AASHIYAANAA......................................SAINI

by sksaini4 on July 16, 2014, 06:25:41 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1706 times)
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
Reply with quote
“Bahut masroof hai khud meN zamaanaa.”
Fuzool usko hai apnaa gham sunaanaa.

Muhabbat kaa shajar jab bhee lagaanaa.
Samar meethaa ho esaa dhoondh laanaa.

Muqaabil aap see jab shakhshiyat hai.
Miree khushqismatee hai haar jaanaa.

Rahee hai chit tumhaaree pat tumhaaree.
Badaa mushkil hai tumse paar paanaa.

Lihaaz ab to karo kuchh umr kaa tum.
Are ab chhod bhee deeje sataanaa.

Kisee kee aankh meN jab bhee namee ho.
Ghazal meree use fauran sunaanaa.

Badaa majboot hai seenaa hamaaraa.
Tumhaaraa dil kare jab aazmaanaa.

Bharee hai aashiqee naghmoN meN mere.
Sukhan meraa naheeN hai soofiyaanaa.

Chale aao tumhe ‘saini’ bulaaye.
Sajaa hai uske dil kaa aashiyaanaa.

Dr.Surendra Saini

बहुत मसरूफ़ है ख़ुद में ज़माना |
फ़ुज़ूल उसको है अपना ग़म सुनाना ||

मुहब्बत का शजर जब भी लगाना |
समर मीठा हो एसा ढूंढ लाना ||

मुक़ाबिल आप सी जब शख़्सियत है |
मिरी ख़ुशक़िस्मती है हार जाना ||

रही है चित तुम्हारी पट तुम्हारी |
बड़ा मुश्किल है तुम से पार पाना ||

लिहाज़ अब तो करो कुछ उम्र का तुम |
अरे अब छोड़ भी दीजे सताना ||

किसी की आँख में जब भी नमी हो |
ग़ज़ल मेरी उसे फ़ौरन सुनाना ||

बड़ा मजबूत है सीना हमारा |
तुम्हारा दिल करे जब आज़माना |

भरी है आशिक़ी नग़मों मेरे |
सुखन मेरा नहीं है सूफ़ियाना ||

चले आओ तुम्हे ‘सैनी’ बुलाये |
सजा है उसके दिल का आशियाना ||

डा० सुरेन्द्र सैनी    

 
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #1 on: July 16, 2014, 07:59:57 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Ram Krishan Rastogi
Umda Shayar
*

Rau: 69
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
30 days, 21 hours and 9 minutes.

Posts: 4988
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #2 on: July 16, 2014, 08:25:07 PM »
Reply with quote
श्री सैनी जी बहुत सुंदर है गजल आपकी
किन शब्दों में किस तरह तारीफ करु आपकी


कृपया मेरी तरह एक राऊ स्वीकार करे

भवदीय आपका राम कृष्ण रस्तोगी
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #3 on: July 16, 2014, 10:07:24 PM »
Reply with quote
“Bahut masroof hai khud meN zamaanaa.”
Fuzool usko hai apnaa gham sunaanaa.

Muhabbat kaa shajar jab bhee lagaanaa.
Samar meethaa ho esaa dhoondh laanaa.

Muqaabil aap see jab shakhshiyat hai.
Miree khushqismatee hai haar jaanaa.

Rahee hai chit tumhaaree pat tumhaaree.
Badaa mushkil hai tumse paar paanaa.

Lihaaz ab to karo kuchh umr kaa tum.
Are ab chhod bhee deeje sataanaa.

Kisee kee aankh meN jab bhee namee ho.
Ghazal meree use fauran sunaanaa.

Badaa mazboot hai seenaa hamaaraa.
Tumhaaraa dil kare jab aazmaanaa.

Bharee hai aashiqee naghmoN meN mere.
Sukhan meraa naheeN hai soofiyaanaa.

Chale aao tumhe ‘saini’ bulaaye.
Sajaa hai uske dil kaa aashiyaanaa.

Dr.Surendra Saini

बहुत मसरूफ़ है ख़ुद में ज़माना |
फ़ुज़ूल उसको है अपना ग़म सुनाना ||

मुहब्बत का शजर जब भी लगाना |
समर मीठा हो एसा ढूंढ लाना ||

मुक़ाबिल आप सी जब शख़्सियत है |
मिरी ख़ुशक़िस्मती है हार जाना ||

रही है चित तुम्हारी पट तुम्हारी |
बड़ा मुश्किल है तुम से पार पाना ||

लिहाज़ अब तो करो कुछ उम्र का तुम |
अरे अब छोड़ भी दीजे सताना ||

किसी की आँख में जब भी नमी हो |
ग़ज़ल मेरी उसे फ़ौरन सुनाना ||

बड़ा मजबूत है सीना हमारा |
तुम्हारा दिल करे जब आज़माना |

भरी है आशिक़ी नग़मों मेरे |
सुखन मेरा नहीं है सूफ़ियाना ||

चले आओ तुम्हे ‘सैनी’ बुलाये |
सजा है उसके दिल का आशियाना ||

डा० सुरेन्द्र सैनी   

 


nice,sir
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: July 16, 2014, 11:07:44 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause
behtreen peshkash sir ji dherooooooooooo daaaaaaadddddd
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: July 16, 2014, 11:10:40 PM »
Reply with quote
bahut khoob , saini saheb
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: July 17, 2014, 05:05:37 AM »
Reply with quote




Saini Sahaab Aadaab..!

Waah jee waah kia kahne... badi hi umdaa aur khoobsurat gazal kahi hai janab...
behad khoob khayaaloN ka umda muzahera kiya hai...

Sabhi ashaar umda huye haiN... is khoobsurat kalaam par humari hazaaroN daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhte rahiye... bazm ko roshan O aabaad karte rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez ...



“Bahut masroof hai khud meN zamaanaa.”
Fuzool usko hai apnaa gham sunaanaa.

Muhabbat kaa shajar jab bhee lagaanaa.
Samar meethaa ho esaa dhoondh laanaa.

Muqaabil aap see jab shakhshiyat hai.
Miree khushqismatee hai haar jaanaa.

Rahee hai chit tumhaaree pat tumhaaree.
Badaa mushkil hai tumse paar paanaa.

Lihaaz ab to karo kuchh umr kaa tum.
Are ab chhod bhee deeje sataanaa.


Yeh sher may be specially for Shebaa Sahibaa ...

;
Kisee kee aankh meN jab bhee namee ho.
Ghazal meree use fauran sunaanaa.

Badaa majboot hai seenaa hamaaraa.
Tumhaaraa dil kare jab aazmaanaa.

Bharee hai aashiqee naghmoN meN mere.
Sukhan meraa naheeN hai soofiyaanaa.

Chale aao tumhe ‘saini’ bulaaye.
Sajaa hai uske dil kaa aashiyaanaa.

Dr.Surendra Saini

बहुत मसरूफ़ है ख़ुद में ज़माना |
फ़ुज़ूल उसको है अपना ग़म सुनाना ||

मुहब्बत का शजर जब भी लगाना |
समर मीठा हो एसा ढूंढ लाना ||

मुक़ाबिल आप सी जब शख़्सियत है |
मिरी ख़ुशक़िस्मती है हार जाना ||

रही है चित तुम्हारी पट तुम्हारी |
बड़ा मुश्किल है तुम से पार पाना ||

लिहाज़ अब तो करो कुछ उम्र का तुम |
अरे अब छोड़ भी दीजे सताना ||

किसी की आँख में जब भी नमी हो |
ग़ज़ल मेरी उसे फ़ौरन सुनाना ||

बड़ा मजबूत है सीना हमारा |
तुम्हारा दिल करे जब आज़माना |

भरी है आशिक़ी नग़मों मेरे |
सुखन मेरा नहीं है सूफ़ियाना ||

चले आओ तुम्हे ‘सैनी’ बुलाये |
सजा है उसके दिल का आशियाना ||

डा० सुरेन्द्र सैनी   

 

Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #7 on: July 17, 2014, 06:37:41 AM »
Reply with quote
waah waah waah Janaab Nihaayat Umdah Peshkash hai, dheron daad.
Surindar.N
   icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #8 on: July 17, 2014, 10:25:32 AM »
Reply with quote
“Bahut masroof hai khud meN zamaanaa.”
Fuzool usko hai apnaa gham sunaanaa.

Muhabbat kaa shajar jab bhee lagaanaa.
Samar meethaa ho esaa dhoondh laanaa.

Muqaabil aap see jab shakhshiyat hai.
Miree khushqismatee hai haar jaanaa.

Rahee hai chit tumhaaree pat tumhaaree.
Badaa mushkil hai tumse paar paanaa.

Lihaaz ab to karo kuchh umr kaa tum.
Are ab chhod bhee deeje sataanaa.

Kisee kee aankh meN jab bhee namee ho.
Ghazal meree use fauran sunaanaa.

Badaa majboot hai seenaa hamaaraa.
Tumhaaraa dil kare jab aazmaanaa.

Bharee hai aashiqee naghmoN meN mere.
Sukhan meraa naheeN hai soofiyaanaa.

Chale aao tumhe ‘saini’ bulaaye.
Sajaa hai uske dil kaa aashiyaanaa.

Dr.Surendra Saini

बहुत मसरूफ़ है ख़ुद में ज़माना |
फ़ुज़ूल उसको है अपना ग़म सुनाना ||

मुहब्बत का शजर जब भी लगाना |
समर मीठा हो एसा ढूंढ लाना ||

मुक़ाबिल आप सी जब शख़्सियत है |
मिरी ख़ुशक़िस्मती है हार जाना ||

रही है चित तुम्हारी पट तुम्हारी |
बड़ा मुश्किल है तुम से पार पाना ||

लिहाज़ अब तो करो कुछ उम्र का तुम |
अरे अब छोड़ भी दीजे सताना ||

किसी की आँख में जब भी नमी हो |
ग़ज़ल मेरी उसे फ़ौरन सुनाना ||

बड़ा मजबूत है सीना हमारा |
तुम्हारा दिल करे जब आज़माना |

भरी है आशिक़ी नग़मों मेरे |
सुखन मेरा नहीं है सूफ़ियाना ||

चले आओ तुम्हे ‘सैनी’ बुलाये |
सजा है उसके दिल का आशियाना ||

डा० सुरेन्द्र सैनी   

 



waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #9 on: July 17, 2014, 01:42:16 PM »
Reply with quote
Waah Waah Waah........Bahut Bahut Khoob Sir, Har rang se ranga hai aapne is ghazal ko Sir...
Dheron daad..
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #10 on: July 17, 2014, 07:29:29 PM »
Reply with quote
waaaah waaah bahut khub saini sahab...

 Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #11 on: July 17, 2014, 09:25:51 PM »
Reply with quote
बहुत मसरूफ़ है ख़ुद में ज़माना |
फ़ुज़ूल उसको है अपना ग़म सुनाना ||

मुहब्बत का शजर जब भी लगाना |
समर मीठा हो एसा ढूंढ लाना ||

मुक़ाबिल आप सी जब शख़्सियत है |
मिरी ख़ुशक़िस्मती है हार जाना ||

रही है चित तुम्हारी पट तुम्हारी |
बड़ा मुश्किल है तुम से पार पाना ||

लिहाज़ अब तो करो कुछ उम्र का तुम |
अरे अब छोड़ भी दीजे सताना ||

किसी की आँख में जब भी नमी हो |
ग़ज़ल मेरी उसे फ़ौरन सुनाना ||

बड़ा मजबूत है सीना हमारा |
तुम्हारा दिल करे जब आज़माना |

भरी है आशिक़ी नग़मों मेरे |
सुखन मेरा नहीं है सूफ़ियाना ||

चले आओ तुम्हे ‘सैनी’ बुलाये |
सजा है उसके दिल का आशियाना ||
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut hi khoooob sir dheron dheron daaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaad Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #12 on: July 18, 2014, 02:57:02 AM »
Reply with quote
“Bahut masroof hai khud meN zamaanaa.”
Fuzool usko hai apnaa gham sunaanaa.
tum haso to saath sabhi hase.n ge!
roye gar to tanhaa padd jaao ge!! icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Muhabbat kaa shajar jab bhee lagaanaa.
Samar meethaa ho esaa dhoondh laanaa.
mushkil hai mere huzoor........qismat banaa ne waale ne kami na ki !
                               ab kise kyaa milaa moqaddar ki baat hai!!

                               
Muqaabil aap see jab shakhshiyat hai.
Miree khushqismatee hai haar jaanaa.
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =)) Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))angoor naa toote to khhatte ho gaye!
Rahee hai chit tumhaaree pat tumhaaree.
Badaa mushkil hai tumse paar paanaa.
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =)) =))tumhaari haar hi hai tumhaara jeet janaa.warna tum he.n pade ga pachhtanaa!
Lihaaz ab to karo kuchh umr kaa tum.
Are ab chhod bhee deeje sataanaa.
gar apni umr ka jo tumhe.n khud lihaaz hotaa!
phir badla-badla sa ashiqui ka andaaz hotaa!! icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Kisee kee aankh meN jab bhee namee ho.
Ghazal meree use fauran sunaanaa.
meri ghazal ke sher wo ta'ab rakhte hain!
sehra ko samandar banaa ne ka khawaab rakhte hain!! icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Badaa majboot hai seenaa hamaaraa.
Tumhaaraa dil kare jab aazmaanaa.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bharee hai aashiqee naghmoN meN mere.
Sukhan meraa naheeN hai soofiyaanaa.
sahi kahaa icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Chale aao tumhe ‘saini’ bulaaye.
Sajaa hai uske dil kaa aashiyaanaa.

dil ke aashiyaane mein hai ghhootan bahut!
jo ek baar gaye to phir kahaan zindaa bache!! icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!


Dr.Surendra Saini

बहुत मसरूफ़ है ख़ुद में ज़माना |
फ़ुज़ूल उसको है अपना ग़म सुनाना ||

मुहब्बत का शजर जब भी लगाना |
समर मीठा हो एसा ढूंढ लाना ||

मुक़ाबिल आप सी जब शख़्सियत है |
मिरी ख़ुशक़िस्मती है हार जाना ||

रही है चित तुम्हारी पट तुम्हारी |
बड़ा मुश्किल है तुम से पार पाना ||

लिहाज़ अब तो करो कुछ उम्र का तुम |
अरे अब छोड़ भी दीजे सताना ||

किसी की आँख में जब भी नमी हो |
ग़ज़ल मेरी उसे फ़ौरन सुनाना ||

बड़ा मजबूत है सीना हमारा |
तुम्हारा दिल करे जब आज़माना |

भरी है आशिक़ी नग़मों मेरे |
सुखन मेरा नहीं है सूफ़ियाना ||

चले आओ तुम्हे ‘सैनी’ बुलाये |
सजा है उसके दिल का आशियाना ||

डा० सुरेन्द्र सैनी    

 



dr ji wah wah wah wah...ek rau icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #13 on: July 18, 2014, 06:48:23 AM »
Reply with quote
“Bahut masroof hai khud meN zamaanaa.”
Fuzool usko hai apnaa gham sunaanaa.

Muhabbat kaa shajar jab bhee lagaanaa.
Samar meethaa ho esaa dhoondh laanaa.

Muqaabil aap see jab shakhshiyat hai.
Miree khushqismatee hai haar jaanaa.

Rahee hai chit tumhaaree pat tumhaaree.
Badaa mushkil hai tumse paar paanaa.

Lihaaz ab to karo kuchh umr kaa tum.
Are ab chhod bhee deeje sataanaa.

Kisee kee aankh meN jab bhee namee ho.
Ghazal meree use fauran sunaanaa.

Badaa majboot hai seenaa hamaaraa.
Tumhaaraa dil kare jab aazmaanaa.

Bharee hai aashiqee naghmoN meN mere.
Sukhan meraa naheeN hai soofiyaanaa.

Chale aao tumhe ‘saini’ bulaaye.
Sajaa hai uske dil kaa aashiyaanaa.

Dr.Surendra Saini

बहुत मसरूफ़ है ख़ुद में ज़माना |
फ़ुज़ूल उसको है अपना ग़म सुनाना ||

मुहब्बत का शजर जब भी लगाना |
समर मीठा हो एसा ढूंढ लाना ||

मुक़ाबिल आप सी जब शख़्सियत है |
मिरी ख़ुशक़िस्मती है हार जाना ||

रही है चित तुम्हारी पट तुम्हारी |
बड़ा मुश्किल है तुम से पार पाना ||

लिहाज़ अब तो करो कुछ उम्र का तुम |
अरे अब छोड़ भी दीजे सताना ||

किसी की आँख में जब भी नमी हो |
ग़ज़ल मेरी उसे फ़ौरन सुनाना ||

बड़ा मजबूत है सीना हमारा |
तुम्हारा दिल करे जब आज़माना |

भरी है आशिक़ी नग़मों मेरे |
सुखन मेरा नहीं है सूफ़ियाना ||

चले आओ तुम्हे ‘सैनी’ बुलाये |
सजा है उसके दिल का आशियाना ||

डा० सुरेन्द्र सैनी   

 

Bahut Khoob.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #14 on: July 18, 2014, 12:42:02 PM »
Reply with quote
shukriya anmol ji
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:24:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer