AAP KE NAAM ...........................

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:39:29 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 24
ReplyPrint
Author  (Read 40606 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #105 on: October 21, 2005, 07:10:35 AM »
Reply with quote
kis tarah tum ilzaam diye jaate ho
ik ke baad ik gunaah kiye jaate ho
ker rahe ho tum khwahish ik dard-e-wafa se
ya use gunaho ke liye raza diye jaate ho.

Quote from: "Saba_Saba"
Jo hai pyar tumko to
Kyu lab par nahi laate
Meri chhoti si khawahish ko
kyu pura nahi karte
Yeh zidd to nahi hai Jaana
Haa in lafzo se dil me diye hai jalte
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kis naam se pukaroon by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
naam bikta hai............. by purani_jeans_aur_guitar in Shairi - E - Zindagi
BAY NAAM NAZMAIN by Dr Maqsood Hasni in Patriotic Poetry in Punjabi
Mat naam lo by chatingforever in SMS , mobile & JOKES
Zindagi hai chalne ka naam by Pooja in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
ali
Guest
«Reply #106 on: October 22, 2005, 08:55:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
kis tarah tum ilzaam diye jaate ho
ik ke baad ik gunaah kiye jaate ho
ker rahe ho tum khwahish ik dard-e-wafa se
ya use gunaho ke liye raza diye jaate ho.

Quote from: "Saba_Saba"
Jo hai pyar tumko to
Kyu lab par nahi laate
Meri chhoti si khawahish ko
kyu pura nahi karte
Yeh zidd to nahi hai Jaana
Haa in lafzo se dil me diye hai jalte
Harashmahajan ji or saba ji bahot hi khub
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #107 on: October 28, 2005, 01:31:00 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
kis tarah tum ilzaam diye jaate ho
ik ke baad ik gunaah kiye jaate ho
ker rahe ho tum khwahish ik dard-e-wafa se
ya use gunaho ke liye raza diye jaate ho.

Quote from: "Saba_Saba"
Jo hai pyar tumko to
Kyu lab par nahi laate
Meri chhoti si khawahish ko
kyu pura nahi karte
Yeh zidd to nahi hai Jaana
Haa in lafzo se dil me diye hai jalte

Thanxx Ali Usual Smile

Harsh Ji Bohat KhuuB

Jo dil se nikli baat to ilzaam ban gayi
Ke uski mohabbat meri pehachan ban gayi
Zamane ne kaha hai gunah isey SABA
To chalo kuchh der ke liye nadaan ban gayi
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #108 on: November 19, 2005, 03:14:16 PM »
Reply with quote
Gum ko raahat bana liya hum ne
Lo yeh Dhoka bhi kha liya hum ne

Zeest ko khushgawar hi rakha
Talkhiyo.n ka maza liya hum ne

Dil ko barbad hona tha so hua
Tere gum ko bacha liya hum ne

Chand mohum hasraton ke siwa
aur duniya se kya liya hum ne

Aaina jab bhi ru baru aaya
Apna chehra chhupa liya hum ne ..nm
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #109 on: November 19, 2005, 05:59:39 PM »
Reply with quote
Tere ilzaamon ne hamein bahoot sataya hai,
Teri wafaaon ne hamein bahoot rulaaya hai,
Teri hasraton ko be-wafayee ka naam deker,
hamein zamaane ne hi aaj Thhukraaya hai.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #110 on: November 24, 2005, 05:22:05 PM »
Reply with quote
Harsh Ji.... Nice again... aap bohat kam nazar aate hai... Usual Smile

Mohabbat ke andaz to dekhe
Par aise jabzat nahi hai kahi
Dil me ghar kar jaaye jo
Aise khayalat nahi hai kahi
Dekh ek farebi ko socha hai SABA
Is duniya me aisa farebi nahi hai kahi
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #111 on: November 24, 2005, 06:00:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Harsh Ji.... Nice again... aap bohat kam nazar aate hai... Usual Smile

Mohabbat ke andaz to dekhe
Par aise jabzat nahi hai kahi
Dil me ghar kar jaaye jo
Aise khayalat nahi hai kahi
Dekh ek farebi ko socha hai SABA
Is duniya me aisa farebi nahi hai kahi
saba ji bahoot sunder....aapke lafzon main geraayee din per din badne lagi hai....ye thek kahaa aapne ki ham kam nazer aate hain...karan ek ye bhi hai ki...hamaari aadat instant likhne ki hai...aajkal site administrator jo hain is site ke unhone copy paste system band ker diya hai...our ye site aisi hai ki ek baar mein clcik leti nahi...jab back kerte hain toh sab kutchh saaf ho jata hai...phir ek ashaar dubaara usi tarah likhna namumkin sa lagta hai...kher hum toh koshish kerte hain ki Roz aayein...doosre apni poetrypoem ki site ko bhi sambaalna hota hai....

tere her andaaz mein ik andaaz nazer aata hai
tere her jazbaat mein ik lihaaz nazer aata hai,
khayaalaat tere dil main kaise bhi hon saahil,
mujhe her fareb main tere pyaar nazer aata hai.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #112 on: November 25, 2005, 06:34:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
tere her andaaz mein ik andaaz nazer aata hai
tere her jazbaat mein ik lihaaz nazer aata hai,
khayaalaat tere dil main kaise bhi hon saahil,
mujhe her fareb main tere pyaar nazer aata hai.

Jee harsh ji yeh problem mere saath bhi hai
mai bhi saamne kuchh aajaye to instant reply karti hu
aur aaj kal problem hone laga hai ... maine yaha direct likha abhi post bhi na kiya aur socha usey kahi save kar lu but yaha se copy nahi hua
aur usi waqt power chali gayi.... ab yaad thori rehta hai kya likha tha

chaliye koi baat nahi thora waqt lagega phir aadat ho jaayegi .... Usual Smile

Thaxxx for ur appreciation and comments ...
zyada waqt nahi hua hai mujhe likhte ... yehi Yo par aane ke baad
itna likha warna kabhi mujh se koi sher ban gaya to
Hafte bhar tak usey hi celebrate karti thi .... :oops: :oops:
ab to yaad bhi nahi rehta kab kya likha

Fareb bhi koi apna hi diye jaata hai
Ke gairo ko kaha fursat ke hum ko fareb de
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #113 on: November 26, 2005, 05:08:14 AM »

ab nahi likha jata..teen baar saaf ho gaya..shayad ab mujhe  yahan se bahoot koft hone lagi hai...2-2 page saaf ho gaye...

bahoot oomda likha hai aapne....apne hi fareb dete hain jaise ye apni site mujhe baar baar fareb deti hai..
akhiri try..

aouron ke jakm dekh ker hansti hain jo aanke,
woh chasm aansuon se bhar kyuin nahi jate.

Kehte hain ki badlenge, woh Veeran ko chaman mein,
Kerna hai jo bhi aakhir, woh ker kyuin nahi jaate.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #114 on: November 26, 2005, 03:40:23 PM »
Reply with quote
Harsh Ji jawab nahi

U r always cool... Usual Smile

Laaye kaha se ab woh tabassum ka bankpan
Hum ne to aansuo ke sahare bhi kho diye
Din ki talash thi shab-e-gum bhi nahi mili
Suraj ki aarzoo me sitare bhi kho diye
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #115 on: November 27, 2005, 12:19:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Harsh Ji jawab nahi

U r always cool... Usual Smile

Laaye kaha se ab woh tabassum ka bankpan
Hum ne to aansuo ke sahare bhi kho diye
Din ki talash thi shab-e-gum bhi nahi mili
Suraj ki aarzoo me sitare bhi kho diye
bahoot llachaayee hui aankho se pee raha hoon saba ji apke ashars ko...saroor aa gaya aapki bejode shayari padker.....bahoot acchhay saba ji

khone ke dar se na chhodo tabassum ka maza
umra bhar Zehen main rahegi na tadpan ki saza
talashti rahegi ye aankhe shab-e-gum ki rahat
bhuj jayenge parwano ke chiraag bhi jab chalegi saba
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #116 on: November 27, 2005, 01:14:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Saba_Saba"
Harsh Ji jawab nahi

you r always cool... Usual Smile

Greatttttt...... tongue3
Harsh Ji

Hans dete hum bhi Yaaro.n
Jo uski jhalak nazar aati
Ab to parwane ke intezar me
yeh Shama hai bujhi jaati
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #117 on: November 27, 2005, 02:05:06 PM »

Na kero intzaar aise perwaane ki
Kader kero khuda ke diye fasane ki
tadapte hue beet jaayenge her pal
Ger intezaar kerogi be-wafa Zamaane ki.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #118 on: November 27, 2005, 04:43:32 PM »
Reply with quote
oh... very nice harshji & sabaji its realy great to read all shayaris of both of you keep writing.......
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #119 on: November 30, 2005, 06:55:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "bekarar"
oh... very nice harshji & sabaji its realy great to read all shayaris of both of you keep writing.......

Thank you Bekarar Ji
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 24
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:38:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer