Aao ke wo khat saare Hum jala ke Ro lenge ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on August 14, 2011, 11:34:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1595 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Yaarane bazm aadab o tasleemat ,,Meri eak adna si khaawish ap hazrat ki nazar umid hai apni aara se nawazenge


Din ke hum ujalon me chup chupa ke ro lenge
Raat ke andheron me dil jala ke ro lenge

Ro ke tone jo likhe parh ke jinko mai roya
Aao ke wo khat saare hum jala ke ro lenge

Mahefilon me aaye ho saare gham bhula hi do
Ap hum akele me kahe suna ke ro lenge

Jal rahe hain jo apni yaad ke diye ab tak
Aao saat me milkar sub bujha ke ro lenge

Ab talak jo raaz apne dil me rakh ke roye hain
Aaj unke aage hum sab bata ke ro lenge

Sun “qadeer” gar tujh ko gardishon ne ghera hai
Maa.N ke paas chalte hain sar jhuka ke ro lenge


Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khud Ko Jala Jala Kar Dekha (Jaan) by waheed_rose2004 in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4  All »
Saare Sapney Jala Diye Main Ne... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
khat ko jala baithe by FIROZ IQBAL in Ghazals
Sah lenge by Pooja Kakkar Insan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
khoon se likhta huN khat chahe to jala dena...premdeep by premdeep in Miscellaneous Shayri
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: August 14, 2011, 12:06:10 PM »
Reply with quote
Yaarane bazm aadab o tasleemat ,,Meri eak adna si khaawish ap hazrat ki nazar umid hai apni aara se nawazenge


Din ke hum ujalon me chup chupa ke ro lenge
Raat ke andheron me dil jala ke ro lenge

Ro ke tone jo likhe parh ke jinko mai roya
Aao ke wo khat saare hum jala ke ro lenge

Mahefilon me aaye ho saare gham bhula hi do
Ap hum akele me kahe suna ke ro lenge

Jal rahe hain jo apni yaad ke diye ab tak
Aao saat me milkar sub bujha ke ro lenge

Ab talak jo raaz apne dil me rakh ke roye hain
Aaj unke aage hum sab bata ke ro lenge

Sun “qadeer” gar tujh ko gardishon ne ghera hai
Maa.N ke paas chalte hain sar jhuka ke ro lenge


Qadeertoopchi

Qadeer Bhai...Jaise Ke Aap jaante Ho Aap Mere Sabse Pasandida Shayaro mein Ek Ho..Aapki Lekhni Ke kya kehne..Aapki Tareef Karna to jaise suraj ko diya dikhaane wali baat Hai..

Bahut Bahut Bahut Aur bahut Khoob

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

"Sun "Qadeer" Gar Tujhko Gardishon ne Ghera Hai
Maa Ke Paas Chalte Hai Sar Jhuka Kar Ro Lenge

Kya Jazbaati Ashaar Hai Bhai...Hazaaro Daad iss Ashaar Par..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sarfira
Guest
«Reply #2 on: August 14, 2011, 12:59:33 PM »
Reply with quote
last aashar to behad hi lajawaab hain --
bahot khub
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: August 14, 2011, 01:13:46 PM »
Reply with quote

Ro ke tone jo likhe parh ke jinko mai roya
Aao ke wo khat saare hum jala ke ro lenge

Ab talak jo raaz apne dil me rakh ke roye hain
Aaj unke aage hum sab bata ke ro lenge

Sun “qadeer” gar tujh ko gardishon ne ghera hai
Maa.N ke paas chalte hain sar jhuka ke ro lenge


Qadeertoopchi
Kya baat hai Qadeer Sahab..
Ek mohobat si hogayi hai mujhe apke kalamon se..
Kya jazbaati ghazal kahi hai apne..  tearyeyed
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Dil se daad..
Khush rahiye..!
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #4 on: August 14, 2011, 02:51:43 PM »
Reply with quote
Yaarane bazm aadab o tasleemat ,,Meri eak adna si khaawish ap hazrat ki nazar umid hai apni aara se nawazenge


Din ke hum ujalon me chup chupa ke ro lenge
Raat ke andheron me dil jala ke ro lenge

Ro ke tone jo likhe parh ke jinko mai roya
Aao ke wo khat saare hum jala ke ro lenge

Mahefilon me aaye ho saare gham bhula hi do
Ap hum akele me kahe suna ke ro lenge

Jal rahe hain jo apni yaad ke diye ab tak
Aao saat me milkar sub bujha ke ro lenge

Ab talak jo raaz apne dil me rakh ke roye hain
Aaj unke aage hum sab bata ke ro lenge



Sun “qadeer” gar tujh ko gardishon ne ghera hai
Maa.N ke paas chalte hain sar jhuka ke ro lenge


Waahhh.... Qadeer Sahab...

Applause Applause Applause Applause Applause

bahut khoob...... Sare zazbaat aankhhon me aa gaye....

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: August 14, 2011, 05:34:12 PM »
Reply with quote
khoobsoorat ghaal hai,qadeer saheb.khaas taur se maqta to ghazab ka hai.mubarakbaad aur daad .Hasan
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: August 14, 2011, 07:00:10 PM »
Reply with quote
As Salaam walekum Bhaijaan Usual Smile

Waah Bhaijaan yakeen jaaniye aapki gazal ki posting
dekhkar hi dil ko behad khushi hoti hai Usual Smile

Behad dilkash pur asar pur noor gazal kahi
hai apne, aik aik ashaar kimti motiyoN se
bunaa hai.... Usual Smile

Dil se humari hazaaroN daad kabul kijiye Usual Smile         



Yaarane bazm aadab o tasleemat ,,Meri eak adna si khaawish ap hazrat ki nazar umid hai apni aara se nawazenge


Din ke hum ujalon me chup chupa ke ro lenge
Raat ke andheron me dil jala ke ro lenge

Kia baat Bhaijaan ... bahad dil ko lagne
wala matla kaha hai sad5         


Ro ke tone jo likhe parh ke jinko mai roya
Aao ke wo khat saare hum jala ke ro lenge

Bahut khoob bhaijaan ....           

Mahefilon me aaye ho saare gham bhula hi do
Ap hum akele me kahe suna ke ro lenge

Kia khub soch ka muzahera kia hai
aapne waah ... Usual Smile         


Jal rahe hain jo apni yaad ke diye ab tak
Aao saat me milkar sub bujha ke ro lenge

Achcha hai bhaijaan Usual Smile         

Ab talak jo raaz apne dil me rakh ke roye hain
Aaj unke aage hum sab bata ke ro lenge

Bahut khoob Bhaijaan daad Usual Smile         

Sun “qadeer” gar tujh ko gardishon ne ghera hai
Maa.N ke paas chalte hain sar jhuka ke ro lenge


Laa jawaab Maqta kaha hai Bhaijaan
behad umdaa daad daad daad Usual Smile         


Qadeertoopchi

Bhaijaan Dilse nikli daad kabul kijiye..
Likhate rahiye.. Aate rahiye... Khush O aabaad rahiye.. Usual Smile

Khuda Hafez Usual Smile         

Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: August 14, 2011, 07:45:57 PM »
Reply with quote
Yaarane bazm aadab o tasleemat ,,Meri eak adna si khaawish ap hazrat ki nazar umid hai apni aara se nawazenge


Din ke hum ujalon me chup chupa ke ro lenge
Raat ke andheron me dil jala ke ro lenge

Ro ke tone jo likhe parh ke jinko mai roya
Aao ke wo khat saare hum jala ke ro lenge

Mahefilon me aaye ho saare gham bhula hi do
Ap hum akele me kahe suna ke ro lenge

Jal rahe hain jo apni yaad ke diye ab tak
Aao saat me milkar sub bujha ke ro lenge

Ab talak jo raaz apne dil me rakh ke roye hain
Aaj unke aage hum sab bata ke ro lenge

Sun “qadeer” gar tujh ko gardishon ne ghera hai
Maa.N ke paas chalte hain sar jhuka ke ro lenge


Qadeertoopchi

EXCELLENT.........QADEER SAHAB
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #8 on: September 11, 2011, 08:50:21 AM »
Reply with quote
Yaarane bazm aadab o tasleemat ,,Meri eak adna si khaawish ap hazrat ki nazar umid hai apni aara se nawazenge


Din ke hum ujalon me chup chupa ke ro lenge
Raat ke andheron me dil jala ke ro lenge

Ro ke tone jo likhe parh ke jinko mai roya
Aao ke wo khat saare hum jala ke ro lenge

Mahefilon me aaye ho saare gham bhula hi do
Ap hum akele me kahe suna ke ro lenge

Jal rahe hain jo apni yaad ke diye ab tak
Aao saat me milkar sub bujha ke ro lenge

Ab talak jo raaz apne dil me rakh ke roye hain
Aaj unke aage hum sab bata ke ro lenge

Sun “qadeer” gar tujh ko gardishon ne ghera hai
Maa.N ke paas chalte hain sar jhuka ke ro lenge


Qadeertoopchi


kya hi khubsurat ghazal pesh kiya hai huzur . tarif ki mohtaaj nahin hai  aap ki ye alatarin peshkash
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:59:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer