aur kya karta ~~ saahil

by salil2002 on August 04, 2009, 10:56:00 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 980 times)
salil2002
Guest
Reply with quote
nishaan mita daale maine mohabbat k apni
dard dil main rakh k aur kya karta

khaton main likhi thi dastaan-e-tulaanii* apni
main oos ko padta , toh pad k kya karta

hansi na lautegi yeh keh gaye yaar mere
main hansta , bhi toh hans k kya karta

mehfil ka mahol tha bada giraft main
na sajata teri mehfil toh aur kya karta


shaam gujar jaati hai  mujhse teri baat chhed kar
shab bhi kehti rahi jaane ko, main ruk k aur kya karta

qatil ka kehnahi sahi hai,kii woh khatawaar nahi
khatm tha SAAHIL kab se, woh QATL na karta toh aur kya karta



tulaani - long
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Karta hai!! by thycreator in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 7 8 »
arz karta hun by zafarzeeshan in Shayri for Khumar -e- Ishq
- Dil Karta Hai - by Meena in Shayri for Dard -e- Judai
*~*~*JeE kArTa HaI*~*~* by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
KYA KARTA by ROMEY in Shayeri for Dard -e- Bewafai
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: August 04, 2009, 11:04:01 AM »
Reply with quote
Wah Saahil ji bahut khoob,touching,very beautiful creation. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: August 05, 2009, 11:51:54 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Salil
Logged
salil2002
Guest
«Reply #3 on: April 25, 2010, 01:59:29 PM »
Reply with quote
thnks alot celmira di and laila dear
Logged
neelgold
Guest
«Reply #4 on: April 25, 2010, 03:55:30 PM »
Reply with quote
JSt SUpreb

No words ...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP

Tum ek sham ka vada kaar ke gaye the
Hum aaj bi ussi Intzaar main bethe hai
Na muqdaar ko manzoor tha shyed hamra milna
Hum aaj bi haath utha fariyaad Liye bethe hai
Kabhi to hoga uska Rehem-o-KAram hum paar
Hum aaj bi tumare raste main apna DIL bechae bethe hai
Aonge tum kabhi to bhool se is aur kabhi
Ajj bi issi yakin pe hum yeh Duniya bhulai bethe hai
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: April 26, 2010, 01:05:37 PM »
Reply with quote
main os ko padhta....... Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #6 on: April 27, 2010, 10:59:41 PM »
Reply with quote
bhut achay Saahil.................


aaina
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: April 28, 2010, 12:18:08 AM »
Reply with quote
bahut hi khoob... aapki ye kavita hamare nazron se chhupi reh gayi thi.... bahut hi khoobsurti se aapne apne dard ko pesh kiya hai.... bahut khoob... maan gaye ji Neel ji aapko... jawaab nahi aapka bhi...!!!

KAMAAL

JSt SUpreb

No words ...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP

Tum ek sham ka vada kaar ke gaye the
Hum aaj bi ussi Intzaar main bethe hai
Na muqdaar ko manzoor tha shyed hamra milna
Hum aaj bi haath utha fariyaad Liye bethe hai
Kabhi to hoga uska Rehem-o-KAram hum paar
Hum aaj bi tumare raste main apna DIL bechae bethe hai
Aonge tum kabhi to bhool se is aur kabhi
Ajj bi issi yakin pe hum yeh Duniya bhulai bethe hai
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: April 28, 2010, 12:18:59 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai aapne Saahil ji...!!!

nishaan mita daale maine mohabbat k apni
dard dil main rakh k aur kya karta

khaton main likhi thi dastaan-e-tulaanii* apni
main oos ko padta , toh pad k kya karta

hansi na lautegi yeh keh gaye yaar mere
main hansta , bhi toh hans k kya karta

mehfil ka mahol tha bada giraft main
na sajata teri mehfil toh aur kya karta


shaam gujar jaati hai  mujhse teri baat chhed kar
shab bhi kehti rahi jaane ko, main ruk k aur kya karta

qatil ka kehnahi sahi hai,kii woh khatawaar nahi
khatm tha SAAHIL kab se, woh QATL na karta toh aur kya karta



tulaani - long
Logged
neelgold
Guest
«Reply #9 on: April 28, 2010, 12:34:08 AM »
Reply with quote
Thnx ..... yeh i lyk it too .....


Really thnx .........Kapil!!!!!!!!!!!!!!!!!

bahut hi khoob... aapki ye kavita hamare nazron se chhupi reh gayi thi.... bahut hi khoobsurti se aapne apne dard ko pesh kiya hai.... bahut khoob... maan gaye ji Neel ji aapko... jawaab nahi aapka bhi...!!!

KAMAAL

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:20:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer