Sonu
Guest
|
«Reply #195 on: January 29, 2006, 04:20:01 AM » |
|
bahut khob gudiya... wonderful gudiya... roanakk tere husn ki chaandni ki jaroorat nahi jin yaadon main teri baateyn hain unko abb tak kyon bhooley nahi... Meri har hansi par tera ikhtiyar hai Teri khushi par yeh jaa nisaar hai yeh lafz chubhte hai ban ke nashtar se Tujhe kya batau tujh se mujhe kitna pyar hai keya huya gudiya keya thik nahi hai... tum jwo hazar sal yahi duya hai meyri hanstey raho yahi faryaad hai meyri na ahey kesi key hesey mey gum khushi key rastey hoo or phoolu sa mehkta rahey... Mom its not good OK Hum hans bhi lenge aur ro bhi lenge Jo aaye gum to muskurake seh bhi lenge Na chheeno hum se humare gum Khuda ke waaste Yeh rahe saaath to hum jee bhi lenge thanks gudiyaa... wonderful likhti hoo
keo ki tumlogo ko ruta deykh sakti nahi hoon gum tumhey chu jaa yeah bhi seh sakti nahi hoon yeahi duya kerti hoo rab sey key tumlogo key jevan mey khusiyan he khushya bhari hoon ho ager gum bhi tumhrey hesey mey to vo bhi mujhey deydey tum logo ki ahkhey kabhi naam na karey...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #196 on: January 30, 2006, 07:32:16 PM » |
|
Raha usey mere kirdar par shak hamesha woh wafa karta raha dil me rakh ke apne dhoka Meri wafao ki usey kabhi na kadar huyi woh mujhko jeet jaayga usne bas yehi socha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #197 on: January 31, 2006, 04:02:13 AM » |
|
nice saba.... samjha jinhe apna woh beygaaney nikal gaye yaadon main unki yuin hi afsaaney nikal gaye Raha usey mere kirdar par shak hamesha woh wafa karta raha dil me rakh ke apne dhoka Meri wafao ki usey kabhi na kadar huyi woh mujhko jeet jaayga usne bas yehi socha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #198 on: January 31, 2006, 06:44:28 PM » |
|
Beautiful Kaha kaha se guzre kis sheher ki khaak na chhani Tere firaq me hum ne Arsh ki teh bhi khoj daali nice saba.... samjha jinhe apna woh beygaaney nikal gaye yaadon main unki yuin hi afsaaney nikal gaye Raha usey mere kirdar par shak hamesha woh wafa karta raha dil me rakh ke apne dhoka Meri wafao ki usey kabhi na kadar huyi woh mujhko jeet jaayga usne bas yehi socha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #199 on: February 01, 2006, 04:32:38 AM » |
|
wonderful gudiyaa... dekh rang laayi hai meri wafaai mahfil main, gamo.n ke jo na maanga thaa unse kabhi diye tohfe aakhir wohi usne Beautiful Kaha kaha se guzre kis sheher ki khaak na chhani Tere firaq me hum ne Arsh ki teh bhi khoj daali nice saba.... samjha jinhe apna woh beygaaney nikal gaye yaadon main unki yuin hi afsaaney nikal gaye Raha usey mere kirdar par shak hamesha woh wafa karta raha dil me rakh ke apne dhoka Meri wafao ki usey kabhi na kadar huyi woh mujhko jeet jaayga usne bas yehi socha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #200 on: February 04, 2006, 02:51:39 PM » |
|
Tohfa mila naseeb se kitna ajeeb Woh duur hokar bhi raha mere kareeb wonderful gudiyaa... dekh rang laayi hai meri wafaai mahfil main, gamo.n ke jo na maanga thaa unse kabhi diye tohfe aakhir wohi usne Beautiful Kaha kaha se guzre kis sheher ki khaak na chhani Tere firaq me hum ne Arsh ki teh bhi khoj daali nice saba.... samjha jinhe apna woh beygaaney nikal gaye yaadon main unki yuin hi afsaaney nikal gaye Raha usey mere kirdar par shak hamesha woh wafa karta raha dil me rakh ke apne dhoka Meri wafao ki usey kabhi na kadar huyi woh mujhko jeet jaayga usne bas yehi socha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #201 on: February 04, 2006, 03:04:40 PM » |
|
Deti nahi amaan jo zameen aasma.n to hai Kehne ko apne dil se koi daasta.n to hai
Yu to hai rang zard magar hont laal hai Sehra ki wasato.n me kahi gulsita.n to hai
Ek cheel ek mamti pe baithi hai dhup me Galiya ujad gayi hai magar paasba.n to hai
Aawaz de kar dekh lo shayad woh mil hi jaaye Warna yeh umar bhar ka safar raayga to hai
Mujh se bohat qareeb hai tu phir bhi aye ~Muneer~ Parda sa koi mere tere darmiya.n to hai
nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #202 on: February 05, 2006, 03:17:53 AM » |
|
bahut khoob gudiyaa... wonderful... Tohfa mila naseeb se kitna ajeeb Woh duur hokar bhi raha mere kareeb wonderful gudiyaa... dekh rang laayi hai meri wafaai mahfil main, gamo.n ke jo na maanga thaa unse kabhi diye tohfe aakhir wohi usne Beautiful Kaha kaha se guzre kis sheher ki khaak na chhani Tere firaq me hum ne Arsh ki teh bhi khoj daali nice saba.... samjha jinhe apna woh beygaaney nikal gaye yaadon main unki yuin hi afsaaney nikal gaye Raha usey mere kirdar par shak hamesha woh wafa karta raha dil me rakh ke apne dhoka Meri wafao ki usey kabhi na kadar huyi woh mujhko jeet jaayga usne bas yehi socha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #203 on: February 06, 2006, 05:00:43 PM » |
|
bahut khoob gudiyaa... wonderful... Tohfa mila naseeb se kitna ajeeb Woh duur hokar bhi raha mere kareeb wonderful gudiyaa... dekh rang laayi hai meri wafaai mahfil main, gamo.n ke jo na maanga thaa unse kabhi diye tohfe aakhir wohi usne Beautiful Kaha kaha se guzre kis sheher ki khaak na chhani Tere firaq me hum ne Arsh ki teh bhi khoj daali nice saba.... samjha jinhe apna woh beygaaney nikal gaye yaadon main unki yuin hi afsaaney nikal gaye Raha usey mere kirdar par shak hamesha woh wafa karta raha dil me rakh ke apne dhoka Meri wafao ki usey kabhi na kadar huyi woh mujhko jeet jaayga usne bas yehi socha wah wah kya baat hai aap dono ki.... good going......... main bhi aa gaya yahan bhatakte hue
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #204 on: February 09, 2006, 08:06:13 PM » |
|
Thanks Mom
Thanksssss Waheed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #205 on: February 12, 2006, 05:16:04 AM » |
|
Buhat Khoob Guriya
Hum chale aaye teri bazm me ek shauq le kar Tujhko dekhenge khuub jee bhar kar
Saamne aaye to logon ne hume rok liya Be haya keh diya tera naam le kar
Kaise aate hum ab tu hi bata Aur jeete kaise yu ruswa ho kar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #206 on: February 12, 2006, 05:59:59 AM » |
|
wah good one Faree
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #207 on: February 12, 2006, 07:12:40 AM » |
|
Thank You Pooja ji Bas Aap Logon Ka Saath Chahiye
Jo mere zehan mere dil main aa bhi sakta hai
Khayal-o-khuwaab ki surat woh ja bhi sakta hai
Kisi pe jo na kabhi aitebaar karta ho
Khud apne aap se dhoka woh kha bhi sakta hai
Na azmayi bahut mujh ko be-rukhi us ki
Rah-e-wafa main koi mod aa bhi sakta hai
Dilon main khatam na ho aatash-e-asgher lagao agar
Bichadne walon ko aik din mila bhi sakta hai
Tum us se mil ke bahut khush howe magar
Hansane wala kisi din rula bhi sakta hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #208 on: February 13, 2006, 10:14:32 PM » |
|
udaas raatoon main dil ki basti main aa ke dekho her aik rasta , her ik dareecha tumhari aahat ka muntazir hai falaq se takta hai chaand tum ko , sitare tum ko bula rehe hain tumhari aamad ke muntazir hain mager suna hai keh tum ne meri muhabbatoon ko bhula diya hai wafa ki low ko bhuja diya hai ager yeh sach hai to phir bataaoo tumhari aankhoon ke yeh jazeeray brang sehara udaas kiu hain gulab chehre ke rang main shamil udaasiyoon ke haras kiu hain tumhare sheerin laboon pe larzaan muhabbatoon ki yeh piyaas kiu hai mujhe yaqqeeen hai tumhare dill main gaye dino ke khayaal hain kuch naye safar ke mallal hain kuch nai rutoon k sawaal hain kuch ager yeh sach hai to meri maanoo puuraane raste pe loat aaaoo puuraaani bastii main koi abb tak tumhaari aamad ka muntazir hai tumhari chaahat ka muntazir ha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #209 on: February 14, 2006, 03:56:42 AM » |
|
u r welcome gudiya...
faree ji bahut khoob... faree ji ab app humri gudiya rani ka dil mat tudiyga...sambhal ker rakhna uskey dil ko key usmey kesiki tasvir basti hai... uski jheel si ahko mey kesi ki taqdeer basti hai... god bless u all
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|