Iftakhar Ahmad
Guest
|
Har ek manzar thama dekha TumheN jo dilrubaa dekha
Jamaal aisa bhi dunya meN KahiN naa baakhuda dekha
Hai dunya se bahishtoN tak Wafa ka silsila dekha
Baraae ishq jannat ka Hai darwaaza khula dekha
Jisse dekha jahaaN dekha GhamoN meN mubtala dekha
Udele us ne ghee shakkar jahaaN kuch faayda dekha
Uthi haiN khauf ki lehreN Jo mehshar kaa Khuda dekha
HaiN toofaanoN ne rukh badle Jo mera hausla dekha
Badhaai maaN ne phir ungli Fisalte jo zaraa dekha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #1 on: November 08, 2013, 06:25:40 AM » |
|
Har ek manzar thama dekha TumheN jo dilrubaa dekha
Jamaal aisa bhi dunya meN KahiN naa baakhuda dekha
Hai dunya se bahishtoN tak Wafa ka silsila dekha
Baraae ishq jannat ka Hai darwaaza khula dekha
Jisse dekha jahaaN dekha GhamoN meN mubtala dekha
Udele us ne ghee shakkar jahaaN kuch faayda dekha
Uthi haiN khauf ki lehreN Jo mehshar kaa Khuda dekha
HaiN toofaanoN ne rukh badle Jo mera hausla dekha
Badhaai maaN ne phir ungli Fisalte jo zaraa dekha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: November 08, 2013, 08:24:28 AM » |
|
waah waah bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zarraa
|
|
«Reply #3 on: November 08, 2013, 11:54:20 AM » |
|
Waah Waaaaahhh waaah Iftakhar ji ... ye aashaar paanee ki tarah saaf bhi aur rawaan bhi .. dheron daad !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saman Firdaus
Guest
|
|
«Reply #4 on: November 08, 2013, 12:51:45 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #5 on: November 08, 2013, 01:35:01 PM » |
|
Har ek manzar thama dekha TumheN jo dilrubaa dekha
Jamaal aisa bhi dunya meN KahiN naa baakhuda dekha
Hai dunya se bahishtoN tak Wafa ka silsila dekha
Baraae ishq jannat ka Hai darwaaza khula dekha
Jisse dekha jahaaN dekha GhamoN meN mubtala dekha
Udele us ne ghee shakkar jahaaN kuch faayda dekha
Uthi haiN khauf ki lehreN Jo mehshar kaa Khuda dekha
HaiN toofaanoN ne rukh badle Jo mera hausla dekha
Badhaai maaN ne phir ungli Fisalte jo zaraa dekha
Bahut khoob Iftakahar bhai par ye ashaar to behad umda rahe. Udele us ne ghee shakkar jahaaN kuch faayda dekhaHaiN toofaanoN ne rukh badle Jo mera hausla dekha Badhaai maaN ne phir ungli Fisalte jo zaraa dekha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
|
|
«Reply #6 on: November 08, 2013, 01:35:27 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #9 on: November 08, 2013, 02:55:59 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #10 on: November 08, 2013, 03:54:56 PM » |
|
Har ek manzar thama dekha TumheN jo dilrubaa dekha
Jamaal aisa bhi dunya meN KahiN naa baakhuda dekha
Hai dunya se bahishtoN tak Wafa ka silsila dekha
Baraae ishq jannat ka Hai darwaaza khula dekha
Jisse dekha jahaaN dekha GhamoN meN mubtala dekha
Udele us ne ghee shakkar jahaaN kuch faayda dekha
Uthi haiN khauf ki lehreN Jo mehshar kaa Khuda dekha
HaiN toofaanoN ne rukh badle Jo mera hausla dekha
Badhaai maaN ne phir ungli Fisalte jo zaraa dekha
boss!!!!!!!!!!!!!!! rau toh banta ich hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sidra04
Guest
|
|
«Reply #12 on: November 08, 2013, 05:28:28 PM » |
|
Har ek manzar thama dekha TumheN jo dilrubaa dekha
Jamaal aisa bhi dunya meN KahiN naa baakhuda dekha
Hai dunya se bahishtoN tak Wafa ka silsila dekha
Baraae ishq jannat ka Hai darwaaza khula dekha
Jisse dekha jahaaN dekha GhamoN meN mubtala dekha
Udele us ne ghee shakkar jahaaN kuch faayda dekha
Uthi haiN khauf ki lehreN Jo mehshar kaa Khuda dekha
HaiN toofaanoN ne rukh badle Jo mera hausla dekha
Badhaai maaN ne phir ungli Fisalte jo zaraa dekha
Excellent... Uthi haiN khauf ki lehreN Jo mehshar kaa Khuda dekha this sher is awesome, superbb and speechless.. daad pesh hain. Sidra
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #13 on: November 08, 2013, 05:39:12 PM » |
|
Har ek manzar thama dekha TumheN jo dilrubaa dekha Jamaal aisa bhi dunya meN KahiN naa baakhuda dekha Jisse dekha jahaaN dekha GhamoN meN mubtala dekha Udele us ne ghee shakkar jahaaN kuch faayda dekha Wah Sahab Kya Kehne In Ashaar Ke Uthi haiN khauf ki lehreN Jo mehshar kaa Khuda dekha Aapki Nazar Me Kitne Khuda Hain Bhai? Shad o Aabaad Rahiye Shihab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #14 on: November 08, 2013, 07:30:54 PM » |
|
Baraae ishq jannat ka Hai darwaaza khula dekha
Jisse dekha jahaaN dekha GhamoN meN mubtala dekha
HaiN toofaanoN ne rukh badle Jo mera hausla dekha
Bahut achhi ghazal hai . khas taur se Ooper ke ash aar . Bahut bahut mubarakbaad.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|