AAP KE NAAM ...........................

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:39:29 PM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 24
ReplyPrint
Author  (Read 40253 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #120 on: November 30, 2005, 07:01:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Saba_Saba"
Harsh Ji jawab nahi

you r always cool... Usual Smile

Laaye kaha se ab woh tabassum ka bankpan
Hum ne to aansuo ke sahare bhi kho diye
Din ki talash thi shab-e-gum bhi nahi mili
Suraj ki aarzoo me sitare bhi kho diye

bahoot llachaayee hui aankho se pee raha hoon saba ji apke ashars ko...saroor aa gaya aapki bejode shayari padker.....bahoot acchhay saba ji

khone ke dar se na chhodo tabassum ka maza
umra bhar Zehen main rahegi na tadpan ki saza
talashti rahegi ye aankhe shab-e-gum ki rahat
bhuj jayenge parwano ke chiraag bhi jab chalegi saba


Greatttttt...... tongue3
Harsh Ji

Hans dete hum bhi Yaaro.n
Jo uski jhalak nazar aati
Ab to parwane ke intezar me
yeh Shama hai bujhi jaati


Na kero intzaar aise perwaane ki
Kader kero khuda ke diye fasane ki
tadapte hue beet jaayenge her pal
Ger intezaar kerogi be-wafa Zamaane ki.


Hars Ji jawab nahi... tongue3

ab kya likhu Puzzled !

Kaise na kare intezar ~Harsh Ji~
Woh parwana hi to shama ki hayat hai
Uske wajood se zinda hai SABA
Uske hone se khubsoorat yeh kaaynat hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kis naam se pukaroon by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
naam bikta hai............. by purani_jeans_aur_guitar in Shairi - E - Zindagi
BAY NAAM NAZMAIN by Dr Maqsood Hasni in Patriotic Poetry in Punjabi
Mat naam lo by chatingforever in SMS , mobile & JOKES
Zindagi hai chalne ka naam by Pooja in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
harashmahajan
Guest
«Reply #121 on: November 30, 2005, 07:07:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Saba_Saba"
Harsh Ji jawab nahi

you r always cool... Usual Smile

Laaye kaha se ab woh tabassum ka bankpan
Hum ne to aansuo ke sahare bhi kho diye
Din ki talash thi shab-e-gum bhi nahi mili
Suraj ki aarzoo me sitare bhi kho diye

bahoot llachaayee hui aankho se pee raha hoon saba ji apke ashars ko...saroor aa gaya aapki bejode shayari padker.....bahoot acchhay saba ji

khone ke dar se na chhodo tabassum ka maza
umra bhar Zehen main rahegi na tadpan ki saza
talashti rahegi ye aankhe shab-e-gum ki rahat
bhuj jayenge parwano ke chiraag bhi jab chalegi saba


Greatttttt...... tongue3
Harsh Ji

Hans dete hum bhi Yaaro.n
Jo uski jhalak nazar aati
Ab to parwane ke intezar me
yeh Shama hai bujhi jaati


Na kero intzaar aise perwaane ki
Kader kero khuda ke diye fasane ki
tadapte hue beet jaayenge her pal
Ger intezaar kerogi be-wafa Zamaane ki.


Hars Ji jawab nahi... tongue3

ab kya likhu Puzzled !

Kaise na kare intezar ~Harsh Ji~
Woh parwana hi to shama ki hayat hai
Uske wajood se zinda hai SABA
Uske hone se khubsoorat yeh kaaynat hai


great saba ji...gam-o-khushi ka izhaar ab kaise kerein...oomda likha hai

Khijhaan aayee jo kismat main baharon ka bhi dam nikle,
Jahaan doonde hum armaan ko wahaan armaa bhi kam nikle.
Ye dil main gam hazaaron hain jo dil ko raakh na ker de,
kahin kaaynaat se nadia ye ashquon ki na beh nikle.
Logged
vipin goyal
Guest
«Reply #122 on: December 10, 2005, 08:23:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
lol @wow

nice .. gud work


ha NISHITA ager tum is tarah ke image dogi to jo tumhe kuch kahna chata hoga wo bhi nahi kahega or fir kisi pyar ki talash karti ho


Maja Barsat ka Chaho To Mousam Me Bhingna Sikho,
Maja Barsat Ka Chaho To Mousam Me Bhingana Sikho,
Or Nahi To Door Se Dekha Kar Aahe Mat Bharoo........!!!!
 :oops:
 :oops:
 :oops:

 :oops:
Code:
Logged
FAREE
Guest
«Reply #123 on: December 10, 2005, 01:55:25 PM »
Reply with quote
Quote from: "vipin goyal"
Quote from: "nishita"
lol @wow

nice .. gud work


ha NISHITA ager tum is tarah ke image dogi to jo tumhe kuch kahna chata hoga wo bhi nahi kahega or fir kisi pyar ki talash karti ho


Maja Barsat ka Chaho To Mousam Me Bhingna Sikho,
Maja Barsat Ka Chaho To Mousam Me Bhingana Sikho,
Or Nahi To Door Se Dekha Kar Aahe Mat Bharoo........!!!!
 :oops:
 :oops:
 :oops:

 :oops:
Code:
Goyal thank
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #124 on: December 11, 2005, 08:26:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
great saba ji...gam-o-khushi ka izhaar ab kaise kerein...oomda likha hai

Khijhaan aayee jo kismat main baharon ka bhi dam nikle,
Jahaan doonde hum armaan ko wahaan armaa bhi kam nikle.
Ye dil main gam hazaaron hain jo dil ko raakh na ker de,
kahin kaaynaat se nadia ye ashquon ki na beh nikle.


Great Harsh Ji

Sitam jo sehte hai woh aah nahi karte
Mile khushiya.n ya baadal aaye gum ke
Hansi ki ot me chhupa lete hai hum
Diye huye zakham us bewafa sanam ke
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #125 on: December 12, 2005, 05:22:42 PM »
Reply with quote
Wah saba ji bahoot khoob...

Saathi na koi, na koi darpan
Tareeki mujhmain chhayi hai,
har khushi apni barbaad hui,
har gam main khalish kyuin aayi hai.

Ulfat na sahi nafrat hi sahi,
Yaarab kimkeemat kutchh bhi nahi,
Tanha phulon si, bikhri hui,
zindagi kyuin na bhar paayi hai.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #126 on: December 12, 2005, 07:00:12 PM »
Reply with quote
wonderfull   work  Saba......Harsh..........
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #127 on: December 13, 2005, 05:24:16 PM »
Reply with quote
Shukriya waahid jiiiiiiii
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #128 on: December 17, 2005, 10:27:37 AM »
Reply with quote
Waheed ...... Thanxxxxxxxxx :oops: tongue3
Motoo tum bhi likho kuchh

Quote from: "harashmahajan"
Wah saba ji bahoot khoob...

Saathi na koi, na koi darpan
Tareeki mujhmain chhayi hai,
har khushi apni barbaad hui,
har gam main khalish kyuin aayi hai.

Ulfat na sahi nafrat hi sahi,
Yaarab kimkeemat kutchh bhi nahi,
Tanha phulon si, bikhri hui,
zindagi kyuin na bhar paayi hai.


Harsh Ji ..... Bohat Hi KhuuB

Toote huye dil ko joda nahi karte
Guzre huye din phir lauta nahi karte

Sapno me aate rehte hai jo
Woh haqeeqat me kabhi mila nahi karte

Chahe karo khud ko barbad bhi
Dil me chahat ke phool khila nahi karte

Aaj mehfil me usne kar diya ruswa
Jo tanhayi me bhi gila nahi karte
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #129 on: December 17, 2005, 03:50:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"
Waheed ...... Thanxxxxxxxxx :oops: tongue3
Motoo tum bhi likho kuchh

Quote from: "harashmahajan"
Wah saba ji bahoot khoob...

Saathi na koi, na koi darpan
Tareeki mujhmain chhayi hai,
har khushi apni barbaad hui,
har gam main khalish kyuin aayi hai.

Ulfat na sahi nafrat hi sahi,
Yaarab kimkeemat kutchh bhi nahi,
Tanha phulon si, bikhri hui,
zindagi kyuin na bhar paayi hai.


Harsh Ji ..... Bohat Hi KhuuB

Toote huye dil ko joda nahi karte
Guzre huye din phir lauta nahi karte

Sapno me aate rehte hai jo
Woh haqeeqat me kabhi mila nahi karte

Chahe karo khud ko barbad bhi
Dil me chahat ke phool khila nahi karte

Aaj mehfil me usne kar diya ruswa
Jo tanhayi me bhi gila nahi karte
Bahoot sunder saba ji....love it....

Meri Adheer aankhein hain Sagar piye hue,
Beh rahi Ik umra se aansoo liye hue.

Ik Waqt tha woh shaida the mere shabaab ke,
Aaj woh Gairon se hain Shirkat kiye hue.

Poonchhte hain AshQ toh mere tareen dost,
Kaise Poochhein daag jo dil per liye hue.

Mera junoo tha unka main sazda karoon ta-umra,
kya kahein, hum chot hai dil per liye hue.

Bulandiyon ko chhoo rahi hain aanhein dil ki 'harsh',
Kon si shai hai jo dil pathher kiye hue.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #130 on: December 18, 2005, 10:05:46 AM »
Reply with quote
Bohat Khuub Harsh Ji ... Aap ki baat hi nirali hai ... Best

Kaash aisee koi seher aaye
Dhuup me chandni nazar aaye

Koi khubi to hogi mujh me zarur
Tujh ko bas aib hi nazar aaye

Meri kashti ka na-khuda tu hai
Laakh toofan ya bhanwar aaye

Aye mere chand kaash aaj ki raat
Mere aangan me tu utar aaye

Sach yeh hai ke aap ka jawab nahi
Gar che laakho raahbar aaye

Ki khataye to dosto.n ne SABA
Aur ilzaam apne sar aaye  tongue3
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #131 on: December 18, 2005, 04:25:02 PM »
Reply with quote
Saba ji kutchh khaas nahi likhte hain  hum bas yuin hi thodi koshish kar liya kerte hain...aap kaafi atishyokti bhari Gazal ker letien hain...par mujhe hameshaan aaj ka lehza jiyada makool lagta hai likhne ke liye...jo hum parkhte hain woh apni kalam likhti chali jaati hai....

aap toh dhuup main bhi chaandni doondti hain ...hum toh andheron main hi talaashte reh gaye....waah saba ji...aapka shayarana andaaz achha hai....

Bahoot udaas hoon unke wayde se
kutchh aas nahi kutchh aas bhi hai
raha apne khyalon main yuin hi
woh paas nahi our paas bhi hai.

humne toh khushi mangi thi magar,
jo usne diya achha hi diya.
Jis gam ka Rishta ho unse,
woh raas nahi our raas bhi hai.

akhiyon se serakte Ashqon main,
saya jo jhalakta hai unka.
deedar ki pyasi akhiyon ko,
ab pyaas nahi our pyaas bhi hai.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #132 on: December 24, 2005, 04:31:52 PM »
Reply with quote
Kuchh likh rahi hu .... lekin aap ki post ka reply nahi hai Usual Smile

Mai udas hu phir bhi udas nahi
Koi paas rehkar bhi paas nahi
Sargoshiya kar rahi hai baad-e-Saba
chand hai lekin chand raat nahi
Aap se dost mile Shukar KHUDA ka
warna khubsurat yeh qaynat nahi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #133 on: December 24, 2005, 05:45:59 PM »
Reply with quote
wonderful gudiyaa....

tum koi cheeze khubsurat ho
mermari, shavet gend murt ho
tum sitaro mey roshni si ho,
chandni raat ki muhurat ho
bend palko mey neh ki lali jeo kesi aas ki semperti ho,
baandh leyti ho sanjh ka kajel
tum ek dem bhoor ki vsiyat ho
meyney sapno mey geet jo gaye
us gano ki ek chavi ho.



wonderful harash.... bhut khub likha hai apney

meyrey merney key baad ek gunha or kerna
ger ahh yaad meyri, to ahkho ko nem mat kerna,
hum to huye badnam pyar mey teyrey,
yaad ker key pyar ko meyrye badnam mat kerna.
jindgi bhar to na paa sakey vefa teyri,
merney key bad meyri ahsuow ko berbaad met kerna.
bahuut keya julmu sitam tumney humper,
ger mil jaye koi pyar key kabil to beyvafee mat kerna.
myrye merney key baad ek gunha or kerna,
gar ahye yaad meyri to ahkho ko num mat kerna.


sabhi dosto ney bhot khoob likha hia keep it up all...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #134 on: December 25, 2005, 02:59:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"




wonderful harash.... bhut khub likha hai apney

meyrey merney key baad ek gunha or kerna
ger ahh yaad meyri, to ahkho ko nem mat kerna,
hum to huye badnam pyar mey teyrey,
yaad ker key pyar ko meyrye badnam mat kerna.
jindgi bhar to na paa sakey vefa teyri,
merney key bad meyri ahsuow ko berbaad met kerna.
bahuut keya julmu sitam tumney humper,
ger mil jaye koi pyar key kabil to beyvafee mat kerna.
myrye merney key baad ek gunha or kerna,
gar ahye yaad meyri to ahkho ko num mat kerna.


sabhi dosto ney bhot khoob likha hia keep it up all...



Kya kahoon sonu....tumne sab kutchh toh keh diya......

Mujhe kon sa Lutf haasil nahi hai
Tera Gam Bhulaane ke kaabil nahi hai.
Tum toh kerte ho marne ki baad ki baatein
Is janam ka hi sitam kya Kaafi nahi hai?
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 24
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 11:58:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer