qadeer_junaid
Maqbool Shayar
Rau: 17
Offline
Waqt Bitaya:15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608 Member Since: Apr 2010
|
* Jaun Eliya Ki zameen me is haqeer Insaan ki Ghazal
Humse pucho Hai aasmaan me kya Kya hai masjid me aur azaan me kya
Mujh ko dekha to ji uthi phir se Aa gai phir se jaan jaan me kya
Bebasi be kali o tanhaaee Aur rakha hai is makaan me kya
Bhool Jaane ko mujh se kaheti ho Tumsa dooja bhi hai jahan me kya
Phool kyun aaj raqs karte hain Koi aaya hai gulsitan me kya
Jhoot kah ke bhi jeet jaata hai Koi taseer hai zubaan me kya
Jeet jata hai maut se har dam Har ghadi maan ki hai aman me kya
Ghoom aaye qadeer sub bolo Kya hai sahera me gulsitan me kya
Qadeertoopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #1 on: April 24, 2012, 05:51:54 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #2 on: April 24, 2012, 05:55:33 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Aatish~
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 24, 2012, 05:56:55 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Quateel Ahmad
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 24, 2012, 06:10:38 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 24, 2012, 06:52:18 AM » |
|
Bhut pyari peskask h. Lafjo ko jis tarah aapne bandha h wo wakai tareef ke kabil h. Es choti si gazal me aap ne dikha diya ki aap ak achche sayar h. Daad kabool kare. Isii tarah achchi achchi peshkas laate rahe.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 24, 2012, 06:53:03 AM » |
|
Bhut pyari peskask h. Lafjo ko jis tarah aapne bandha h wo wakai tareef ke kabil h. Es choti si gazal me aap ne dikha diya ki aap ak achche sayar h. Daad kabool kare. Isii tarah achchi achchi peshkas laate rahe.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 24, 2012, 08:27:23 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 24, 2012, 08:48:23 AM » |
|
Achhi peshkash ke liye aad aur mubarakbaad .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 24, 2012, 12:37:28 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #11 on: April 24, 2012, 01:05:41 PM » |
|
waah waah bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #12 on: April 24, 2012, 01:17:34 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #13 on: April 24, 2012, 01:52:55 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #14 on: April 24, 2012, 02:51:28 PM » |
|
Bahut khoob, khaastaur pe teesre aur chauthay she'r kaafi achhe lage.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|