AAP KE NAAM ...........................

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:39:29 PM
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24
ReplyPrint
Author  (Read 40394 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #285 on: May 12, 2006, 02:52:53 PM »
Reply with quote
badi mushkil se kyon..... tum yahan sabse quick ho i know .......asani se sher likhate ho  pata hai....
meri beshkimati cheez hai teri dosti tujhe kya kahun
mujhe paega tu sada vahan ki jahan na saya bhi sath de
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kis naam se pukaroon by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
naam bikta hai............. by purani_jeans_aur_guitar in Shairi - E - Zindagi
BAY NAAM NAZMAIN by Dr Maqsood Hasni in Patriotic Poetry in Punjabi
Mat naam lo by chatingforever in SMS , mobile & JOKES
Zindagi hai chalne ka naam by Pooja in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Style_guru
Guest
«Reply #286 on: May 12, 2006, 03:04:02 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says........


Ab kya kahen?

Arz Hai,

Mujhe is baat ka gham nahi ki badal gaya hai zamana,
Meri Zindagi ho tum-kahin tum badal na jaana......
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #287 on: May 12, 2006, 04:32:16 PM »
Reply with quote
Bohat KhuuB

Mehfil me raunak ho gayi hai

Tabassum and Style Guru ... great going .... keep it up

Beautiful
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #288 on: May 13, 2006, 05:37:59 AM »
Reply with quote
main  na mosam hun badal na koi asman
 sham o subaha  waqt ke sath jo badal jaaun
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #289 on: May 13, 2006, 01:25:39 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says.......


Hausla-afzai ka shukriya Saba Mauhtarma!!!

* Tabassum Ji-Superb goin

Arz Hai,

Humne dekhe hain kayi mausam is zamane me,
Jyada waqt nahi lagta unhe badal jaane me,
Ek tujhse hi wafa ki umeed kaayam hai,
Varna ab na raha shauq dil lagane me,
Ek tu jo pyaar bhari nazar dekh le hume,
Hum apni hasti luta de tujhe paane me,
Bas ab ya to hume mil ja-ya mita de,
Aur kitne imtehaan bache hain hume aazmane me.......
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #290 on: May 13, 2006, 01:32:53 PM »
Reply with quote
kuch rootha rootha sher hai

dil lagane se pahle dil ko bhi jana karo
ho tumhare jaisa jo usko hi bas mana karo
mosamon ki tarah jo badal jaate hain
tum bhi unko mosamon sa bhulaya karo
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #291 on: May 13, 2006, 01:54:40 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says......


Mausam ki tarah jo yaar ko bhula de aise hum nahi,
Meri zindagi me ghamon ke kaarvan bhi kam nahi,
Ek baar humse bhi dil laga ke dekh zaalim,
Tujhe paane ko khud fana ho na jaaun to ye Kasam-Kasam nahi....
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #292 on: May 13, 2006, 03:07:22 PM »
Reply with quote
kasam se bandh nahi sakta dilon ka koi bhi rishta
dilon ko jo kasam na de usi se bandh ye jaate hain
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #293 on: May 13, 2006, 03:13:48 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says.......


Unhe ab meri chahat me wo baat nahi lagti,
Ab unhe meri kasmon ki bho koi bisaat nahi lagti......
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #294 on: May 13, 2006, 03:26:02 PM »
Reply with quote
ye  ilzam ham  par galat  na   lagao
ki ham vo nahi jo ki tum ham ko samjhe
kasam hai zarurat beaitbariyon ki
jahan ho bharosa vahan ye na hogi
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #295 on: May 13, 2006, 03:44:01 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says......


Ja raha hoon main is mehfil se,
Yahan ye meri aakhri shaam hai,
Yoon to humne jalaye the kayi chirag-e-wafa,
Par Garmiy-e-hasraten aaj phir naakaam hain,
Tu mere jaane ka gham na karna aye Tabassum,
Tere sajde me to sar hazaar hain,
Tujhse ilteza hai ki ye Chiraag-e-mehfil bujhne na dena,
Aaj se meri ye mehfil AAP KE NAAM hai.....
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #296 on: May 13, 2006, 04:01:10 PM »
Reply with quote
jo tum na hoge is mehfil men to ham bhi na aaenge
badha ke dosti kyun dosti ko tod dete ho
aur tum phir ye na kahana sekdon sarphiron ki baaten
jo sab se bat karlen vo to koi aur hi honge
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #297 on: May 13, 2006, 04:13:05 PM »
Reply with quote
The Style Guru Says......


Chain se jaane bhi na deejiyega kya?
Logged
FAREE
Guest
«Reply #298 on: May 19, 2006, 09:26:41 AM »
Reply with quote
Buhat Chup chup Sey Rehtey Hoo
Na Bantey Hoo , Sanwertey Hoo
Na Koi baat Kartey Hoo
Bharee Mehfil Main Bhi Aksar
Hamesha Khoye Rehtey Hoo
Oudasee Ankh Main Ley Kar
Har Eik Chehrey Ko Taktey Hoo
Koi jab Yaad Ata Hai
Tu Thandee Aah Bhartey Hoo
Tu Khul Kar Kyun Nahin Kehtey
Kis Sey Pyaar kartey hoo
Kahan Dil Choor Aye Hoo Huh???
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #299 on: May 20, 2006, 02:49:17 PM »
Reply with quote
Hmmm

Waar woh is dil pe aisa kar gaye
Kya kahein hum jeete jee hi mar gaye

Jin ko meri zaat se nisbat na thi
Woh bhi to ilzaam mujjh pe dhar gaye

Ek muamma hai jo hal hota nahi
Raat kis ke saaye se hum dar gaye

Jin se baaki thi umeedo ki udaan
Aatish-e-haalat me woh par gaye

Bhool kar woh saare paiman-e-wafa
Jo na karna chahiye tha kar gaye
Logged
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:36:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer