AAP KA HUSN GHAZAL KI KITAAB KI TARAH HAI ( POET TAASIR SIDDIQUI, 10/06/10)

by Taasir siddiqui on June 10, 2010, 12:30:54 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 7379 times)
Taasir siddiqui
Guest
Reply with quote
Ek haqeeqat hai aisi jo khwaab ki tarah hai;
Aap ka husn  ghazal ki  kitaab ki tarah hai;

Kaali zulfen  jaise ke raat ka saaya ho,
gulaabi gaal shaam ke shabaab ki tarah hai;


yeh aakhen nahin, sharbat ke do pyaale hain,
surkh hont khilte hue gulaab ki tarah hai;

yeh baahein behti hui resham ki nadi hai,
saara jism chalakti hui sharaab ki tarah hai;

yeh husn la-bayaan hai chodo ab yeh zid taasir,
kahin alfaaz se ghaayal na ho jaye,ke hubaab ki tarah hai;




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RAAT KE KHAAB(poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
AAJ PHIR DIL UDAAS HAI (poet: taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
ek hasina mahjibina (poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
PAANI KE TARAH HAR PAIMAANE MEIN UTAR JAUNGA MEIN....POET : TAASIR SIDDIQUI by Taasir siddiqui in Ghazals
NAZM: AAJ KA HUSN-O-ISHQ...poet taasir siddiqui by Taasir siddiqui in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #1 on: June 10, 2010, 06:28:27 PM »
Reply with quote
Ek haqeeqat hai aisi jo khwaab ki tarah hai;
Aap ka husn  ghazal ki  kitaab ki tarah hai;

Kaali zulfen  jaise ke raat ka saaya ho,
gulaabi gaal shaam ke shabaab ki tarah hai;


yeh aakhen nahin, sharbat ke do pyaale hain,
surkh hont khilte hue gulaab ki tarah hai;

yeh baahein behti hui resham ki nadi hai,
saara jism chalakti hui sharaab ki tarah hai;

yeh husn la-bayaan hai chodo ab yeh zid taasir,
kahin alfaaz se ghaayal na ho jaye,ke hubaab ki tarah hai;







bahut pyaari gazel hai
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: June 16, 2010, 10:05:37 PM »
Reply with quote
bahut khoob Taasir ji... bahut khobsurti se aapne husn ko apni shabdon me utaara hai... bahut pyaari ghazal hai... bahut khoob..!!!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: June 17, 2010, 06:58:58 AM »
Reply with quote
BEHTREEN TASEER SIDDIQUI SB Applause Applause Applause Applause
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #4 on: June 17, 2010, 08:10:22 AM »
Reply with quote
Bahoth qoob Tassir Saheb , Dad Hazir hai Qubool Karen ,,


Duwa go


Qadeertoopchi
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: March 26, 2012, 07:35:51 AM »
Reply with quote
Ek haqeeqat hai aisi jo khwaab ki tarah hai;
Aap ka husn  ghazal ki  kitaab ki tarah hai;

Kaali zulfen  jaise ke raat ka saaya ho,
gulaabi gaal shaam ke shabaab ki tarah hai;


yeh aakhen nahin, sharbat ke do pyaale hain,
surkh hont khilte hue gulaab ki tarah hai;

yeh baahein behti hui resham ki nadi hai,
saara jism chalakti hui sharaab ki tarah hai;

yeh husn la-bayaan hai chodo ab yeh zid taasir,
kahin alfaaz se ghaayal na ho jaye,ke hubaab ki tarah hai;






waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 03:21:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer