Aaj phir woh mujhe bahut yaad aaya hai........................................Aqsh.

by aqsh on May 30, 2013, 02:24:51 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3869 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Dil ko mere jisne, apne ehsaasoN se sajaya hai
Aaj phir woh mujhe, bahut yaad aaya hai

Machal rahe hain armaan, khat mai unke naam likhoon
Tanha guzarti hai kaisi, meri har ek shaam likhoon

Nikhar gaye hain hum kitna, unki yaadoN meiN
Aaina kehta hai main unko yeh paigaam likhoon

Lab jab bhi kholooN, zikr unka hi karte rehte hain
Muhabbat ka ho raha, charcha sare aam likhoon

Hawa ka choona bhi, unhi ka ehsaas dila jaata hai
Meri is deewangi ko na dena, koi bhi ilzaam likhoon

Muhabbat ka unki kuch, aisa hua hai hum par asar
Unke naam se hi ab toh, hone lage hain badnaam likhoon

BaanhoN meiN lekar ab, rasm-e-ulfat bhi nibhaana hain
Hone lage haiN “Aqsh” ke, jazbaat Be-lagaam likhoon

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #1 on: May 30, 2013, 03:05:09 PM »
Reply with quote
Dil ko mere jisne, apne ehsaasoN se sajaya hai
Aaj phir woh mujhe, bahut yaad aaya hai

Machal rahe hain armaan, khat mai unke naam likhoon
Tanha guzarti hai kaisi, meri har ek shaam likhoon

Nikhar gaye hain hum kitna, unki yaadoN meiN
Aaina kehta hai main unko yeh paigaam likhoon

Lab jab bhi kholooN, zikr unka hi karte rehte hain
Muhabbat ka ho raha, charcha sare aam likhoon

Hawa ka choona bhi, unhi ka ehsaas dila jaata hai
Meri is deewangi ko na dena, koi bhi ilzaam likhoon

Muhabbat ka unki kuch, aisa hua hai hum par asar
Unke naam se hi ab toh, hone lage hain badnaam likhoon

BaanhoN meiN lekar ab, rasm-e-ulfat bhi nibhaana hain
Hone lage haiN “Aqsh” ke, jazbaat Be-lagaam likhoon

Its Just Beautiful Aqsh ji....Bahut bahut Khoooooob..

Har Ek Ashaar Bahut Khoobsurat..Dil Ko Chuute Jazbaat...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley

Mujhe Yeh Radeef Khaas Taur Par Bahut Pasand Hai...Ek Choti Si Koshish Meri Bhi..

Apni Ghazal Mein Kyun Naa Tera Naam likhooN
Ishaaro-Ishaaro Mein Tujhe Salaam LikhooN

Naa Jaane Kyun Har Kadam Par Behak Raha Hoon
Teri AankheN HaiN Jaise Koi Jaam Likhoon

Sirf Tere Zikr Se Hi Maahol Khusnuma Sa Hota Hai
Tu saath Ho To Milta Hai Mujhe Aaraam Likhoon

Woh Pal Bhi Kya Pal Jis MeN  Teri YaadeN Naa Ho
Bin Tere Inn PaloN Ka Nahi HaiN Koi Daam Likhoon

Chalte-Chalte Zindagi meN Tumse Mulaqaat Ho Gayi
Zindagi Ko Ab Miili HaiN Jaise Saugat-e-Inaam Likhoon

Logged
khujli
Guest
«Reply #2 on: May 30, 2013, 03:08:21 PM »

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #3 on: May 30, 2013, 03:24:10 PM »
Reply with quote
Dil ko mere jisne, apne ehsaasoN se sajaya hai
Aaj phir woh mujhe, bahut yaad aaya hai

Machal rahe hain armaan, khat mai unke naam likhoon
Tanha guzarti hai kaisi, meri har ek shaam likhoon

Nikhar gaye hain hum kitna, unki yaadoN meiN
Aaina kehta hai main unko yeh paigaam likhoon

Lab jab bhi kholooN, zikr unka hi karte rehte hain
Muhabbat ka ho raha, charcha sare aam likhoon

Hawa ka choona bhi, unhi ka ehsaas dila jaata hai
Meri is deewangi ko na dena, koi bhi ilzaam likhoon

Muhabbat ka unki kuch, aisa hua hai hum par asar
Unke naam se hi ab toh, hone lage hain badnaam likhoon

BaanhoN meiN lekar ab, rasm-e-ulfat bhi nibhaana hain
Hone lage haiN “Aqsh” ke, jazbaat Be-lagaam likhoon

waah waah aqsh ji very romantic ghazal as always.
zabardast likha hai apne...ek RAU to banta hain.
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #4 on: May 30, 2013, 03:55:46 PM »
Reply with quote

Its Just Beautiful Aqsh ji....Bahut bahut Khoooooob..

Har Ek Ashaar Bahut Khoobsurat..Dil Ko Chuute Jazbaat...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mujhe Yeh Radeef Khaas Taur Par Bahut Pasand Hai...Ek Choti Si Koshish Meri Bhi..

Apni Ghazal Mein Kyun Naa Tera Naam likhooN
Ishaaro-Ishaaro Mein Tujhe Salaam LikhooN

Naa Jaane Kyun Har Kadam Par Behak Raha Hoon
Teri AankheN HaiN Jaise Koi Jaam Likhoon

Sirf Tere Zikr Se Hi Maahol Khusnuma Sa Hota Hai
Tu saath Ho To Milta Hai Mujhe Aaraam Likhoon

Woh Pal Bhi Kya Pal Jis MeN  Teri YaadeN Naa Ho
Bin Tere Inn PaloN Ka Nahi HaiN Koi Daam Likhoon

Chalte-Chalte Zindagi meN Tumse Mulaqaat Ho Gayi
Zindagi Ko Ab Miili HaiN Jaise Saugat-e-Inaam Likhoon

thnx khwaishji a lot for such a beautiful reply.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #5 on: May 30, 2013, 03:56:30 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower
thnx qalbji.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: May 30, 2013, 03:57:32 PM »
Reply with quote
waah waah aqsh ji very romantic ghazal as always.
zabardast likha hai apne...ek RAU to banta hain.
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
thank you so much sahal aur rau ke liye bhi bahut bahut shukriya.
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #7 on: May 30, 2013, 04:07:02 PM »
Reply with quote
Bohat Bohat Khub Ashq Jee!!! Very Romantic Ghazal, Lovely emotions.

And great reply by khwahish jee too!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

satish-Aman
Guest
«Reply #8 on: May 30, 2013, 04:47:05 PM »
Reply with quote
bahoot khoob
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: May 30, 2013, 04:48:29 PM »
Reply with quote
Khubsurat romantic ghazal hai.
Aqsh, aapko bahut bahut Mubarak.
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #10 on: May 30, 2013, 05:22:21 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob Aqsh ji.. Usual Smile
Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: May 30, 2013, 05:37:20 PM »
Reply with quote
Bohat Bohat Khub Ashq Jee!!! Very Romantic Ghazal, Lovely emotions.

And great reply by khwahish jee too!!
aapka bahut bahut shukriya shireenji.

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
aqsh
Guest
«Reply #12 on: May 30, 2013, 05:38:05 PM »
Reply with quote
bahoot khoob
thnx satishji
Logged
nashwani
Guest
«Reply #13 on: May 30, 2013, 06:11:30 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah aqsh jee khat me sab kuchh likh dala apne..aur jo bhi likha hai its very very heart touchin..Congrats on dis beautiful creation..happy9
Logged
laaiba
Guest
«Reply #14 on: May 30, 2013, 07:17:36 PM »
Reply with quote
waah khubsurat ghazal aqsh ji,.........bohat c daad,......
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 12:08:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer