AZEEZ TAR... "MohaN"

by surindarn on July 07, 2019, 04:03:59 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 537 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
Reply with quote

AZEEZ TAR (Revised)

Abb tak to thee mujhe ek apnee zindagi hee azeez tar
Zindagi se bharhh abb hai teree zindagi hee azeez tar

Teree har nigah kee qeemat, merye liye hee azeez tar
Ik jaan se bhi pyaaree hai teree bandagi hee azeez tar

Teraa husn teree zaat, aur teree har baat hee azeez tar
Sabab sakoon-e-hayaat hai teree khushi hee azeez tar

Meree teree yeh daastan meree zubaani hee azeez tar
Teree nigahon badaulat meree besuhdhi hee azeez tar

Waqt kab hai rukaa  har faislaa-e-khuda hee azeez tar
Zindagi meree khudaiyee qasad se bhari hee azeez tar

Teree bewafaayi teree yeh naayi zindagi hee azeez tar
Aakhir aajaa kar meree hee wafaa bachi hee azeez tar

Merye kuchh aansoo-o-merye yeh gham hee azeez tar
Eh jaan-e-jafaa teree hee abb har khushi hee azeez tar

Tu jahan bhi rahye woh jagah rahye sajee hee aseez tar
MohaN ke labon se yeh ek dua hai niklee hee azeez tar

Qasad = faislaa; will;

Surindar. N         "MohaN"

Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #1 on: July 07, 2019, 04:07:58 AM »

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #2 on: July 07, 2019, 11:13:31 PM »

Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #3 on: July 08, 2019, 04:14:06 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
bahut shukria all readers.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:22:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer