Beta bhi muflisi ko samjhne laga hai ab ( Qadeertoopchi)

by qadeer_junaid on May 26, 2011, 12:40:45 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3214 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Yaarane bazm aadab o tasleemat...

muddat baad apki is mahefil me aana naseeb howa ,, meri tazah o muqtasar si ghazal ap sub hazrat ki nazar umid hai pasand aayegi ..



Kagaz ki kashtiyo.N se Bahelne laga hai ab
Beta bhi muflisi ko samajhne laga hai ab

Purkho.N ke maal pe jo ke magroor tha kabhi
Kashkool haat me liye phirne laga hai ab

Kya maikade ko jaunga mai choor ke usse
shab se hi pahele chaand sanwarne laga hai ab

Aise naseeb paaye hain tone ke kya kaho.N
goodi me tere chaand utarne laga hai aab

Ik baat thi ke jispe kabhi ghar nahi gaaye
Bache ki tarha.N dil kyun machalne laga hai ab..


---------Qadeertoopchi..................
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 26, 2011, 01:21:05 PM »
Reply with quote
Yaarane bazm aadab o tasleemat...

muddat baad apki is mahefil me aana naseeb howa ,, meri tazah o muqtasar si ghazal ap sub hazrat ki nazar umid hai pasand aayegi ..



Kagaz ki kashtiyo.N se Bahelne laga hai ab
Beta bhi muflisi ko samajhne laga hai ab

Purkho.N ke maal pe jo ke magroor tha kabhi
Kashkool haat me liye phirne laga hai ab

Kya maikade ko jaunga mai choor ke usse
shab se hi pahele chaand sanwarne laga hai ab

Aise naseeb paaye hain tone ke kya kaho.N
goodi me tere chaand utarne laga hai aab

Ik baat thi ke jispe kabhi ghar nahi gaaye
Bache ki tarha.N dil kyun machalne laga hai ab..


---------Qadeertoopchi..................

Qadeer Bhai, Aap huemsha Se Mere Sabse Pasandida Shayaro mein Ek rahe Hai..Aur Aapse Huemsha Yehi Shikayat Rahi hai Ke Aap bahut Kam Likhte Hai...


Iss Ghazal Ki tareef Hum Kya Kare..Har ek A'shaar lajawab!! Apne Dil ki Har Baat kehta Hua..

Bahut Bahut Aur bahut Khoob Qadeer Bhai

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: May 26, 2011, 02:04:01 PM »
Reply with quote
Qadeer Sahab,
Apko parrna ek alag hi ehsaas deta hai..
Zada aya karo..Apse seekhne kuch milega..
Bahaut khoob..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye.!
Logged
nirala
Guest
«Reply #3 on: May 26, 2011, 02:08:07 PM »
Reply with quote
qadir sahab……
mashaallah kya ghazal laye hain aap…
aisi umda ghazal ko hum kahte hain janaseen kalaam…

wah janaab…
kya bayaani hai haqikat ki…

esi ghazalen ek parh lu to shayri aur ghazlon ko parhne ka junun barh jaata hai…

aapko, bekarar ji aur ghayal ji ko parhne ka har waqt ji chahta hai…
plz thoda jada time diya kijiye aap…
ye reqst maan lijiye
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: May 26, 2011, 02:09:04 PM »
Reply with quote
Bahut achhi ghazal hai Qadeer saheb.Daad qubool karei.n.F.H.Siddiqui
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #5 on: May 26, 2011, 08:48:51 PM »
Reply with quote
Mere bhai tumne to Matle me hi khareed liya Ghayel ki zaat ko......kya kahu yaar chota muh badi baat hai bas.

Logged
manjum
Guest
«Reply #6 on: May 27, 2011, 04:01:32 AM »
Reply with quote
wah wah wah.... kya baat hai qadeer saheb.. kamaal ki ghazal hai...

 Applause Applause Applause
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #7 on: May 27, 2011, 05:44:07 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Qadir Sahab
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #8 on: May 30, 2011, 03:47:24 PM »
Reply with quote
Qadeer Bhai, Aap huemsha Se Mere Sabse Pasandida Shayaro mein Ek rahe Hai..Aur Aapse Huemsha Yehi Shikayat Rahi hai Ke Aap bahut Kam Likhte Hai...


Iss Ghazal Ki tareef Hum Kya Kare..Har ek A'shaar lajawab!! Apne Dil ki Har Baat kehta Hua..

Bahut Bahut Aur bahut Khoob Qadeer Bhai

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley





janab e khawish sahib aadab ,,

apne ghazal ki bharpoor pazirai ki hai ,, mai tashakur ke liye alfazon se qaasir hon ,, allah apko umre khizr ata kare .. khush rahen ..

dua go

qadeertoopchi
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #9 on: May 31, 2011, 05:43:26 AM »
Reply with quote
Yaarane bazm aadab o tasleemat...

muddat baad apki is mahefil me aana naseeb howa ,, meri tazah o muqtasar si ghazal ap sub hazrat ki nazar umid hai pasand aayegi ..



Kagaz ki kashtiyo.N se Bahelne laga hai ab
Beta bhi muflisi ko samajhne laga hai ab

Purkho.N ke maal pe jo ke magroor tha kabhi
Kashkool haat me liye phirne laga hai ab

Kya maikade ko jaunga mai choor ke usse
shab se hi pahele chaand sanwarne laga hai ab

Aise naseeb paaye hain tone ke kya kaho.N
goodi me tere chaand utarne laga hai aab

Ik baat thi ke jispe kabhi ghar nahi gaaye
Bache ki tarha.N dil kyun machalne laga hai ab..


---------Qadeertoopchi..................


bahut khoob janaab qadeer sb
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #10 on: June 03, 2011, 02:46:17 PM »
Reply with quote
Qadeer Sahab,
Apko parrna ek alag hi ehsaas deta hai..
Zada aya karo..Apse seekhne kuch milega..
Bahaut khoob..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye.!

raheem bhai aasalamwalekum ,,,

kaise hain app ?

apki mahubbaton ka behad shukriyah bhai ..apko ghazal pasand aai jaan kar khushi howi .. allah apko khush rakhe ..

apka bhai

qadeertoopchi
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #11 on: June 05, 2011, 11:19:01 AM »
Reply with quote
qadir sahab……
mashaallah kya ghazal laye hain aap…
aisi umda ghazal ko hum kahte hain janaseen kalaam…

wah janaab…
kya bayaani hai haqikat ki…

esi ghazalen ek parh lu to shayri aur ghazlon ko parhne ka junun barh jaata hai…

aapko, bekarar ji aur ghayal ji ko parhne ka har waqt ji chahta hai…
plz thoda jada time diya kijiye aap…
ye reqst maan lijiye

nirala sahab tasleemat ,,

apke husn-e-zaan ko salam .. apki nazron ka kamal hai baaqi hamari kya bisaat .. apko ghazal pasand aai go ke meri mahenat rang laai .. umid hai mustaqbil me bhi issi tarhan nawazte rahenge .. allah apko do jahan ki barkaton se nawaze..

dua go

qadeertoopchi
Logged
sbechain
Guest
«Reply #12 on: June 05, 2011, 11:25:48 AM »
Reply with quote
Yaarane bazm aadab o tasleemat...

muddat baad apki is mahefil me aana naseeb howa ,, meri tazah o muqtasar si ghazal ap sub hazrat ki nazar umid hai pasand aayegi ..



Kagaz ki kashtiyo.N se Bahelne laga hai ab
Beta bhi muflisi ko samajhne laga hai ab

Purkho.N ke maal pe jo ke magroor tha kabhi
Kashkool haat me liye phirne laga hai ab

Kya maikade ko jaunga mai choor ke usse
shab se hi pahele chaand sanwarne laga hai ab

Aise naseeb paaye hain tone ke kya kaho.N
goodi me tere chaand utarne laga hai aab

Ik baat thi ke jispe kabhi ghar nahi gaaye
Bache ki tarha.N dil kyun machalne laga hai ab..


---------Qadeertoopchi..................

BAHUT DARD CHUPAA HAI MATLE MEIN BAHUT BAHUT WAZNI HAI JANAAB PURI GHAZAL MEIN. DAAD QABUL KAREIN
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #13 on: June 05, 2011, 11:46:27 AM »
Reply with quote
..
Kagaz ki kashtiyo.N se Bahelne laga hai ab
Beta bhi muflisi ko samajhne laga hai ab

Purkho.N ke maal pe jo ke magroor tha kabhi
Kashkool haat me liye phirne laga hai ab

Kya maikade ko jaunga mai choor ke usse
shab se hi pahele chaand sanwarne laga hai ab

Aise naseeb paaye hain tone ke kya kaho.N
goodi me tere chaand utarne laga hai aab

Ik baat thi ke jispe kabhi ghar nahi gaaye
Bache ki tarha.N dil kyun machalne laga hai ab..


---------Qadeertoopchi..................

Tamaam Ghazal Hi Bahut Behtreen Bani Hai ... Qaadeer Sahab !
ek ek ashaar taareef ke qaabil hai ... DheroN Daad ... !
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #14 on: June 06, 2011, 07:52:45 AM »
Reply with quote
Bahut achhi ghazal hai Qadeer saheb.Daad qubool karei.n.F.H.Siddiqui

siddiqui sahab aadab ,,

badi nawazish apki .. allah apko khush rakhe ...

dua go

qadeertoopchi
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:10:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.157 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer