AAP KE NAAM ...........................

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:39:29 PM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 24
ReplyPrint
Author  (Read 40404 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #180 on: January 17, 2006, 06:13:29 PM »
Reply with quote
kya likhoon saba....itne dino baad jawaab ka asar bi toh jata rehta hai....

Teri mast nazer our uski purnoor ada
kya chahti hai our kyyuin deti hai sada
tere aagosh main chhupne ko bechain
tere makab main chahat ki ik mast haya

Quote from: "Saba_Saba"
Waah ji waah

Kaay mast sangitlay..... ata me kaay manhu.... tongue3
mala wat.te he barobar aahe

Kabhi guzre huye waqt ko ulat kar dekho
Aage badhna hai to na peechhe palat kar dekho

Khubsurat si nazar aati hai duniya yu to
Dekhna hai to zara naqab ulat kar dekho

Apne waado ke alfaz ko na bhoolo kabhi
Bhool jaane ka ho khauf to rat kar dekho

Tajruba yu bhi kisi roz karo jeene ka
Titliyo.n aao zara gul se lipat kar dekho

Meri khata to nazar aati hai unko SABA
Apni janib bhi kisi roz palat kar dekho

Quote from: "harashmahajan"
saba ji....humne kutchh nahi kaha.....ye sab abas hi apne aap...nikaltein hain....ashars ya tehreer koi bhi aap likhein..unke jawaab mein hamaari kalam musalsal chal parti hai.....ab humko nahi pata lagta ki kya likha gaya....tabhi toh kehte hain na bekaar ke shayaron main shamil ho gayee hamaari saba Usual Smile per aap har haal main theek hi lagti ho....vitamins aap khud kya khaayeingi....lo hum hi de  dete hain aapko...lolsssss

Haai! kaisi khata ho gayee,
bewafa se wafa ho gayee.

ab toh aati hai khud pe haya,
Ik nahi, sou dafa ho gayee.

Aankh ki shouk ki chaah main,
apne dil se daga ho gayee.

Naraanz na ho ai humnashien,
teri dosti mere liye nasha ho gayee. Usual Smile

Quote from: "Saba_Saba"
Shocked Harash Ji ... yeh kya keh rahe hai aap ... aap ke shair aur bekaar...
Allah itna sitam na kijiye hum par.... ke goliya kha kar so jaaye (vitamins ki) lolzzzzzzzzzz

Yeh adalat nahi hai mera dil hai
Is me darbar laga hai ek mehfil hai
Aap aaye hai is me mehmaan bankar
Ab bataye zara kaun kis se gafil hai

Quote from: "harashmahajan"
haan theek kehti ho saba......kahaan aa gayee in bekaar ke shayaron main Usual Smile ..lekin..ye bhi ik tarah ki badnaami hi hai na...hamaari sad5 ...lols.

ker rahein badnaamian our bin adalat faisla,
Shaks ab jo paye saza, bebas our mazboor hai.

Quote from: "Saba_Saba"
Aap dono to lajawab hai ...... mai kaha aagayi yaar beech me .... kuchh aata hi nahi likhne Puzzled !

Shaq ki barshat agar yu hi musalsal hogi
Yeh galat fehmi kisi tarah nahi hal hogi

Ba haya larki ki khamoshi hai in phoolo me
Yeh hawa bhi kisi dosheeza ka aanchal hogi

Waqt ki apni koi khushbu kaha hoti hai
Raat sulgegi badan par tabhi sandal hogi

Itar ki sheeshi liye chand qareeb aaya tha
Kya mujhe ilam tha woh zeher ki botal hogi

Regzaaro ki tarah merei palko.n pe bichi
Zindagi tere liye khawab ka makhmal hogi

Mil chuke sab se gale phir bhi adhoore se hai
Tum miloge to meri Eid mukammal hogi

Dil ke sannate par ab aane hi wala hai zawal
Is khandar me koi yakbargi halchal hogi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kis naam se pukaroon by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
naam bikta hai............. by purani_jeans_aur_guitar in Shairi - E - Zindagi
BAY NAAM NAZMAIN by Dr Maqsood Hasni in Patriotic Poetry in Punjabi
Mat naam lo by chatingforever in SMS , mobile & JOKES
Zindagi hai chalne ka naam by Pooja in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Sonu
Guest
«Reply #181 on: January 17, 2006, 08:09:53 PM »
Reply with quote
bahu khoob harash ji...

SHABE RAAT THI AUR GUL KHILATHA AFFTAB PE....
KISI NE KAHA CHAND HAI MENE KAHA CHAHERA TERA.....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #182 on: January 18, 2006, 07:14:14 AM »
Reply with quote
Tere bina her ik pal lagta hai muddat ki tarah,
zindagi khalti rahi ab humsafar tere bina

Quote from: "Sonu"
bahu khoob harash ji...

SHABE RAAT THI AUR GUL KHILATHA AFFTAB PE....
KISI NE KAHA CHAND HAI MENE KAHA CHAHERA TERA.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #183 on: January 18, 2006, 03:39:44 PM »
Reply with quote
harash ji wonderful...

tumsey mily to muddat hu gaye
dil key tukdey etney huye key anjaney mey maut hu gayee

Quote from: "harashmahajan"
Tere bina her ik pal lagta hai muddat ki tarah,
zindagi khalti rahi ab humsafar tere bina

Quote from: "Sonu"
bahu khoob harash ji...

SHABE RAAT THI AUR GUL KHILATHA AFFTAB PE....
KISI NE KAHA CHAND HAI MENE KAHA CHAHERA TERA.....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #184 on: January 18, 2006, 04:45:19 PM »
Reply with quote
nice sonu...

char din ki zindagi hai 'harsh' der-asal,
hum abas hi mout ko ruswa kiya kiye.

Quote from: "Sonu"
harash ji wonderful...

tumsey mily to muddat hu gaye
dil key tukdey etney huye key anjaney mey maut hu gayee

Quote from: "harashmahajan"
Tere bina her ik pal lagta hai muddat ki tarah,
zindagi khalti rahi ab humsafar tere bina

Quote from: "Sonu"
bahu khoob harash ji...

SHABE RAAT THI AUR GUL KHILATHA AFFTAB PE....
KISI NE KAHA CHAND HAI MENE KAHA CHAHERA TERA.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #185 on: January 18, 2006, 09:55:53 PM »
Reply with quote
thanks harash ji... very nice

char din ki jindgi hai hanslo, galo, muskuralo,
kal keya peta keya huga
kes kes ko mout ney rusva keay huga...

Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #186 on: January 19, 2006, 07:03:51 PM »
Reply with quote
Wah kya baat hai Harash ji..... humare nakab ka haal bayan kar diya

Jhalak rahi hai parde se do aankhein meri
Taras rahi hai yeh shauk e deedar me
Hum to hai nakab me baja farmaya
Kya aap bhi hai kisi chilman ki aad me

Quote from: "harashmahajan"
kya likhoon saba....itne dino baad jawaab ka asar bi toh jata rehta hai....

Teri mast nazer our uski purnoor ada
kya chahti hai our kyyuin deti hai sada
tere aagosh main chhupne ko bechain
tere nakab main chahat ki ik mast haya

Quote from: "Saba_Saba"

Waah ji waah

Kaay mast sangitlay..... ata me kaay manhu....  
mala wat.te he barobar aahe

Kabhi guzre huye waqt ko ulat kar dekho
Aage badhna hai to na peechhe palat kar dekho

Khubsurat si nazar aati hai duniya yu to
Dekhna hai to zara naqab ulat kar dekho

Apne waado ke alfaz ko na bhoolo kabhi
Bhool jaane ka ho khauf to rat kar dekho

Tajruba yu bhi kisi roz karo jeene ka
Titliyo.n aao zara gul se lipat kar dekho

Meri khata to nazar aati hai unko SABA
Apni janib bhi kisi roz palat kar dekho
 
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #187 on: January 19, 2006, 07:16:03 PM »
Reply with quote
Aisa na dhao sitam saba ki parde ki laaz jaati rahe,
Shaouk-e-deedar main jhalakati aankho ka khumaar jata rahe,
dhokha dena hamaari adat main nahi hai shumaar ai nazneen,
ki kahin nasha-e-chilman ki aad main meri dosti ka hisaab jata rahe.

«Reply #188 on: January 19, 2006, 07:39:59 PM »
Reply with quote
Good Good

Socha yeh hum ne aaj
Harash aap ko aazma lein
Chilman ki aad se
Kuchh bijliya gira lein
:oops: :oops: tongue3

Quote from: "harashmahajan"
Aisa na dhao sitam saba ki parde ki laaz jaati rahe,
Shaouk-e-deedar main jhalakati aankho ka khumaar jata rahe,
dhokha dena hamaari adat main nahi hai shumaar ai nazneen,
ki kahin nasha-e-chilman ki aad main meri dosti ka hisaab jata rahe.

Quote from: "Saba_Saba"
Wah kya baat hai Harash ji..... humare nakab ka haal bayan kar diya

Jhalak rahi hai parde se do aankhein meri
Taras rahi hai yeh shauk e deedar me
Hum to hai nakab me baja farmaya
Kya aap bhi hai kisi chilman ki aad me

Quote from: "harashmahajan"
kya likhoon saba....itne dino baad jawaab ka asar bi toh jata rehta hai....

Teri mast nazer our uski purnoor ada
kya chahti hai our kyyuin deti hai sada
tere aagosh main chhupne ko bechain
tere nakab main chahat ki ik mast haya

Quote from: "Saba_Saba"

Waah ji waah

Kaay mast sangitlay..... ata me kaay manhu....  
mala wat.te he barobar aahe

Kabhi guzre huye waqt ko ulat kar dekho
Aage badhna hai to na peechhe palat kar dekho

Khubsurat si nazar aati hai duniya yu to
Dekhna hai to zara naqab ulat kar dekho

Apne waado ke alfaz ko na bhoolo kabhi
Bhool jaane ka ho khauf to rat kar dekho

Tajruba yu bhi kisi roz karo jeene ka
Titliyo.n aao zara gul se lipat kar dekho

Meri khata to nazar aati hai unko SABA
Apni janib bhi kisi roz palat kar dekho
 
Logged
Sonu
Guest
«Reply #189 on: January 19, 2006, 09:09:10 PM »
Reply with quote
nice gudiya...  nice harash ji donu ney bhut he acha likha hai...
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #190 on: January 22, 2006, 10:11:01 AM »
Reply with quote
Mom & Harash ji bohat khuub

Yeh zindagi ka falsafa bada ajeeb hai
Hansa bhi kisi ko kab naseeb hai
Aap kehti hai hum se muskurado to Aye Jaan !!!
Aap hi kyu gum ke itne kareeb hai

Quote from: "Sonu"
thanks harash ji... very nice

char din ki jindgi hai hanslo, galo, muskuralo,
kal keya peta keya huga
kes kes ko mout ney rusva keay huga...

Quote from: "harashmahajan"
nice sonu...

char din ki zindagi hai 'harsh' der-asal,
hum abas hi mout ko ruswa kiya kiye.

Quote from: "Sonu"
harash ji wonderful...

tumsey mily to muddat hu gaye
dil key tukdey etney huye key anjaney mey maut hu gayee

Quote from: "harashmahajan"
Tere bina her ik pal lagta hai muddat ki tarah,
zindagi khalti rahi ab humsafar tere bina

Quote from: "Sonu"
bahu khoob harash ji...

SHABE RAAT THI AUR GUL KHILATHA AFFTAB PE....
KISI NE KAHA CHAND HAI MENE KAHA CHAHERA TERA.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #191 on: January 23, 2006, 04:13:01 AM »
Reply with quote
thanks gudiyaa... wonderful likhti hoo

keo ki tumlogo ko ruta deykh sakti nahi hoon
gum tumhey chu jaa yeah bhi seh sakti nahi hoon
yeahi duya kerti hoo rab sey key tumlogo key jevan mey khusiyan he khushya bhari hoon
ho ager gum bhi tumhrey hesey mey to vo bhi mujhey deydey
tum logo ki ahkhey kabhi naam na karey...
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #192 on: January 26, 2006, 08:52:56 AM »
Reply with quote
Mom its not good
OK

Hum hans bhi lenge aur ro bhi lenge
Jo aaye gum to muskurake seh bhi lenge
Na chheeno hum se humare gum Khuda ke waaste
Yeh rahe saaath to hum jee bhi lenge

Quote from: "Sonu"
thanks gudiyaa... wonderful likhti hoo

keo ki tumlogo ko ruta deykh sakti nahi hoon
gum tumhey chu jaa yeah bhi seh sakti nahi hoon
yeahi duya kerti hoo rab sey key tumlogo key jevan mey khusiyan he khushya bhari hoon
ho ager gum bhi tumhrey hesey mey to vo bhi mujhey deydey
tum logo ki ahkhey kabhi naa karey...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #193 on: January 27, 2006, 03:23:16 AM »
Reply with quote
keya huya gudiya keya thik nahi hai...

tum jwo hazar sal yahi duya hai meyri
hanstey raho yahi faryaad hai meyri
na ahey kesi key hesey mey gum
khushi key rastey hoo or phoolu sa mehkta rahey...

Quote from: "Saba_Saba"
Mom its not good
OK

Hum hans bhi lenge aur ro bhi lenge
Jo aaye gum to muskurake seh bhi lenge
Na chheeno hum se humare gum Khuda ke waaste
Yeh rahe saaath to hum jee bhi lenge

Quote from: "Sonu"
thanks gudiyaa... wonderful likhti hoo

keo ki tumlogo ko ruta deykh sakti nahi hoon
gum tumhey chu jaa yeah bhi seh sakti nahi hoon
yeahi duya kerti hoo rab sey key tumlogo key jevan mey khusiyan he khushya bhari hoon
ho ager gum bhi tumhrey hesey mey to vo bhi mujhey deydey
tum logo ki ahkhey kabhi naam na karey...
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #194 on: January 28, 2006, 08:36:05 PM »
Reply with quote
Meri har hansi par tera ikhtiyar hai
Teri khushi par yeh jaa nisaar hai
yeh lafz chubhte hai ban ke nashtar se
Tujhe kya batau tujh se mujhe kitna pyar hai

Quote from: "Sonu"
keya huya gudiya keya thik nahi hai...

tum jwo hazar sal yahi duya hai meyri
hanstey raho yahi faryaad hai meyri
na ahey kesi key hesey mey gum
khushi key rastey hoo or phoolu sa mehkta rahey...

Quote from: "Saba_Saba"
Mom its not good
OK

Hum hans bhi lenge aur ro bhi lenge
Jo aaye gum to muskurake seh bhi lenge
Na chheeno hum se humare gum Khuda ke waaste
Yeh rahe saaath to hum jee bhi lenge

Quote from: "Sonu"
thanks gudiyaa... wonderful likhti hoo

keo ki tumlogo ko ruta deykh sakti nahi hoon
gum tumhey chu jaa yeah bhi seh sakti nahi hoon
yeahi duya kerti hoo rab sey key tumlogo key jevan mey khusiyan he khushya bhari hoon
ho ager gum bhi tumhrey hesey mey to vo bhi mujhey deydey
tum logo ki ahkhey kabhi naam na karey...
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 24
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:16:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer