Aaj phir woh mujhe bahut yaad aaya hai........................................Aqsh.

by aqsh on May 30, 2013, 02:24:51 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3856 times)
@Kaash
Guest
«Reply #30 on: June 01, 2013, 07:23:41 AM »
Reply with quote
bahut umda! nice ashaarz!daad!
Logged
aqsh
Guest
«Reply #31 on: June 01, 2013, 01:01:12 PM »
Reply with quote
jaldi likho aur mujhe bhi bataa dena kya likha hai taaki future mein mujhe bhi kaam aa sake.................!
haan jaroor sheba ji khat likhne ke baad aapko batakar hi post karoongi. thnx a lot
Logged
aqsh
Guest
«Reply #32 on: June 01, 2013, 01:01:49 PM »
Reply with quote
bahut umda! nice ashaarz!daad!
thnx kaash ji a lot.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #33 on: June 01, 2013, 08:53:12 PM »
Reply with quote
Dil ko mere jisne, apne ehsaasoN se sajaya hai
Aaj phir woh mujhe, bahut yaad aaya hai


Machal rahe hain armaan, khat mai unke naam likhoon
Tanha guzarti hai kaisi, meri har ek shaam likhoon

Nikhar gaye hain hum kitna, unki yaadoN meiN
Aaina kehta hai main unko yeh paigaam likhoon

Lab jab bhi kholooN, zikr unka hi karte rehte hain
Muhabbat ka ho raha, charcha sare aam likhoon

Hawa ka choona bhi, unhi ka ehsaas dila jaata hai
Meri is deewangi ko na dena, koi bhi ilzaam likhoon

Muhabbat ka unki kuch, aisa hua hai hum par asar
Unke naam se hi ab toh, hone lage hain badnaam likhoon

BaanhoN meiN lekar ab, rasm-e-ulfat bhi nibhaana hain
Hone lage haiN “Aqsh” ke, jazbaat Be-lagaam likhoon




bahot khoob Applause Applause Applause

Logged
aqsh
Guest
«Reply #34 on: June 01, 2013, 09:12:42 PM »
Reply with quote

bahot khoob Applause Applause Applause


thnx a lot adil ji
Logged
janumanu
Guest
«Reply #35 on: June 05, 2013, 02:20:14 AM »
Reply with quote
Dil ko mere jisne, apne ehsaasoN se sajaya hai
Aaj phir woh mujhe, bahut yaad aaya hai


Machal rahe hain armaan, khat mai unke naam likhoon
Tanha guzarti hai kaisi, meri har ek shaam likhoon

Nikhar gaye hain hum kitna, unki yaadoN meiN
Aaina kehta hai main unko yeh paigaam likhoon

Lab jab bhi kholooN, zikr unka hi karte rehte hain
Muhabbat ka ho raha, charcha sare aam likhoon

Hawa ka choona bhi, unhi ka ehsaas dila jaata hai
Meri is deewangi ko na dena, koi bhi ilzaam likhoon

Muhabbat ka unki kuch, aisa hua hai hum par asar
Unke naam se hi ab toh, hone lage hain badnaam likhoon

BaanhoN meiN lekar ab, rasm-e-ulfat bhi nibhaana hain
Hone lage haiN “Aqsh” ke, jazbaat Be-lagaam likhoon




Nikhar gaye hain hum kitna, unki yaadoN meiN
Aaina kehta hai main unko yeh paigaam likhoon


bata nahi saktaa....... kitna khoobsurat sher kaha hai............ classic hai ..........

waah waahhhh
waahhhhhh

iske siwaa kuch padhna hi nahi... aaj to...


likhti raho... behad khoobsurat
Logged
aqsh
Guest
«Reply #36 on: June 05, 2013, 10:34:17 PM »
Reply with quote

Nikhar gaye hain hum kitna, unki yaadoN meiN
Aaina kehta hai main unko yeh paigaam likhoon


bata nahi saktaa....... kitna khoobsurat sher kaha hai............ classic hai ..........

waah waahhhh
waahhhhhh

iske siwaa kuch padhna hi nahi... aaj to...


likhti raho... behad khoobsurat

thank you sooooooooooooo much vikas.. meri ghazal padhne ke liye aur ise pasand karne ke liye.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:34:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.087 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer