Bebasi Bekali o Tanhai ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on April 24, 2012, 05:48:30 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2115 times)
sbechain
Guest
«Reply #15 on: April 24, 2012, 06:18:22 PM »
Reply with quote
    * Jaun Eliya Ki zameen me is haqeer Insaan ki Ghazal

Humse pucho Hai aasmaan me kya
Kya hai masjid me aur azaan me kya Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
hamaraa farz hai ye unn logo.n ko bataane ka jo bhtke hue hain.
Mujh ko dekha to ji uthi phir se
Aa gai phir se jaan jaan me kya
kyaa khoob kahaa qadeer sahab. waise wo kaun hai icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Bebasi be kali o tanhaaee
Aur rakha hai is makaan me kya Applause Applause Applause Applause
haan bhai ghar to rishte , insaan aur mohabbat hi se banta hai
Bhool Jaane ko mujh se kaheti ho
Tumsa dooja bhi hai jahan me kya
nahin nahin ye aap ke nazaro.n ki enaayat hai.  Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Phool kyun aaj raqs karte hain
Koi aaya hai gulsitan me kya Applause Applause Applause Applause
main to bahut dino.n se nahin aayi yahaan
Jhoot kah ke bhi jeet jaata hai
Koi taseer hai zubaan me kya Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
nahin ji bus aise hi loag mujhe sunte kam hain dekhte zayada hain
Jeet jata hai maut se har dam
Har ghadi maan ki hai aman me kya Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah kya kah diya janaab aapne. ghazal ka center hai ye sher
Ghoom aaye qadeer sub bolo
Kya hai sahera me gulsitan me kya Applause Applause Applause Applause
 her jagah main hi main hoo.n aur kya
Usual Smile Usual Smile Usual Smile
 

Qadeertoopchi

salaam alaikum qadeer sahab,
  taarif mein bolne waali koi baat hi nahin.jo insaan joun eliya ka contemporary hai uski baat hi kya.
main ne aap ki ghazal enjoy ki aur sher ko apna samaj ka apne dil se comments kiya.per mujh nadaan ladki se koi ghustakhi hui ho comments karte hue to aap maaf karna. kyon ki aap ki ghazal ek aalaa myaar rakhti hai. aur ye ghazal behtreen khyalo.n se bhari hui hai.
aap ki wellwisher.

  sheba
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bebasi ...!! by Talat in Shayri for Dard -e- Judai
bebasi by sumir in Poetry for Life in Punjabi
bebasi by maninder.jeet.singh in Miscellaneous Shayri
BEBASI....A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Hai Ajab Bekali Dil Samhalta Nahi by pradeep srivastava raunaq in Shayari-e-Parastish
javedarshad
Guest
«Reply #16 on: April 24, 2012, 08:45:31 PM »
Reply with quote
wah qadeer sb
mubarakbad qubool karain

javed
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #17 on: April 25, 2012, 12:31:42 AM »
Reply with quote
    * Jaun Eliya Ki zameen me is haqeer Insaan ki Ghazal

Humse pucho Hai aasmaan me kya
Kya hai masjid me aur azaan me kya

Mujh ko dekha to ji uthi phir se
Aa gai phir se jaan jaan me kya

Bebasi be kali o tanhaaee
Aur rakha hai is makaan me kya

Bhool Jaane ko mujh se kaheti ho
Tumsa dooja bhi hai jahan me kya

Phool kyun aaj raqs karte hain
Koi aaya hai gulsitan me kya

Jhoot kah ke bhi jeet jaata hai
Koi taseer hai zubaan me kya

Jeet jata hai maut se har dam
Har ghadi maan ki hai aman me kya

Ghoom aaye qadeer sub bolo
Kya hai sahera me gulsitan me kya

 

Qadeertoopchi
Applause Applause Applause Applause Applause bahut khoob Qadeer ji mast kalaam hai apka
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #18 on: April 25, 2012, 03:13:45 AM »
Reply with quote
bohut khoob qadar sahab
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #19 on: April 25, 2012, 10:49:15 AM »
Reply with quote

Qadeer_Junaid Sahab,

Waah waah kya kahne bahu khoob kaha
hai tabeeyat khush ho gayee...Chhoti
behr men bahut pyari ghazal...

Aapko bahut din baad padh raha hoon...

Aqeel Nomani Sahab ka ek she'r yaad
aa gaya....

"ye kya ki harfo-sada ka tabaadala bhi naheeN
 kahaaN hai kaisa hai ai dost kuchh bata to sahee"

                                 --- Aqeel Nomani

Aapki is behetreen kaavish ke liye dili
mubaarakbaad kubool farmaayen.

Satish Shukla 'Raqeeb'
     
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #20 on: April 26, 2012, 05:35:35 AM »
Reply with quote
kaabil-e-daad Junaid Ji
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Amit Sahab ,, Badi nawazish ,, Khush rahen
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #21 on: April 26, 2012, 05:36:31 AM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Qalb sahab bahut shukriyah ,, Allah apko khush rakhe
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #22 on: April 26, 2012, 05:37:11 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause

 icon_salut icon_salut icon_salut

Aatish sahab shukriyah
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #23 on: April 26, 2012, 05:37:47 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Bahot Khoob!! Thumbs UP

Qauteel Ahmed Sahab ,, Apko ghazal pasand aai jaan kar khushi howi ,, dad ke liye shukriyah
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #24 on: April 26, 2012, 05:38:42 AM »
Reply with quote
Bhut pyari peskask h.
Lafjo ko jis tarah aapne bandha h wo wakai tareef ke kabil h.
Es choti si gazal me aap ne dikha diya ki aap ak achche sayar h.
Daad kabool kare.
Isii tarah achchi achchi peshkas laate rahe.

Masoom Shahzada Saheb ,, Apka husne nazar hai baaqi khuch nahi ,, Allah Apko khush rakhe,,Badi nawazish
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #25 on: April 26, 2012, 05:39:28 AM »
Reply with quote
Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Sarfira sahab ,, Shukriyah bhai
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #26 on: April 26, 2012, 05:40:33 AM »
Reply with quote
Achhi  peshkash  ke  liye  aad  aur  mubarakbaad . 

F.H.Siddiqui Sahab ,,

Apko ghazal pasand aai mere mahenat rang laai ,, Shukriyah khush ,,rahen ,
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #27 on: April 26, 2012, 05:43:45 AM »
Reply with quote
Qadeer Bhaijaan Aadaab!


Janab bade dinoN baad bazm meiN aap ko dekhkar badi khushi huyi... Usual Smile
Muafi chahte haiN ke hum jyada yahoo par nahi aate so aapse baat
nahi ho paayi.... Usual Smile

Behad laa jawaab gazal lekar hazir huye hai aap... gazab ke ashaar
gazab ki gehraai aur umdaa bayaani ... WaaH waaH waaH janab badi
hi khoob gazal hai ... Sabhi ashaar Masha Allaah se behad umdaa rahe
behad khoob aur behad achche... Usual Smile


Is umdaa gazal par hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye ... Usual Smile

Likhate rahiye... aate rahiye..
SHaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile



Mahutram ,, Parvaz sahab ,, Apka tabsera Apki dil me gareeb ki bepanah mahubbat ka pata deta hai ,, Is badle me apka bhai apko sirf dua de sakta hai ,, Allah apko do jahan ki barkaton se nawaze ,, Bhai kahan hain aaj kal Ap ,, zamana guzar giya na salam aata hai na pahunchta hai ummid hai ke ap kahiriyat se honga ,, Apko ghazal pasand aai qeemat wasool ,, Khush rahen ..

Apka bhai

Qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #28 on: April 26, 2012, 05:44:34 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob

Dr.Sksaini Sahab ,, Shukriyah ,, Khush rahen
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #29 on: April 26, 2012, 05:45:40 AM »
Reply with quote
"Kya hai masjid main aur azaan main kya"
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Kya baat kahi hai apne sahab..
Bahaut khoob..

Raheem Bhai ,, Kaise hain App ,, Zamane baad Apki dad naseeb howi ,, Acha laga ,, shukriyah ,, Khush rahen jahan rahen ,,
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:41:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer