aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......

by laaiba on April 14, 2014, 09:38:36 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1629 times)
laaiba
Guest
Reply with quote

  waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye

lab khulen izhaar koh mumkin nahiN
chup ke dil mein kitne hi gham pal gaye

aa gayee jub yaa.d  teiree  uss ghadee
ash.q taaron mein sabhee phir dhal gaye
 
hij.r ki maaree huyee aankhoN mein phir
aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......

jab mohabbat raa.s  naa aayee hameiN
din uudaasee mein hi saare dhal gaye

laaiba shah
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aarzoo by Sonu in Shayri-E-Dard
Aarzoo by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
AARZOO by jeetufor_u in Shayri-E-Dard
Aarzoo by Azedmeer in Shayri-E-Dard
Aarzoo Ki Aarzoo Honay Lagi by suman59 in Urdu Poets
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #1 on: April 14, 2014, 09:57:40 PM »
Reply with quote
waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye

lab khulen izhaar koh mumkin nahiN
chup ke dil mein kitne hi gham pal gaye

aa gayee jub yaa.d  teiree  uss ghadee
ash.q taaron mein sabhee phir dhal gaye
 
hij.r ki maaree huyee aankhoN mein phir
aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......

jab mohabbat raa.s  naa aayee hameiN
din uudaasee mein hi saare dhal gaye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley\
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: April 14, 2014, 09:59:35 PM »
Reply with quote
 waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye
  Applause Applause Applause Applause Applause
lab khulen izhaar koh mumkin nahiN
chup ke dil mein kitne hi gham pal gaye
  Applause Applause Applause Applause Applause
aa gayee jub yaa.d  teiree  uss ghadee
ash.q taaron mein sabhee phir dhal gaye
  Applause Applause Applause Applause Applause
hij.r ki maaree huyee aankhoN mein phir
aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......
 Applause Applause Applause Applause Applause
jab mohabbat raa.s  naa aayee hameiN
din uudaasee mein hi saare dhal gaye
 Applause Applause Applause Applause Applause
wah wah wah wah bohut bohut umda laaiba waaaaaaaaaaahhhhhhhhhh
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: April 14, 2014, 10:38:35 PM »
Reply with quote
ek rau ke saath daad
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #4 on: April 14, 2014, 11:54:32 PM »
Reply with quote

  waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye

lab khulen izhaar koh mumkin nahiN
chup ke dil mein kitne hi gham pal gaye

aa gayee jub yaa.d  teiree  uss ghadee
ash.q taaron mein sabhee phir dhal gaye
 
hij.r ki maaree huyee aankhoN mein phir
aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......

jab mohabbat raa.s  naa aayee hameiN
din uudaasee mein hi saare dhal gaye

laaiba shah

Kya Bat Hai,
Bahut Khoob.!!
One RAU for It.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: April 15, 2014, 02:48:17 AM »
Reply with quote

  waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye

lab khulen izhaar koh mumkin nahiN
chup ke dil mein kitne hi gham pal gaye

aa gayee jub yaa.d  teiree  uss ghadee
ash.q taaron mein sabhee phir dhal gaye
 
hij.r ki maaree huyee aankhoN mein phir
aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......

jab mohabbat raa.s  naa aayee hameiN
din uudaasee mein hi saare dhal gaye
javascript:void(0);
laaiba shah


wah wah wah icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #6 on: April 15, 2014, 12:55:15 PM »
Reply with quote
वाह.....वाह.....वाह.....

बहुत बहुत बहुत खूब....

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #7 on: April 15, 2014, 01:34:19 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause :clap

  waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye

wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Laiba ji,Bahut khoobsurat matla hai aur is per kahi ghazal ke tareef ke liye alfaaz nahi hai mere paas.Hazaroon dili daad qabool farmaayin aik RAU ke saath.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #8 on: April 15, 2014, 01:46:50 PM »
Reply with quote
waaah waah waah waah waaah bohut hi umda peshkash
Logged
vb
Guest
«Reply #9 on: April 15, 2014, 02:50:22 PM »
Reply with quote

  waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye

lab khulen izhaar koh mumkin nahiN
chup ke dil mein kitne hi gham pal gaye

aa gayee jub yaa.d  teiree  uss ghadee
ash.q taaron mein sabhee phir dhal gaye
 
hij.r ki maaree huyee aankhoN mein phir
aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......

jab mohabbat raa.s  naa aayee hameiN
din uudaasee mein hi saare dhal gaye

laaiba shah





Mohtarma laaiba sahiba! salam masnoon

aap ki ye shaandar ghazal parhi or parh kar lutf liya... buhat achay ashaar hen, hamaari taraf say bharpoor daad qabool kijay... ye buhat bari baat hay k beher ki ghalati kahin bhi hamen nahi nazar aai... ab kuch likhnay chalay hen ghazal par to kuch baaten is say mutalik kahay detay hen. mumkin hay ye baaten aap ky ilm men bhi hon. umeed hay isay tanqeed nahi samjha jayay ga, balkay ilmi azhaar-e-khayaal samjha jaayay ga...

==========================================

waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye

buhat achha sher hay, agarchi thora sa mubhimn hay apnay meni kay lihaaz say... doosra misra buhat khoobsoorat hay....agar aap ghor karen tu aap ko mehsoos ho ga k pehla misra, doosray ki takkar ka nahi hay... agar ye mazeed khoobsoorat ho sakay tu poori ghazal kay aahang ko khoobsurat bana de ga..

..............................

lab khulen izhaar koh mumkin nahiN
chup ke dil mein kitne hi gham pal gaye

as sher pr hum kuch nahi kahen gay... buhat khoobsoorat sher hay...

............................

aa gayee jub yaa.d  teiree  uss ghadee
ash.q taaron mein sabhee phir dhal gaye

buhat khoob... pehlay misra men, "teiree" kay baad comma lagana reh gaya hay... doosray misra men lafz "phir" bharti ka hay... bharti ka lafz wo hota hay jisay wazan poora karnay kay liyay rakhna parta hay. koshish honi chahiyay k bharti say bacha jayay...

..............................
 
hij.r ki maaree huyee aankhoN mein phir
aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......

ye bhe khoob sher hay, doosray misra men "deiikho" bharti ka hay. jo sher ki khoobsoorti ko mutaasir kar raha hay...

..............................

jab mohabbat raa.s  naa aayee hameiN
din uudaasee mein hi saare dhal gaye

buhat achhay... pehlay misra men lafz "naa" aap ne 2 harfi ya wazan 2 kay baraber baandha hay... aroozi hazraat is ko aik he bandhnay par raazi hotay hen... lekin aaj kal kai shaair isay wazan 2 par bhi baandh rahay hen... lekin asaatizaa men say kisi ne isay wazan 2 par kabhi nahi baandha... so aap apni marzi say raasta chun sakti hen...

doosray misray men lafz :hi: bharti ka hay... is say bhi sher ko bachaya jaa sakay to behter hay...


=========================================

aap kay ilm men hona chahiyay k hamaari raayay koi mustanad raayay nahi hay... aik shagird ki he hay... so jaisa hum ne dekha, seekha, samjha, so haazir kiya... agar kuch giraaN guzraa ho to, peshgi maazrat kay saath...


dua go
ahqar-vb jee


Logged
laaiba
Guest
«Reply #10 on: April 15, 2014, 04:08:49 PM »
Reply with quote
waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye

lab khulen izhaar koh mumkin nahiN
chup ke dil mein kitne hi gham pal gaye

aa gayee jub yaa.d  teiree  uss ghadee
ash.q taaron mein sabhee phir dhal gaye
 
hij.r ki maaree huyee aankhoN mein phir
aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......

jab mohabbat raa.s  naa aayee hameiN
din uudaasee mein hi saare dhal gaye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley\
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
shukria suresh aapka ,...............
Logged
laaiba
Guest
«Reply #11 on: April 15, 2014, 04:09:31 PM »
Reply with quote
waa.r jub mousam ke  saare chal gaye
dhoo.p men baarish ke paayoN jal gaye
  Applause Applause Applause Applause Applause
lab khulen izhaar koh mumkin nahiN
chup ke dil mein kitne hi gham pal gaye
  Applause Applause Applause Applause Applause
aa gayee jub yaa.d  teiree  uss ghadee
ash.q taaron mein sabhee phir dhal gaye
  Applause Applause Applause Applause Applause
hij.r ki maaree huyee aankhoN mein phir
aaRzoo ke dee.p deiikho jal gaye,......
 Applause Applause Applause Applause Applause
jab mohabbat raa.s  naa aayee hameiN
din uudaasee mein hi saare dhal gaye
 Applause Applause Applause Applause Applause
wah wah wah wah bohut bohut umda laaiba waaaaaaaaaaahhhhhhhhhh

shuqria jeet g,................
Logged
laaiba
Guest
«Reply #12 on: April 15, 2014, 04:10:06 PM »
Reply with quote
ek rau ke saath daad
bohat bohat shuqria aapka sir,
Logged
laaiba
Guest
«Reply #13 on: April 15, 2014, 04:11:02 PM »
Reply with quote
Kya Bat Hai,
Bahut Khoob.!!
One RAU for It.
ravi g shuqria aapka , rau ke liye b bohar bohat shuqria
Logged
laaiba
Guest
«Reply #14 on: April 15, 2014, 04:14:08 PM »
Reply with quote
वाह.....वाह.....वाह.....

बहुत बहुत बहुत खूब....

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
thnku,amit g
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:39:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer