ARZ KAROON... "MohaN"

by surindarn on October 02, 2020, 08:06:17 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 606 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
ARZ KAROON

Gar kuchh ijaazat hee ho aapkee to main yeh arz karoon
Ho mujhkee jaanib dhayaan hee zaraa to yeh arz karoon

................................................. ..............................

Naa.gahaa lutaa dein mujh par apnaa dil gawaaraa hahin
Hazoor se zaraa arz kar doon meraa dil kunwaaraa nahin

Meree salah maaniye apni nighaa kahin aur hee phiraa lo
Main aur meraa dil koi hosin yaa rangeen nazaaraa nahin

Meraa kahaa maaniye aap khudko kahin aur sajaa leejiye
App taleem yaaftaa hee hain aap kaa dil bechaaraa nahin

Main to hoon abb woh behtaa daryaa jisskaa kinaaraa hai
Main banaa loon koi aur hee kinaaraa woh kinaaraa nahin

Jaan leejiye yeh dil humaaraa abb koi dil humaaraa nahin
Isse koi aur chor churaale hazoor hargiz gunwaaraa nahin

Meraa dil to bikaa thaa ek baar woh meree marzee hee se
Koi bolee bharhaa hee le jaaye yeh asool humaaraa nahin

Mujhe apne paakdaaman kaa khoob ehsaas hai eh sarkaar
Dil-e-humdam merye paas hee hai main besahaaraa nahin

Doobaa hai waqt-e-azal se puraani rawaayaat mein MohaN
Abb giraa loon kisee nayee tehzeeb mein ganwaaraa nahin


Surindar N.      "MohaN"
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: October 03, 2020, 02:28:52 PM »
Reply with quote
ARZ KAROON

Gar kuchh ijaazat hee ho aapkee to main yeh arz karoon
Ho mujhkee jaanib dhayaan hee zaraa to yeh arz karoon

................................................. ...............................

Naa.gahaa lutaa dein mujh par apnaa dil gawaaraa nahin
Hazoor se zaraa arz kar doon meraa dil kunwaaraa nahin

Meree salah maaniye apni nighaa kahin aur hee phiraa lo
Main aur meraa dil koi hosin yaa rangeen nazaaraa nahin

Meraa kahaa maaniye aap khudko kahin aur sajaa leejiye
App taleem yaaftaa hee hain aap kaa dil bechaaraa nahin

Main to hoon abb woh behtaa daryaa jisskaa kinaaraa hai
Main banaa loon koi aur hee kinaaraa woh kinaaraa nahin

Jaan leejiye yeh dil humaaraa abb koi dil humaaraa nahin
Isse koi aur chor churaale hazoor hargiz gunwaaraa nahin

Meraa dil to bikaa thaa ek baar woh meree marzee hee se
Koi bolee bharhaa hee le jaaye yeh asool humaaraa nahin

Mujhe apne paakdaaman kaa khoob ehsaas hai eh sarkaar
Dil-e-humdam merye paas hee hai main besahaaraa nahin

Doobaa hai waqt-e-azal se puraani rawaayaat mein MohaN
Abb giraa loon kisee nayee tehzeeb mein ganwaaraa nahin


Surindar N.      "MohaN"
[/quote] Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: October 04, 2020, 02:30:18 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: October 05, 2020, 02:05:45 PM »
Reply with quote
ARZ KAROON

Gar kuchh ijaazat hee ho aapkee to main yeh arz karoon
Ho mujhkee jaanib dhayaan hee zaraa to yeh arz karoon

................................................. ..............................

Naa.gahaa lutaa dein mujh par apnaa dil gawaaraa nahin
Hazoor se zaraa arz kar doon meraa dil kunwaaraa nahin

Meree salah maaniye apni nighaa kahin aur hee phiraa lo
Main aur meraa dil koi hosin yaa rangeen nazaaraa nahin

Meraa kahaa maaniye aap khudko kahin aur sajaa leejiye
App taleem yaaftaa hee hain aap kaa dil bechaaraa nahin

Main to hoon abb woh behtaa daryaa jisskaa kinaaraa hai
Main banaa loon koi aur hee kinaaraa woh kinaaraa nahin

Jaan leejiye yeh dil humaaraa abb koi dil humaaraa nahin
Isse koi aur chor churaale hazoor hargiz gunwaaraa nahin

Meraa dil to bikaa thaa ek baar woh meree marzee hee se
Koi bolee bharhaa hee le jaaye yeh asool humaaraa nahin

Mujhe apne paakdaaman kaa khoob ehsaas hai eh sarkaar
Dil-e-humdam merye paas hee hai main besahaaraa nahin

Doobaa hai waqt-e-azal se puraani rawaayaat mein MohaN
Abb giraa loon kisee nayee tehzeeb mein ganwaaraa nahin


Surindar N.      "MohaN"
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: October 06, 2020, 02:03:19 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #5 on: October 07, 2020, 02:03:39 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #6 on: October 08, 2020, 01:58:04 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
Bahut shukria all readers.
 notworthy notworthy notworthy
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 12, 2025, 05:12:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer