AZAADI KAHAN HAI... "MohaN"

by surindarn on August 07, 2021, 05:39:04 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 472 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
Reply with quote
AZAADI KAHAN HAI

Azaadi kee baat chirhi hai so jaao azaadi kahan hai
Khuda nigahban hai, so jaao usse azaadi kahan hai

Safr mein to sab kee yahan ik umr rawan hai Sahib
Sab hee yahan, umr ke qaidi hain azaadi kahan hai

Rahiye aap chaman mein hee beshaq beshaq Sahib
Azaadi kee kabhi hee naa sochiye azaadi kahan hai

Chaman mein jee chalo aap haatho mein haath liye
Unhke gesu ek phool hee lgaa do azaadi kahan hai

Agar zindaa hain, to bhook hartaal kaa naa sochiye
Jaan kafas mein hee band hai phir azaadi kahan hai

Gar aap minister hain ik khuda hee ban baithe hain
Hazoor jantaa dekhtee hai aap.ko azaadi kahan hai

Kis kyaalon kee duniyaa mein nayaa baag sajaate ho
Sahib jaagiye aap kyaa khojtye ho azaadi kahan hai

Aapko bhook lagee hai kyaa khaayein ge aaj hazoor
Sawaadon ke to sab ghulaam hain azaadi kahan hai

Aashiyan mein beevi bachhon kee paalposee keejiye
Sab Ko kuchh naa kuchh chaahiye azaadi kahan hai

Gar azaadi chaahiye to inh mazhabon se hee paaiye
Gar mutasbi jaati hee nahin to phir azaadi kahan hai

Jhoothye makaar hain, rishwat khoor hai aap Sahib
Atma gelaani karti aur kosti hai to azaadi kahan hai

MohaN shayar hee nahin kuchh aur bhi thaa pehley
Waqt waqt kee hee to sab baat hai azaadi kahan hai

Surindar N.    "MohaN"
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #1 on: August 07, 2021, 06:35:56 PM »

Kyaalon kee duniya mein zaraa dil behlaaiye sochiye
Sahib jaagiye aap kyaa khojte hain azaadi kahan hai

Aapko bhook lagee hai kyaa khaayein ge aaj hazoor
Sawaadon ke to sab ghulaam hain azaadi kahan hai

Aashiyan mein beevi bachhon kee paalposee keejiye
Sab Ko kuchh naa kuchh chaahiye azaadi kahan hai

Gar azaadi chaahiye to inh mazhabon se hee paaiye
Gar mutasbi jaati hee nahin to phir azaadi kahan hai

Jhoothye makaar hain, rishwat khoor hai aap Sahib
Atma gelaani karti aur kosti hai to azaadi kahan hai

MohaN shayar hee nahin kuchh aur bhi thaa pehley
Waqt waqt kee hee to sab baat hai azaadi kahan hai

Surindar N.    "MohaN"

Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #2 on: August 08, 2021, 01:59:24 PM »
Reply with quote
AZAADI KAHAN HAI

Azaadi kee baat chirhi hai so jaao azaadi kahan hai
Khuda nigahban hai, so jaao usse azaadi kahan hai

Safr mein to sab kee yahan ik umr rawan hai Sahib
Sab hee yahan, umr ke qaidi hain azaadi kahan hai

Rahiye aap chaman mein hee beshaq beshaq Sahib
Azaadi kee kabhi hee naa sochiye azaadi kahan hai

Chaman mein jee chalo aap haatho mein haath liye
Unhke gesu ek phool hee lgaa do azaadi kahan hai

Agar zindaa hain, to bhook hartaal kaa naa sochiye
Jaan kafas mein hee band hai phir azaadi kahan hai

Gar aap minister hain ik khuda hee ban baithe hain
Hazoor jantaa dekhtee hai aap.ko azaadi kahan hai

Kis kyaalon kee duniyaa mein nayaa baag sajaate ho
Sahib jaagiye aap kyaa khojtye ho azaadi kahan hai

Aapko bhook lagee hai kyaa khaayein ge aaj hazoor
Sawaadon ke to sab ghulaam hain azaadi kahan hai

Aashiyan mein beevi bachhon kee paalposee keejiye
Sab Ko kuchh naa kuchh chaahiye azaadi kahan hai

Gar azaadi chaahiye to inh mazhabon se hee paaiye
Gar mutasbi jaati hee nahin to phir azaadi kahan hai

Jhoothye makaar hain, rishwat khoor hai aap Sahib
Atma gelaani karti aur kosti hai to azaadi kahan hai

MohaN shayar hee nahin kuchh aur bhi thaa pehley
Waqt waqt kee hee to sab baat hai azaadi kahan hai

Surindar N.    "MohaN"

kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #3 on: August 09, 2021, 01:29:54 PM »
Reply with quote
kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit
kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #4 on: August 10, 2021, 01:56:12 PM »
Reply with quote
kermit kermit kermit kermit kermit
kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #5 on: August 11, 2021, 01:16:36 PM »
Reply with quote
kermit kermit kermit
Bahut shukriya all readers.  blob10 blob10 blob10
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 23, 2024, 11:11:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer