Aqri Lamhon Ka ahetram to kar

by qadeer_junaid on April 18, 2010, 04:01:26 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2109 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #15 on: April 25, 2010, 06:35:52 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Qadeer Bhai,.
Mashallah, Allah Aur Taaqat Bakhshe Aapke Kalam Ko,.

[sizi=12pt]
Musalsal Haadso Se Bas Itni Shikaayat Hai,.
Ke Ye Aansoon Bahaane Ki Bhi Mohallat Nahi Dete,.

-Waseem Barelvi-

Ghazal Pazirai ke liye mamno hon , aur duwaun ke liye shukar guzar .. allah apko khush rakhe ..

Duwa Go

Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kissi Ki AQri Hichki kissi ki dil laggi hogi !! by abdulqadeer in Ghazals
Guftugu Ke Lamhon Mein... by angel4u in Shayri-E-Dard
~Lamhon ko Guzarte Dekha~ by pankshivam in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Un Bejaan Lamhon Ki Kasam ... by tamanna_me in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Chand lamhon mein... by daljeet_faqeer in Shairi - E - Zindagi
abdulqadeertoopchi
Guest
«Reply #16 on: May 09, 2010, 06:54:35 PM »
Reply with quote
bhai aapko kya kahoon aap log toh mere senior hoon bas itna kahoonga kii aapki kalam se nikla ek lafz bhi ek khoob surat ghazal hai

do lines aapke liye agar pasand aaye toh chhote bhai ka saath dijiyega


wah kya qoob kaha hai sahil..jawab nahi apka ..bhai mazrath khaw hun ke derse nazar padi .. umid hai darkinar karenge .. behad shukriya hausla afzai ke liye .. allah apko khush rakhe..


duwa go

qadeertoopchi



badi der se aaye tum ab toh mujhe jaana hai
tere hisse kii main chhod gaya mehfil. mere hisse toh kabra ka aashiana hai
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #17 on: May 10, 2010, 12:52:33 PM »
Reply with quote
Wah ji wah kya hi khoob likha hai Qadeer Sb. Marhaba.


janab a mann riyaz saheb ,, inayath ke liye mashkoor hon o mamno hon ,, taqir ke liye mazrath khaw hon .. allah apko khush rakhe..


khadim

qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #18 on: May 10, 2010, 01:22:05 PM »
Reply with quote
Bhai Qadeer Aadab...
Umeed Karta Hun Aap Khariyat Se Honge...!
Aur Kya Kahun Is Khoobsurat Ghazal Pe Main
Bas Itna Hi Kehna Chaunga Ki Is Dil Se Likhe Kalaam Ke Liye...
Dil Se Hazaaron Da'd Hazir Hain..Kabul Farmaye

Bahut Umda Peshkash Bhai...Mubaraq Ho.... Applause Applause Applause


Yun Hi Mehfil Ki Raunaq Afzaii Karte Rahiye


Khush Rahiye...


~Shihab~



bhai shihab ,

mai bus qairiyath se hon ,umid hai ap bhi uski aman me honge .. bhai dad ke liye behad mashkoor o mumnoo hon .. allah apko khush rakhe ..


apka bhai

qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #19 on: May 10, 2010, 01:28:21 PM »
Reply with quote
Mohtaram Janab Qadeer Saheb Aadab...
Mana Meri Comment Itni Achchi Nahi Hai
Phir Bhi Kya Main Usko Nazar Andaz Karne Ki Wajah Jan Sakta Hun?
Gar Aapko Mera Comment Karna Pasand Nahi To Bejijak Keh Dijiyega...


Khush Rahiye...

ALLAH Hafiz...


~Shihab~


janab a mann shihab saheb ,, walekum aadab,

yaar jigar , baath aisi nahi ,yahan internet ka khuch jhol hai bhai .. kabhi sahi to kabhi nahi .. jis waqath apki comments mili uss waqath server ki qarabi ki banisbath reply na kar saka uske baad hum is galath fahemi the ke apko reply de diya ho .. jub apka ye message pada to baukhla gaya ..aur mazeed phir se nazar dali to ye baath ayan howi ke hum ne apka shukriya ada karne se chuk gaye .. uske liye mazrath khaw hon mere bhai .. aur jigar apki dad dil ko pahoncti hai to dil se jawab bhi nikal aajta hai agli baar se alfaz ka jama pahenaya karonga .. yaar bhai kahete ho aur ye formalities bhi .. ha ha ha.. chalen mai mazrath khaw hon .. allah tumhe khush rakhe ..


apka bhai
qadeertoopchi
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #20 on: May 10, 2010, 09:04:57 PM »
Reply with quote
Wah wah Qadeer ji bahut badiya gazal pesh kiya aapne,bahut pasand aayi .mindblowing creation.keep it up. Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #21 on: May 11, 2010, 10:05:53 PM »
Reply with quote
Qadeer bhai mashallah kya baat hai bhut khoob kehte hain aap aapke jazbaato.n mai rawaani hai sahab khoob aur bhut khoob yu.N hi likhte rahiye aur mehfil ko apne khoobsurat kalaamo.N se sajaate rahiye, daad hazir hai is shaandaar takhleeq ke liy.N qubool karei.N 


aslam
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #22 on: May 17, 2010, 06:34:27 PM »
Reply with quote
Qadeer bhai mashallah kya baat hai bhut khoob kehte hain aap aapke jazbaato.n mai rawaani hai sahab khoob aur bhut khoob yu.N hi likhte rahiye aur mehfil ko apne khoobsurat kalaamo.N se sajaate rahiye, daad hazir hai is shaandaar takhleeq ke liy.N qubool karei.N 


aslam

Aslam bhai Inayath ke liye behad mashkoor o mumnoo hon , bhaijaan sub apki mahubbath hai jo meri adna si koshish ko nawaz te ho , apki pakiza nazron ka kamal hai baaqi hamari koi bisath nahi apke aage .. allah apko khush rakhe ..

Khadim

Qadeertoopchi

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 10:47:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer