AankhoN MeN Aansuu ... ! NARESH MEHRA

by Anshumali on February 08, 2011, 01:34:35 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2464 times)
Anshumali
Guest
«Reply #15 on: February 11, 2011, 03:38:32 PM »
Reply with quote
BAhut Khub Naresh JI
Bahut Hi Sunder Likha Hai
U Hi Likhte Rahna Aur Humehsa Khus Rhna


Bahut Bahut shukriya .... Rishi Ji ! aapke saath aur hausla afzaai kaa !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Udaas Aankhon Se Aansuu Nahin Nikalte Hain by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Kis HuQ Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Yeh ! Nimantran ... !!! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Dil Ke Paas Ho Tum ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Ghazal : Ashq AankhoN MeN ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Anshumali
Guest
«Reply #16 on: February 12, 2011, 07:29:17 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai ... Naresh Bhai !

sabhi ashaar khoobsurat bane hai ... kisi ek ko chunna mushkil ho raha hai ... ek jabardast ghazal pesh ki hai aapne ... !

dil se daad .... 
Applause Applause Applause

Bahut bahut shukriya ... Rajinder Bhaai .. pasandegi aur hauslaa afzaai kaa !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #17 on: February 12, 2011, 09:34:06 AM »
Reply with quote
bahoot khoobsurat ehsaason se labrez aapki rachna ko....dheron daad...naresh ji

bahut bahut shukriya ... bekarar Ji ! aapki pasandegi aur hausla afzaai kaa !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #18 on: February 12, 2011, 10:26:51 AM »
Reply with quote
1 of ur best gazal Naresh ji.......
saare aashar hi mast rahe...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
aapke liye kuch kaha hai umeed hai pasand aayega...

Jab padhti hun teri koi gazal Naresh
Lafz khud b khud lay me saj jaate hain

Mujhe sochna bhi nahin padta hai kuch
Aur geet kai naye yunhi bante jaate hain

Ek alag hi andaaz hai tere likhne ka Naresh
K padhne wale mantra mugdh reh jaate hain

Chhu lete ho sabka dil apni anmol gazlon se
Tere shabd soye ehsaason ko jaga jaate hain…!!!


Kasak Ji ... itnii ijazat afzaai kaa aur hauslaa afzaai kaa bahut bahut shukriya ... !

jo aapne itni sundar rachnaa likhi hai hai ... mere liye ... pata nahi main iske kaabiil bhi hoon ki nahi ... par rachna ke liye tahe dil se daad ! yeh aap logo ki mohabbat hai .. jo main thodha bahut likh leta hoon ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !
Logged
kishan8888
Guest
«Reply #19 on: February 12, 2011, 10:30:05 AM »
Reply with quote
wah ....bahut khub
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #20 on: February 12, 2011, 11:21:55 AM »
Reply with quote
Bauht hi umdaa ghazal kahi hai aapne ... Naresh Ji ! sabhi ashaar mujhe behad pasand aaye ... dil se daad ... !

Bahut bahut shukriya ... Radhika Ji ! koshish ko pasand karne aur hauslaa afzaai kaa !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #21 on: February 12, 2011, 12:16:16 PM »
Reply with quote
bahut bahut badhiya

Bahut bahut shukriya .. koshish ko pasand karne kaa !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #22 on: February 12, 2011, 02:52:13 PM »
Reply with quote
Mazaa aa gayaa Nareshji mast gazal hai ye aapki..... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  icon_flower
Ye kuchh chand line likhne ka mann ho aayaa....
Ras wahi hai..libaas alag...umeed hai pasand aayega

Padh kar teri ye gazal aaj Naresh
Taazaa ho gayee wo puraani yaadein

Wo saagar k teer par banaaye mitti ke ghar
Mittaa Gayee wo sab naam ek alhadd c lehar

Shabd kab keh paate hain dard tere dil ka
Nayan he kehte hain nayano ko haal dil ka

Ho na udaass jo chhu na paya kabhi tare gagan ke
Chhu le dil ko bebason k bane phool wo chaman ke


Koyal Ji ! bahut bahut shukriya ... itnii ijazat afzaai aur hauslaa afzaai kaa ... aapki likhi panktiyaa bhi qaabile taareef rahi ... bahut accha likhti haiN aap ...dil se daad ! aise hi saath nibhaate rahen ...! khush rahen...

duaaon ke saath ... !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #23 on: February 13, 2011, 06:31:51 AM »
Reply with quote
Unse Keh Do YuuN Naa Bulaayaa Kare
Dekhne Waale Ishaara Samajh Jaate HaiN ....

Unhe Kyaa Zaroorat  Hai Mandir Jaane Ki
Jo Ghayal ParindoN Ki Jaan Bachaate HaiN ...


Good One ...... Naresh Ji !
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause




Bahut bahut shukriya ... Rajinder Bhaai ! aapki dilee daad aur duaaoN kaa ... aise hi aate rahen ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #24 on: February 13, 2011, 07:50:11 AM »
Reply with quote
wah ....bahut khub
Bahut bahut shukriya ....... Kishan Ji ! aapki nawaazish kaa !
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:25:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer