Apne haathon ko duaon mein utaaye hue rakhna..............................Aqsh

by aqsh on April 16, 2013, 07:17:05 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3118 times)
sbechain
Guest
«Reply #15 on: April 16, 2013, 09:05:12 PM »
Reply with quote
Tumhare ishq se hi bani hoon main
Pehle zinda thi ab jee rahi hoon main


               Aashiqui2


Apne raahon ke charagon ko, jalaaye hue rakhna
Chaahe kuch bhi ho, mujhe apna banaaye hue rakhna

Tujhse hi mera wajood, meri saanseiN hai sanam
Mujhe khwaab ki tarah, palkhoN meiN basaaye hue rakhna
ajeeb zabardasti hai. mere aashiq ko tum kyon chhinn rahi ho. koi aur dekh Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Is zindagi ko hum, kho na de kahiN intezaar meiN
Apne haathon ko duaoN meiN uthaaye hue rakhna
bechara sirf yehi kare ga aur kuch nahin Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
Saans bhi lo toh bikhar jaaye, khushboo-e-wafa har soo
Mere mohabbat ke baagh ko, mehkaaye hue rakhna
kisi baaghbaan(gardner) se ishq karo to behter hai. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Tere tassavur, teri hi khayaloN se, bandhi rahooN main
Baghbaan bankar mere dil ke phoolon ko, khilaaye hue rakhna
ajeeb musibat hai koi aur profession ke insaan ko apna banaao. engineer, doctor, IT professional to baat bane icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
Peene ke liye toh tere laboN se, zeher bhi pee le “Aqsh”
Shart yeh hai ki mujhe, baanhoN meiN samaaye hue rakhna
ye kya baat hui marne ke baad dafan nahin kare ga saari zindagi murde ko baaho.n mein kaise liye rahe ga....bolo bolo icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch



nice aqsh..............!
Logged
aqsh
Guest
«Reply #16 on: April 16, 2013, 09:29:53 PM »
Reply with quote

nice aqsh..............!

hahahahaha sheba ji kya baat hai aapke jawab ka bhi jawab nahi. thnx for reading it.
Logged
mkv
Guest
«Reply #17 on: April 16, 2013, 10:24:53 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Aqsh jee
Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #18 on: April 16, 2013, 10:35:49 PM »
Reply with quote
bahut khoob , aqsh ji. hubsurat ghazal ke liye mubarakbad.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #19 on: April 16, 2013, 11:14:39 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Aqsh jee
Applause Applause Applause
thnx mukesh ji
Logged
aqsh
Guest
«Reply #20 on: April 16, 2013, 11:15:29 PM »
Reply with quote
bahut khoob , aqsh ji. hubsurat ghazal ke liye mubarakbad.
thnx a lot hasan ji
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #21 on: April 17, 2013, 12:08:19 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Wah.Wah,Wah Aqsh Mam,
Really beautiful and romantic ghazal.Such me Jadoo kar diya.Aapko dili mubarakbaad.
Logged
champak
Guest
«Reply #22 on: April 17, 2013, 12:47:53 AM »
Reply with quote
bahut khoobsurat aqsh Sir!.... Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #23 on: April 17, 2013, 01:13:45 AM »
Reply with quote

nice aqsh..............!

Tumhare ishq se hi bani hoon main
Pehle zinda thi ab jee rahi hoon main

               Aashiqui2


Apne raahon ke charagon ko, jalaaye hue rakhna
Chaahe kuch bhi ho, mujhe apna banaaye hue rakhna

Tujhse hi mera wajood, meri saanseiN hai sanam
Mujhe khwaab ki tarah, palkhoN meiN basaaye hue rakhna
ajeeb zabardasti hai. mere aashiq ko tum kyon chhinn rahi ho. koi aur dekh Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Is zindagi ko hum, kho na de kahiN intezaar meiN
Apne haathon ko duaoN meiN uthaaye hue rakhna
bechara sirf yehi kare ga aur kuch nahin Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
Saans bhi lo toh bikhar jaaye, khushboo-e-wafa har soo
Mere mohabbat ke baagh ko, mehkaaye hue rakhna
kisi baaghbaan(gardner) se ishq karo to behter hai. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Tere tassavur, teri hi khayaloN se, bandhi rahooN main
Baghbaan bankar mere dil ke phoolon ko, khilaaye hue rakhna
ajeeb musibat hai koi aur profession ke insaan ko apna banaao. engineer, doctor, IT professional to baat bane  icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
Peene ke liye toh tere laboN se, zeher bhi pee le “Aqsh”
Shart yeh hai ki mujhe, baanhoN meiN samaaye hue rakhna
ye kya baat hui marne ke baad dafan nahin kare ga saari zindagi murde ko baaho.n mein kaise liye rahe ga....bolo bolo icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch

PAD KAR LAGTA HAI TAREEF PE TAREEF MAIN  KAROON
KIS KI TAREF KAROON AQSH KI KAROON YA SHEBA KI KAROON

MAZA AA GAY PAD KAR DIL KARTA HAI TAREEF KARTA HI RAHOON
KISI KO NARAZ KAR NAHI SAKTA IS LIYE TAREF DONO KI KAROON
Logged
aqsh
Guest
«Reply #24 on: April 17, 2013, 01:18:03 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Wah.Wah,Wah Aqsh Mam,
Really beautiful and romantic ghazal.Such me Jadoo kar diya.Aapko dili mubarakbaad.
thnx sudhir ji a lot.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #25 on: April 17, 2013, 01:19:23 AM »
Reply with quote
bahut khoobsurat aqsh Sir!.... Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
champakji i m a lady and thnx for the appreciation.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #26 on: April 17, 2013, 01:20:20 AM »
Reply with quote
Tumhare ishq se hi bani hoon main
Pehle zinda thi ab jee rahi hoon main

               Aashiqui2


Apne raahon ke charagon ko, jalaaye hue rakhna
Chaahe kuch bhi ho, mujhe apna banaaye hue rakhna

Tujhse hi mera wajood, meri saanseiN hai sanam
Mujhe khwaab ki tarah, palkhoN meiN basaaye hue rakhna
ajeeb zabardasti hai. mere aashiq ko tum kyon chhinn rahi ho. koi aur dekh Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Is zindagi ko hum, kho na de kahiN intezaar meiN
Apne haathon ko duaoN meiN uthaaye hue rakhna
bechara sirf yehi kare ga aur kuch nahin Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
Saans bhi lo toh bikhar jaaye, khushboo-e-wafa har soo
Mere mohabbat ke baagh ko, mehkaaye hue rakhna
kisi baaghbaan(gardner) se ishq karo to behter hai. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Tere tassavur, teri hi khayaloN se, bandhi rahooN main
Baghbaan bankar mere dil ke phoolon ko, khilaaye hue rakhna
ajeeb musibat hai koi aur profession ke insaan ko apna banaao. engineer, doctor, IT professional to baat bane  icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
Peene ke liye toh tere laboN se, zeher bhi pee le “Aqsh”
Shart yeh hai ki mujhe, baanhoN meiN samaaye hue rakhna
ye kya baat hui marne ke baad dafan nahin kare ga saari zindagi murde ko baaho.n mein kaise liye rahe ga....bolo bolo icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch

PAD KAR LAGTA HAI TAREEF PE TAREEF MAIN  KAROON
KIS KI TAREF KAROON AQSH KI KAROON YA SHEBA KI KAROON

MAZA AA GAY PAD KAR DIL KARTA HAI TAREEF KARTA HI RAHOON
KISI KO NARAZ KAR NAHI SAKTA IS LIYE TAREF DONO KI KAROON
thankyou so much bansiji.
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #27 on: April 17, 2013, 11:24:02 AM »
Reply with quote
bhut khub...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #28 on: April 17, 2013, 12:06:34 PM »
Reply with quote
bhut khub...
thnx rajan ji..
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #29 on: April 17, 2013, 12:43:44 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:09:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer