Apne Jaisa Mujhko Bana Sako To Mujhe Bata Do.....

by khwaish on June 25, 2009, 06:29:18 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 5899 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: June 26, 2009, 12:36:12 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Pops  Applause Applause Applause Beautiful reply dear.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #16 on: June 26, 2009, 05:28:17 PM »
Reply with quote

Har janam me hum tera sath nibhana chahte hai
Kaise kahe tujhe hum apna bnana chahte hai

Khushi baati hai humne har lamha teri
Gum k daur me bhi tera sath nibhana chahte hai

Aaj tujhe dar lagta h tere apno se bhi
Tere har dar ko hum tujhse juda karna chahte hai

Haalat jo laaye h ashq teri aankho mai
Un ashqon ko hum apni aankho me sjana chahte hai

Tha jab mausam bahaar ka tere sath kaate the din-raat
Patjhad me bhi tera sath nibhana chahte hai

Takraar mithi  mithi aksar hoti h pyar me
Tu jo khfaa ho jaye tujhe pyar se mnana chahte hai

Jo keh de tu lafj wahi geet h mere liye
Tere sang tera har geet gungunana chahte hai

Khud k jaisa kaise bna skte hai tujhe hum
Khud ko tere jaisa,tere kaabil bnana chahte h

Mufassal jawaab!! Waah kya kehne... Bohot khoob likha he aapne.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #17 on: June 26, 2009, 05:29:31 PM »
Reply with quote
Sach kaha Sayyid.....Bohot Khoob !

Shukriya celmira ji.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #18 on: June 26, 2009, 05:30:27 PM »
Reply with quote
bahut khub Sayyid ji

Zarrah nwazi ka shukriya.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #19 on: June 26, 2009, 05:43:56 PM »
Reply with quote
bahoth umda khuwiesh sahab bahoth qoob har ashar apni sacha-e-khud bayan karne pe amda hai apki koshish kamiyaab rahi .. bahoth qoob allah apke kalamo ko miyari izzath de !!

apki tarz per

andheron ko zindagi se mita sako to mujhe bata do !!
meri bina-e- mujhe lauta sako to mujhe bata do !!

Qadeertoopchi

Bahut Bahut Shukriya Qadeer Bhai!! Jab Bhi Kuch Likhta Hoon,Yeh Zaroor Sochta Hoon ke Kaash Yeh Kalam,Mere Pasandida Shayar\Shayara Tak Pahunche..Aapke Comments Iss Ghazal Par Aate Dekh kar,Ek Raahat si mili hai Ke Qadeer Bhai ne Iss Ghazal ko Padha Aur saragha..Teh Dil Se Shukriya Qadeer bhai..

Aur Bahut Bahut Khoob Mere Bhai..Bahut Acha Likha Hai Aapne.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #20 on: June 26, 2009, 05:50:08 PM »
Reply with quote

Bohot khoob khwaish bhai is ke bare me bas yahi kahunga.....

Koi ghazal bhi kisi ki aysi, bata sako to mujhe bata do
Jo baat is me he wo kisi me, dikha sako to mujhe bata do

Jo gham ke maare hain is jahan me, wo dil ki nazron se dekhte hain
Jo dil ke gham ko meri nazar se, chhupa sako to mujhe bata do

                                -: Sayyid Randeri

Bahut Bahut Bahut Shukriya Randerisaheb jo Aap Yahan Par Aaye,Aapne Iss Ghazal Ki Tareef mein Itna Kuch keh Diya Ke,Main kya Kahoon!!!
Randei Saheb Yuhi Humara Hausla Badhate Rahiye,Aap Se Bahut kuch Sikhne Ko Milta Rahega..Teh dil Se shukriya Randeri Saheb!!!

Aur Aakhri Ashaar Mein To Duniya Bhar ki Gehrai Chupi Hai..

Bahut Bahut Khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #21 on: June 26, 2009, 05:52:46 PM »
Reply with quote
Ek baar padha, dobara dekha, teebara fir se nazron yahin aa gai.....aur sach me yun laga mano mere dil ki baat aapke kalam se nikli.....yaqeen mano khwaish bro....yoindia ke taaj me aapki taraf se ye ek beshkeemati nageena hai..
mujhe behad pasand aai aapki ye rachna.....hazaron daad aapko
Applause Applause

poppoetry aapne bhi behtreen jawab diya...wah wahhh

aur randeri sahab ne to chaar lines me hi maidaan maar liya bahoot sunder likha janab..lekin gayab kahan ho jaate hain aap  Is it SO!

topachi sahab bahoot khoob rahi aapki do line bhi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #22 on: June 26, 2009, 05:54:38 PM »
Reply with quote
Khwaish ,

Bohot bohot khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Jitni taareef ki jaaye kam...Bohot sachche jazbaat hain...aur unko khoobsurat lafzon main baandha hai....Bohot Khoob Dost  icon_thumleft

Bahut Bahut Shukriya Mere Dost!!!!

Thanx A Million For Appreciating!!! Aapke Comments Na Ho To Darr Sa Lag jaata Hai ke Shayad Iss Ghazal Mein Woh Baat Na Bani,Ke Talat Ke Commnents Naa Aaye..Thankyou Soooooooooo Much!!!! notworthy notworthy notworthy
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #23 on: June 26, 2009, 05:59:03 PM »
Reply with quote
Wah wah kamaal ka likha aap sabne,Khwaish ji,Prateek ji,Sayyid ji,J,Qadeer ji
beautiful gazal. Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Thankyou Sooooooooo Much madhuji For Always Appreciating And Reading My poetries..Yhankyou Sooooooo Much Dear!!! icon_salut icon_salut
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #24 on: June 26, 2009, 06:04:51 PM »
Reply with quote
bahoot behtrin......bahoot bahoot bahoooooooot khuuuuuuub Khwaish ji
          Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Jwab me khuch likhne ki koshish ki hai....gustakhi maaf

Har janam me hum tera sath nibhana chahte hai
Kaise kahe tujhe hum apna bnana chahte hai

Khushi baati hai humne har lamha teri
Gum k daur me bhi tera sath nibhana chahte hai

Aaj tujhe dar lagta h tere apno se bhi
Tere har dar ko hum tujhse juda karna chahte hai

Haalat jo laaye h ashq teri aankho mai
Un ashqon ko hum apni aankho me sjana chahte hai

Tha jab mausam bahaar ka tere sath kaate the din-raat
Patjhad me bhi tera sath nibhana chahte hai

Takraar mithi  mithi aksar hoti h pyar me
Tu jo khfaa ho jaye tujhe pyar se mnana chahte hai

Jo keh de tu lafj wahi geet h mere liye
Tere sang tera har geet gungunana chahte hai

Khud k jaisa kaise bna skte hai tujhe hum
Khud ko tere jaisa,tere kaabil bnana chahte h

Bahut Bahut Bahut Shukriya Pooja...Aur yakeen Maaniye,Aapki Iss Kalam ne,Aapkke mere Har Baat ke Jawaab ne To mujhe Khamosh Saa Kar gaya..pooja,Aap Yakeenan Yoindia Ke Umda Shayara Mein Se Ek Ho Gaye Ho..Aap Bahut Asaani se Har baat Ko Lafzo mein Dhaal Dete Ho...
Bahut Bhaut Bahut Khhob Pooja.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #25 on: June 26, 2009, 06:18:32 PM »

Ab Aapke Iss Kalaam Ke Jawaab Par kuch likhne Ki koshish Kar Raha Hoon Pooja..

Woh Tera Saath Kya Nibha Paayega,
Jisne Har Mehfil mein Apne Aap Ko Hai Tanha Dekha...

Duniya mein Bheed To Bahut Hai Par Usne Hai,
Apne Aap Ko Hai Humesha Se Akela Dekha....

Yeh Baat Nahi Ke Mujhe Tujh Par Aitbaar Nahi,
Maine To Apni Tasveer mein Bhi Hai Chehra Tera Dekha....

Hum To Sirf Kaante Hai, Aur Kaanton Ki Koi Ehmiyat nahi Hoti,
Kaanto ne Kabhi Nahi hai APne Naseeb Mein Gule-Sehra Dekha!!!!!

Ab To Ek Hi Khwaish Hai ke Tujhe Inn Palkon mein Apne Qaid Karloon,
"Khwaish" Hi Jaanta Hai Ke Usne Zinagi Mein Apne Hai Kya-Kya DEkha!!!!

Haan, mujhe Mere Apno se Bhi Darr Lagta Hai,
Jab Bhi Nikla Hoon Apne Ghar se,Iss Shehar Ka Ek Ajeeb Sa Nakhsa Dekha!!!

Teri Baaton se Itna To Yaaken Hai Mujhe,
"Khwaish" Ne Tujhme Hai Kahin Na Kahin Apna Humsaaya Dekha!!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #26 on: June 26, 2009, 06:26:48 PM »
Reply with quote
Ek baar padha, dobara dekha, teebara fir se nazron yahin aa gai.....aur sach me yun laga mano mere dil ki baat aapke kalam se nikli.....yaqeen mano khwaish bro....yoindia ke taaj me aapki taraf se ye ek beshkeemati nageena hai..
mujhe behad pasand aai aapki ye rachna.....hazaron daad aapko
Applause Applause

poppoetry aapne bhi behtreen jawab diya...wah wahhh

aur randeri sahab ne to chaar lines me hi maidaan maar liya bahoot sunder likha janab..lekin gayab kahan ho jaate hain aap  Is it SO!

topachi sahab bahoot khoob rahi aapki do line bhi

Bahut Bahut Shukriya Sanjeev Bro....Apane Itna Kuch Keh diya Jiske Main Laayak nahi...Yeh Aapka Badapan hai ke Aapne Itni Tareef kardi..Kuch Jazbaaton ko Hum Kalam Se Utaar To dete Hai par Likhne Wale Se Zyaada Usse Padhkar Samajhne Wale ki tareef hai..Aapne Yeh kahan Ke Apane Iss Ghazal Ko Teen Baar Padha,Isse Badhkar Iss Ghazal Ka Koi inaam Nahi Ho Sakta.. Hats off to you!

Thannx A Million Sanjeev Bro.. Thankyou !
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #27 on: June 27, 2009, 06:28:01 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Pops  Applause Applause Applause Beautiful reply dear.
thanx a lot Celmira ji.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #28 on: June 27, 2009, 06:30:08 AM »
Reply with quote
Mufassal jawaab!! Waah kya kehne... Bohot khoob likha he aapne.
bahut bahut bahut shukriya sayyid ji.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #29 on: June 27, 2009, 06:44:11 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Bahut Shukriya Pooja...Aur yakeen Maaniye,Aapki Iss Kalam ne,Aapkke mere Har Baat ke Jawaab ne To mujhe Khamosh Saa Kar gaya..pooja,Aap Yakeenan Yoindia Ke Umda Shayara Mein Se Ek Ho Gaye Ho..Aap Bahut Asaani se Har baat Ko Lafzo mein Dhaal Dete Ho...
Bahut Bhaut Bahut Khhob Pooja.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

shukriya Khwaish ji....bahut khushi hui aapko jwab pasand aaya....maine jo bhi sikha h yahi se sikha hai.....aap sabse sikha hai...aaj mai khuch likh pati hu to sirf aur sirf yoindia ki vajah se hi.....teh dil se shukriya notworthy notworthy
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:16:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer