Aise Gunhaun Ko kyon karen !!

by qadeer_junaid on April 11, 2010, 11:48:18 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1352 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Aise Bhala Gunhaun Ko kyun karen !!
 sajde shajar hawaun ko kyun Karen !!

Uski surath a  haal khuch aisi thi  !!
radh koi duwaun ko kyun Karen !!

andhera hi muqaddar tahera apna !!
badnaam charagon ko kyun Karen !!

manzil sahera me  muqeem  apni !!
ruq bhala  baharon ko kyun Karen !!

har shaq mere gulshan ki qaar se judi !!
tanz qadeer gulabon ko kyun Karen !!

Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aao koi baat karen by muneeb in Shayri-E-Dard
KYOOn KAREn HUM GILA by GURCHARAN NARANG in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Aao ek shuruaat karen....! by Talat in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
kya karen by sanchit in Share:Love Poetry
KUCHH BHI KAREN KHUDA SE DAR KAR KAREN ..bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: April 11, 2010, 12:42:04 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Nafseeyati_Mareez
Guest
«Reply #2 on: April 11, 2010, 06:19:33 PM »
Reply with quote
Is khoobsurat peshkash ke liye daad kabool kare Qadeer Saheb.............. Clapping Smiley

Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #3 on: April 11, 2010, 11:24:30 PM »
Reply with quote
wah wah kya kehne ..badi umda ghazal likhi aap ne masha Allah ..bahoot khoob janaab
Aise Bhala Gunhaun Ko kyun karen !!
 sajde shajar hawaun ko kyun Karen !!

Uski surath a  haal khuch aisi thi  !!
radh koi duwaun ko kyun Karen !!

andhera hi muqaddar tahera apna !!
badnaam charagon ko kyun Karen !!

manzil sahera me  muqeem  apni !!
ruq bhala  baharon ko kyun Karen !!

har shaq mere gulshan ki qaar se judi !!
tanz qadeer gulabon ko kyun Karen !!

Qadeertoopchi
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: April 12, 2010, 01:38:20 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Qadeer ji.very touching gazal.lovely creation. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #5 on: April 12, 2010, 04:17:32 AM »
Reply with quote
wah wah kya kehne ..badi umda ghazal likhi aap ne masha Allah ..bahoot khoob janaab


Ghazal Ki paziyari ke liye Shukriya .. Is tarha Tarha Hausla Badate rahiyega Nazar Saheb .. Apko Ghazal Pasand aayi Samjho Qimat Wasool .. Allah apko khush rakhe ..


Qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #6 on: April 12, 2010, 06:04:27 AM »
Reply with quote
Mere Aziz ,salamwalekum

Apke Tareef ko Alfaz pahenana Mushkil hai ,, Apke Alfaz apki Mahobbath ko bayan karte hain .. Sub apki mahubbath aur hausla afzai hai jo likhne pe Aamda kar deti hai .. dad ke liye behad mumno hon .. Allah apko khush rakhe ..


Khadim

Qadeertoopchi
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #7 on: April 12, 2010, 06:09:09 AM »
Reply with quote
Wah wah Qadeer Sb. bahut behtreen ghazal kahi hai aapne. Marhaba.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: April 12, 2010, 07:45:48 AM »
Reply with quote
Bahut umda likha hai aap ne Qadeer Ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 12, 2010, 09:17:57 AM »
Reply with quote
Aise Bhala Gunhaun Ko kyun karen !!
 sajde shajar hawaun ko kyun Karen !!

Uski surath a  haal khuch aisi thi  !!
radh koi duwaun ko kyun Karen !!

andhera hi muqaddar tahera apna !!
badnaam charagon ko kyun Karen !!

manzil sahera me  muqeem  apni !!
ruq bhala  baharon ko kyun Karen !!

har shaq mere gulshan ki qaar se judi !!
tanz qadeer gulabon ko kyun Karen !!

Qadeertoopchi

Bahut Bahut Khoob Qadeer Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Yakeenan Aap mere Bhi Pasandida Shayaro mein Ek Ho Par yahan Shayari Sab Karte Hai Aur Sab Apne-Apne Jazbaat Apne Tareeke Se Pesh Kiya karte Hai..

Isliye Kisi Ka Bhi yeh Keh Dena  Bilkul Galat Hoga Ke

"Sahi Maayno mein Yeh Hai Shayari Jo Tum karte Ho"

Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #10 on: April 12, 2010, 11:17:00 AM »
Reply with quote
Khawish Sahab Aadab ,,

App bilkul sahi farma rahe hain ,, mai apki bath se bilmushafa itefaq dekhana chahunga , hum sub hi shayari karte hain apne apne jaazbaton ko qalam band karte hain , waise mai koi shayar to ho nahi bus sikh raha hon , ap ki mahubbath hai jo ap mujhe kissi qabil samjhte hain , waise mujhe bhi thik nahi laga uper likhe gaye comments padkar .. I request Nafsiyati Mariz ji , please modify the reply , hope you did not misunderstand us , allah subko qair de ..


Khadim

Qadeertoopchi
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #11 on: April 12, 2010, 11:22:50 AM »
Reply with quote
bahoooot bahoot khoob qadir bhai.....behad asardaar hai har sher...daad kabool karen....
@khwaish bro
aapki baat se mai poori tarah sahmat hun..
again @ qadeer bhai,
aapke jajbe ki tah-e-dil se tareef karta hun
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #12 on: April 12, 2010, 11:30:06 AM »
Reply with quote
bahoooot bahoot khoob qadir bhai.....behad asardaar hai har sher...daad kabool karen....
@khwaish bro
aapki baat se mai poori tarah sahmat hun..
again @ qadeer bhai,
aapke jajbe ki tah-e-dil se tareef karta hun


Karam Nawazi ka shukriya Sanjeev sahab , Jo baath sach hai wo sach hai , muqalifat honi chahiye .. no one is complete .. we all have to learn a lot .. Shukriya apki faraq dili ka .. Waise bade din baad apki dad pakar acha laga .. waqath nikala kariya doston ke liye janab .. allah apko khush rakhe ..

Qadeertoopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: April 12, 2010, 12:00:19 PM »
Reply with quote
Khawish Sahab Aadab ,,

App bilkul sahi farma rahe hain ,, mai apki bath se bilmushafa itefaq dekhana chahunga , hum sub hi shayari karte hain apne apne jaazbaton ko qalam band karte hain , waise mai koi shayar to ho nahi bus sikh raha hon , ap ki mahubbath hai jo ap mujhe kissi qabil samjhte hain , waise mujhe bhi thik nahi laga uper likhe gaye comments padkar .. I request Nafsiyati Mariz ji , please modify the reply , hope you did not misunderstand us , allah subko qair de ..


Khadim

Qadeertoopchi

Aapka yeh Jawaab Padhkar Qadeer Ji bahut Khushi Hui Aur Dil Ko Ek Tasalli Bhi,  ke Aapne Galat Nahi Samjha..Aapki Soch Aur Samaj Ki main Izzat Karta Hoon..Aapne Iss Baat Ko samjha..Teh Dil Se shukriya Aapka Aur Aapke har Kalaam Ka Mujhe Besabri Se Intezaar Hoga...Shukriya
Logged
qadeertoopchi.1
Guest
«Reply #14 on: April 13, 2010, 04:24:40 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

karam nawazi ke liye shukar guzar hon adeel sahab..

khush rahen hamesha ...



khadim

qadeertoopchi
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 07:25:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer