Bebasi Bekali o Tanhai ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on April 24, 2012, 05:48:30 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2108 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #30 on: April 26, 2012, 05:46:43 AM »
Reply with quote

Bahut Bahut Khooooooob Qadeer Bhai

Humesha Ki Tarah lajawaab!!!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Khaawish Bhai ,, Apko ghazal pasand aai aur kya chahiye Apke is bhai ko ,, Apse karam farma hazraat hain is gareeb ko hausla ata karte hain ,, Shukriyah bhai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bebasi ...!! by Talat in Shayri for Dard -e- Judai
bebasi by sumir in Poetry for Life in Punjabi
bebasi by maninder.jeet.singh in Miscellaneous Shayri
BEBASI....A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Hai Ajab Bekali Dil Samhalta Nahi by pradeep srivastava raunaq in Shayari-e-Parastish
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #31 on: April 26, 2012, 05:47:16 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

Hriday Sahab ,, Shukriyah
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #32 on: April 26, 2012, 05:48:13 AM »
Reply with quote
Bahut khoob, khaastaur pe teesre aur chauthay she'r kaafi achhe lage.

Iftakhar Ahmed Sahab ,, Mashkoor o mumnoo hun ,, Allah apko khush rakhe ..
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #33 on: April 26, 2012, 05:50:39 AM »
Reply with quote
salaam alaikum qadeer sahab,
  taarif mein bolne waali koi baat hi nahin.jo insaan joun eliya ka contemporary hai uski baat hi kya.
main ne aap ki ghazal enjoy ki aur sher ko apna samaj ka apne dil se comments kiya.per mujh nadaan ladki se koi ghustakhi hui ho comments karte hue to aap maaf karna. kyon ki aap ki ghazal ek aalaa myaar rakhti hai. aur ye ghazal behtreen khyalo.n se bhari hui hai.
aap ki wellwisher.

  sheba


Azeeza'h Sheba Sahibah ,, Apka tabsera Faqr ka baais bana ,, Ab ye tai karna mushkil ho chala ke Meri ghazal achi hai ke apka tabsera ,, Apke khush mizaj ladki hain ,, dil jeetne ka hunar ap ba khobi jaanti hain ,, Badi nawazish apki ,, Allah apko umre Hawwa Ata kare ..

Khadim

Qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #34 on: April 26, 2012, 05:52:22 AM »
Reply with quote
wah qadeer sb
mubarakbad qubool karain

javed

Qabile Ahtram Mahutram Javed Arshad Sahab ,, Apko ghazal pasand aai yahi ghazal ki meraj hai ,, Apse bahut khuch sikha hai Humne inshallah sikhte rahenge ,, Apni maujodgi ka ahesas dilate rahen ,, Allah apko hamesha khush rakhe ..

Talib e ilm

Qadeertoopchi

Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #35 on: April 26, 2012, 05:53:30 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause bahut khoob Qadeer ji mast kalaam hai apka

Pankajwfs Sahab ,, bahut bahut shukriyah
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #36 on: April 26, 2012, 05:54:13 AM »
Reply with quote
bohut khoob qadar sahab

Saahil Sahab ,, Bahut bahut shukriyah Bhai ,, Allah apko khush rakhe
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #37 on: April 26, 2012, 05:56:11 AM »
Reply with quote
Qadeer_Junaid Sahab,

Waah waah kya kahne bahu khoob kaha
hai tabeeyat khush ho gayee...Chhoti
behr men bahut pyari ghazal...

Aapko bahut din baad padh raha hoon...

Aqeel Nomani Sahab ka ek she'r yaad
aa gaya....

"ye kya ki harfo-sada ka tabaadala bhi naheeN
 kahaaN hai kaisa hai ai dost kuchh bata to sahee"

                                 --- Aqeel Nomani

Aapki is behetreen kaavish ke liye dili
mubaarakbaad kubool farmaayen.

Satish Shukla 'Raqeeb'
     

Qabile Ahetram Janab Raqeeb Sahab ,,

Apki dad sanad hai ,, Apse ahle ilm ki dad gareeb ke liye tabaruk se kamm nahi ,, Sub apka husne nazar jiske huzoor mai sarapa sipaas hon ,, Allah apko hamesha khush rakhe ..

Dua go

Qadeertoopchi
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:04:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer