AAP KE NAAM ...........................

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:39:29 PM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 24
ReplyPrint
Author  (Read 40640 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #150 on: January 08, 2006, 11:31:07 AM »
Reply with quote
Sonu ji theek kaha aapne....kyuin kisi ko ilzaam dein....jisko hum pyaar kertein hain..woh toh yuin hi dil paar hota chala jata hai...


Chup-chaap dil ke paar woh hota gaya,
raahi apni raah main khota gaya.

pal-pal nibha ke saath jala hai perwaana,
zindagi woh be-khaouf woh khota gaya.

be-wafa ki yaad ko dil main chhupa,
laash apni umra-bhar dhhota gaya.


Quote from: "Sonu"
thanks waheed....


shurkya harash ji... soach bhi jindgi key sath sath us sanchey mey dal jati hai jis bhi sanchey mey usko dalogey khushi key yea gum mey ab socha apko hia key kha dil ney jana hai....


very nice harash ji...

HUm uss ko ilzaam to dena nahi chahte...
Uss ko behud hum to pyar karte hain...
par tum hi batao hum kya karen uss ke bagair...
Bhoolna bhi chahen to usse bhula nahi pate...
Kya uss ko mere dard ki khabar nahi...
Kya Mila hai uss ko mujhe yeh saza deke...?

shukrya saba ji...

very nice saba ji...

Tere askh ki harr boond ka rishta hai meri aankhon se
Tujhe ek pal bhi jo gham mile, meri harr khushi bekaar hai
HUM to dua karte hain..lag jaye humari umar bhi tujhe...
Buss hamesha tu khush rahe...yeh dua hai humari rab se....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kis naam se pukaroon by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
naam bikta hai............. by purani_jeans_aur_guitar in Shairi - E - Zindagi
BAY NAAM NAZMAIN by Dr Maqsood Hasni in Patriotic Poetry in Punjabi
Mat naam lo by chatingforever in SMS , mobile & JOKES
Zindagi hai chalne ka naam by Pooja in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Sonu
Guest
«Reply #151 on: January 09, 2006, 12:47:12 AM »
Reply with quote
shukrya harash ji... kesi ko beyvafa na khao keo ki kabhi vo es dil mey raha kerta tha... jo tha jaan humari usko yeo badnam na keya kro....

Koi kabhi kabhi kisi ke dil ko samajhta nahi..
Unke lye tum kya ho...Unn ko pata nahi...
Poori zindagi tum guzaar do unn ke intizar main...
Par unn par to koi asar padhta hi nahi...
Unhen to buss tumhen tadpane main maza milta hai
Tumhare dard ko samajhna unhen ata nahi...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #152 on: January 09, 2006, 05:20:58 AM »
Reply with quote
Sonu ji...chot apni dil main chhupa lena hi Ishq ki kaamyaabi hai...our uska sabab bhi....Apni zindagi toh khud hi ek dhokha hai dear.....

Zindagi ne is kader dhokhey diye,
Umra bhar rote sisakte hi jiye.

Usne bhi kee be-wafayee mere saath,
Main sada merta raha jiske liye.

Quote from: "Sonu"
shukrya harash ji... kesi ko beyvafa na khao keo ki kabhi vo es dil mey raha kerta tha... jo tha jaan humari usko yeo badnam na keya kro....

Koi kabhi kabhi kisi ke dil ko samajhta nahi..
Unke lye tum kya ho...Unn ko pata nahi...
Poori zindagi tum guzaar do unn ke intizar main...
Par unn par to koi asar padhta hi nahi...
Unhen to buss tumhen tadpane main maza milta hai
Tumhare dard ko samajhna unhen ata nahi...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #153 on: January 09, 2006, 06:23:44 AM »
Reply with quote
harash ji ishq mey chut khaney key bad hee peta legta hai ketney khushnaseeb hutey hai jinko apna pyar milta hai... hum bhi ishqo ki list mey (heer, ranjha, laila majnu, shiri farha, romeo juilet or janey ketney pyar key devaney they) ajj shamil hia jinka pyar parvan na chad seka hai....

bahoot khoob harash ji...

Tumhare bagair jeene se to acha hai maut aa jaye...
Kya karen ke yeh maut bhi abb to humara saath nahi deti...
Kitnee bhi koshish karen hum tumhen bhhool jane ki...
Abb hum kya karen ke Yeh dil sirf tum ko hi baar baar pukarta jaye...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #154 on: January 09, 2006, 07:00:18 AM »
Reply with quote
Lovely sonu ji....

Mout se derte nahi, khuda ke bande aaj,
Jinhone aaj mout ka matlab samajh liya.

Quote from: "Sonu"
harash ji ishq mey chut khaney key bad hee peta legta hai ketney khushnaseeb hutey hai jinko apna pyar milta hai... hum bhi ishqo ki list mey (heer, ranjha, laila majnu, shiri farha, romeo juilet or janey ketney pyar key devaney they) ajj shamil hia jinka pyar parvan na chad seka hai....

bahoot khoob harash ji...

Tumhare bagair jeene se to acha hai maut aa jaye...
Kya karen ke yeh maut bhi abb to humara saath nahi deti...
Kitnee bhi koshish karen hum tumhen bhhool jane ki...
Abb hum kya karen ke Yeh dil sirf tum ko hi baar baar pukarta jaye...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #155 on: January 09, 2006, 07:10:08 AM »
Reply with quote
harash ji shukriya...

Toota mera khwaab, ghubaar-e-dil aansuon mein beh gaya
Woh raah-e-wafaa mein tanha chor gaye, aur dil dekhta reh gaya
Abb Samjhayen bhi to kaise samjhayen hum apne iss Machalte dil ko....
Ek khoobsurat pyar ka rishta banaya tha....woh tor ke chala gaya...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #156 on: January 09, 2006, 07:35:20 AM »
Reply with quote
sonu jajbaaton se bahaar aana jaroori hai....aao Ishq-e-pemaana ho jayein...


Judayee ne teri humko deewaana bana diya,
Apne hi ghar ko hamne maikhaana bana liya.
Aankho main ashq kam nahi rote hain jaar-jaar,
chun-chun ke her ik boond, pemaana bana liya
Quote from: "Sonu"
harash ji shukriya...

Toota mera khwaab, ghubaar-e-dil aansuon mein beh gaya
Woh raah-e-wafaa mein tanha chor gaye, aur dil dekhta reh gaya
Abb Samjhayen bhi to kaise samjhayen hum apne iss Machalte dil ko....
Ek khoobsurat pyar ka rishta banaya tha....woh tor ke chala gaya...
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #157 on: January 09, 2006, 08:25:39 PM »
Reply with quote
Aap dono to lajawab hai ...... mai kaha aagayi yaar beech me .... kuchh aata hi nahi likhne Puzzled !



Shaq ki barshat agar yu hi musalsal hogi
Yeh galat fehmi kisi tarah nahi hal hogi

Ba haya larki ki khamoshi hai in phoolo me
Yeh hawa bhi kisi dosheeza ka aanchal hogi

Waqt ki apni koi khushbu kaha hoti hai
Raat sulgegi badan par tabhi sandal hogi

Itar ki sheeshi liye chand qareeb aaya tha
Kya mujhe ilam tha woh zeher ki botal hogi

Regzaaro ki tarah merei palko.n pe bichi
Zindagi tere liye khawab ka makhmal hogi

Mil chuke sab se gale phir bhi adhoore se hai
Tum miloge to meri Eid mukammal hogi

Dil ke sannate par ab aane hi wala hai zawal
Is khandar me koi yakbargi halchal hogi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #158 on: January 10, 2006, 03:41:30 AM »
Reply with quote
harash ji... ishq peymana na chalkaow key glass tut jayga... jajbatoo ko na yeo bahow key dil humara tut jayga.... na rulaoe kesi ko etna key koi kesi sey ruth jayga.....

bahut khoob hrash ji

Hum to gum chupadete hain muskura ke...Apne..
Magar in ansooyon ka kya karen jo bhar ate hain ankhon main...
Jitna bhi chahen ke tumhari yaad na aye...Humain...
Par kaise hum samjhayen iss dil ko Apne....


bahut khob saba....

Socha nahi acha bura dekhaa suna kuch bhi nahi
Manga khuda se raat din tere siva kuch bhi nahi
Dua karte hain sirf yeh ke tum se juda na hon kabhi...
tumhara hamesha ke lye banna chahte hain or kuch nahi.....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #159 on: January 10, 2006, 06:41:07 AM »
Reply with quote
Gum ctoh khud hi chhupa rehta hai sonu...lekin kabhi kabhi be-kasoor hote hue bhi insaan kasoor waar ho jata hai...

Kho chuke jo khud bharosa, kis ko ab iljaam dein,
Shaks ab bhi chup khada use har saza manjoor hai.

Quote from: "Sonu"
harash ji... ishq peymana na chalkaow key glass tut jayga... jajbatoo ko na yeo bahow key dil humara tut jayga.... na rulaoe kesi ko etna key koi kesi sey ruth jayga.....

bahut khoob hrash ji

Hum to gum chupadete hain muskura ke...Apne..
Magar in ansooyon ka kya karen jo bhar ate hain ankhon main...
Jitna bhi chahen ke tumhari yaad na aye...Humain...
Par kaise hum samjhayen iss dil ko Apne....


bahut khob saba....

Socha nahi acha bura dekhaa suna kuch bhi nahi
Manga khuda se raat din tere siva kuch bhi nahi
Dua karte hain sirf yeh ke tum se juda na hon kabhi...
tumhara hamesha ke lye banna chahte hain or kuch nahi.....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #160 on: January 10, 2006, 06:45:52 AM »
Reply with quote
haan theek kehti ho saba......kahaan aa gayee in bekaar ke shayaron main Usual Smile ..lekin..ye bhi ik tarah ki badnaami hi hai na...hamaari sad5 ...lols.

ker rahein badnaamian our bin adalat faisla,
Shaks ab jo paye saza, bebas our mazboor hai.

Quote from: "Saba_Saba"
Aap dono to lajawab hai ...... mai kaha aagayi yaar beech me .... kuchh aata hi nahi likhne Puzzled !



Shaq ki barshat agar yu hi musalsal hogi
Yeh galat fehmi kisi tarah nahi hal hogi

Ba haya larki ki khamoshi hai in phoolo me
Yeh hawa bhi kisi dosheeza ka aanchal hogi

Waqt ki apni koi khushbu kaha hoti hai
Raat sulgegi badan par tabhi sandal hogi

Itar ki sheeshi liye chand qareeb aaya tha
Kya mujhe ilam tha woh zeher ki botal hogi

Regzaaro ki tarah merei palko.n pe bichi
Zindagi tere liye khawab ka makhmal hogi

Mil chuke sab se gale phir bhi adhoore se hai
Tum miloge to meri Eid mukammal hogi

Dil ke sannate par ab aane hi wala hai zawal
Is khandar me koi yakbargi halchal hogi
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #161 on: January 11, 2006, 08:18:26 PM »
Reply with quote
Shocked Harash Ji ... yeh kya keh rahe hai aap ... aap ke shair aur bekaar...
Allah itna sitam na kijiye hum par.... ke goliya kha kar so jaaye (vitamins ki) lolzzzzzzzzzz

Yeh adalat nahi hai mera dil hai
Is me darbar laga hai ek mehfil hai
Aap aaye hai is me mehmaan bankar
Ab bataye zara kaun kis se gafil hai

Quote from: "harashmahajan"
haan theek kehti ho saba......kahaan aa gayee in bekaar ke shayaron main Usual Smile ..lekin..ye bhi ik tarah ki badnaami hi hai na...hamaari sad5 ...lols.

ker rahein badnaamian our bin adalat faisla,
Shaks ab jo paye saza, bebas our mazboor hai.

Quote from: "Saba_Saba"
Aap dono to lajawab hai ...... mai kaha aagayi yaar beech me .... kuchh aata hi nahi likhne Puzzled !



Shaq ki barshat agar yu hi musalsal hogi
Yeh galat fehmi kisi tarah nahi hal hogi

Ba haya larki ki khamoshi hai in phoolo me
Yeh hawa bhi kisi dosheeza ka aanchal hogi

Waqt ki apni koi khushbu kaha hoti hai
Raat sulgegi badan par tabhi sandal hogi

Itar ki sheeshi liye chand qareeb aaya tha
Kya mujhe ilam tha woh zeher ki botal hogi

Regzaaro ki tarah merei palko.n pe bichi
Zindagi tere liye khawab ka makhmal hogi

Mil chuke sab se gale phir bhi adhoore se hai
Tum miloge to meri Eid mukammal hogi

Dil ke sannate par ab aane hi wala hai zawal
Is khandar me koi yakbargi halchal hogi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #162 on: January 12, 2006, 04:33:50 AM »
Reply with quote
harash ji... gum, chut, or ahson kabhi cupaye nahi jatey hai ahkhey unka dard beta jati hai... bahley koi bhi ho kasoorvar mager chut to ek sachey ahsiq ko he legti hai...

nice harash ji...
Yehi wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Hum issi terhan jjee lengey ...mar mar key...
Tumne jo vaade kye nibhaye nahi Koi baat nahi...

saba sahi to khey rhaey hai harash ji kha hum dukh key maro key beach mey ah gayee hoo... arey vittamin ki goliya khogi to koi aser nahi huga keo ki ajkal vo nakli ben rahi hia arey yaar haan chuhey merney ki deva sey chuhey nahi mertey hia ulta or ah jatey hai or to vittamin ki goliow ki bat ker rahi hoo...

nice saba bhut khoob likha hai tumney or harash ji...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #163 on: January 12, 2006, 06:12:41 AM »
Reply with quote
saba ji....humne kutchh nahi kaha.....ye sab abas hi apne aap...nikaltein hain....ashars ya tehreer koi bhi aap likhein..unke jawaab mein hamaari kalam musalsal chal parti hai.....ab humko nahi pata lagta ki kya likha gaya....tabhi toh kehte hain na bekaar ke shayaron main shamil ho gayee hamaari saba Usual Smile per aap har haal main theek hi lagti ho....vitamins aap khud kya khaayeingi....lo hum hi de  dete hain aapko...lolsssss

Haai! kaisi khata ho gayee,
bewafa se wafa ho gayee.

ab toh aati hai khud pe haya,
Ik nahi, sou dafa ho gayee.

Aankh ki shouk ki chaah main,
apne dil se daga ho gayee.

Naraanz na ho ai humnashien,
teri dosti mere liye nasha ho gayee. Usual Smile


Quote from: "Saba_Saba"
Shocked Harash Ji ... yeh kya keh rahe hai aap ... aap ke shair aur bekaar...
Allah itna sitam na kijiye hum par.... ke goliya kha kar so jaaye (vitamins ki) lolzzzzzzzzzz

Yeh adalat nahi hai mera dil hai
Is me darbar laga hai ek mehfil hai
Aap aaye hai is me mehmaan bankar
Ab bataye zara kaun kis se gafil hai

Quote from: "harashmahajan"
haan theek kehti ho saba......kahaan aa gayee in bekaar ke shayaron main Usual Smile ..lekin..ye bhi ik tarah ki badnaami hi hai na...hamaari sad5 ...lols.

ker rahein badnaamian our bin adalat faisla,
Shaks ab jo paye saza, bebas our mazboor hai.

Quote from: "Saba_Saba"
Aap dono to lajawab hai ...... mai kaha aagayi yaar beech me .... kuchh aata hi nahi likhne Puzzled !



Shaq ki barshat agar yu hi musalsal hogi
Yeh galat fehmi kisi tarah nahi hal hogi

Ba haya larki ki khamoshi hai in phoolo me
Yeh hawa bhi kisi dosheeza ka aanchal hogi

Waqt ki apni koi khushbu kaha hoti hai
Raat sulgegi badan par tabhi sandal hogi

Itar ki sheeshi liye chand qareeb aaya tha
Kya mujhe ilam tha woh zeher ki botal hogi

Regzaaro ki tarah merei palko.n pe bichi
Zindagi tere liye khawab ka makhmal hogi

Mil chuke sab se gale phir bhi adhoore se hai
Tum miloge to meri Eid mukammal hogi

Dil ke sannate par ab aane hi wala hai zawal
Is khandar me koi yakbargi halchal hogi
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #164 on: January 12, 2006, 06:33:45 AM »
Reply with quote
nice one sone...kutchh rang bharo sonu...

Dil-e-gumzada ko sataoge kya tum,
Muzhe baar-baar aajmaaoge kya tum.

Ye hum hain ki ab tak pareshaan nahi,
Mere khwaabon main taab laoge kya tum.

Quote from: "Sonu"
harash ji... gum, chut, or ahson kabhi cupaye nahi jatey hai ahkhey unka dard beta jati hai... bahley koi bhi ho kasoorvar mager chut to ek sachey ahsiq ko he legti hai...

nice harash ji...
Yehi wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Hum issi terhan jjee lengey ...mar mar key...
Tumne jo vaade kye nibhaye nahi Koi baat nahi...

saba sahi to khey rhaey hai harash ji kha hum dukh key maro key beach mey ah gayee hoo... arey vittamin ki goliya khogi to koi aser nahi huga keo ki ajkal vo nakli ben rahi hia arey yaar haan chuhey merney ki deva sey chuhey nahi mertey hia ulta or ah jatey hai or to vittamin ki goliow ki bat ker rahi hoo...

nice saba bhut khoob likha hai tumney or harash ji...
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 24
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:10:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer