj Jee. Meri taraf se daad aur Rau qabool kijiye.
sukriya iftikhar bhai bahut sukriya
Logged
dolly
Guest
«Reply #8 on: May 10, 2012, 04:31:22 PM »
Reply with quote
bahut khoob pankajji....

Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Logged
soudagar
Guest
«Reply #9 on: May 10, 2012, 04:36:05 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #10 on: May 11, 2012, 11:45:30 AM »
Reply with quote
bahut hee umdaa ghazal khee pankaj ji mubarak ho aapko dili daad qubool karen aur ek rau bhee qubool kare
bahut bahut sukriya Sainisir is gazal ko pasand karne keliye
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #11 on: May 12, 2012, 09:31:23 AM »
Reply with quote
baut khoob, pankaj ji. Mubarakbaad qubool kijye.Hasan
bahut bahut sukriya Hasan sir
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #12 on: May 18, 2012, 12:36:08 AM »
Reply with quote
bahut khoob........!
Thankyou Sheba ji
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #13 on: May 21, 2012, 01:11:53 PM »
Reply with quote
bahut khoob pankajji....

Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Bahut  bahut sukriya Dolly ji
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #14 on: May 25, 2012, 01:16:06 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:59:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer