Anshumali
Guest
|
«Reply #15 on: April 30, 2011, 04:33:33 AM » |
|
Wah Wah Bahut Barhiya Janab Anshumali Ji Kafi Dino Baad Aapko Parhne Ka Mauka Mila Aate Rahiye Janaab....Khair
Shad o Aabad Rahiye...
~Shihab~
Behad Shukriya ... Shihab Ji !! nawaazish karam kaa !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #16 on: April 30, 2011, 08:09:32 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #17 on: April 30, 2011, 08:27:26 AM » |
|
Ashq AankhoN MeN Der Tak Rakhaa Nahi Karte Aaye Kharaab Waqt Toh AaheN Bharaa Nahi Karte ...
Zindagi Toh Mausam Ki Tarha Huaa Karti Hai Toofaan Ke Dar Se Saahil ChhoDhaa Nahi Karte ...
Mohabbat MeN Agar Sab Kuch Salamat Hotaa Aise Hawaa MeN Khat Ke PurRje uDhaa Nahi Karte ...
Wafaa Ki ChhaT Se KhaDhe Ho Kar "Naresh" Tanii Be-Wafaa Patang Se Pench JoDhaa Nahi Karte ...
acha khyal hai anshu ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #18 on: April 30, 2011, 10:33:23 AM » |
|
Behad Shukriya ... Niha Khan Ji !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Parimal Jain
Guest
|
|
«Reply #19 on: April 30, 2011, 04:00:34 PM » |
|
Ashq AankhoN MeN Der Tak Rakhaa Nahi Karte Aaye Kharaab Waqt Toh AaheN Bharaa Nahi Karte ...
Zindagi Toh Mausam Ki Tarha Huaa Karti Hai Toofaan Ke Dar Se Saahil ChhoDhaa Nahi Karte ...
Mohabbat MeN Agar Sab Kuch Salamat Hotaa Aise Hawaa MeN Khat Ke PurRje uDhaa Nahi Karte ...
Wafaa Ki ChhaT Se KhaDhe Ho Kar "Naresh" Tanii Be-Wafaa Patang Se Pench JoDhaa Nahi Karte ...
bahut sacche khayaal kahe haiN ... Naresh Ji ! behad umdaa rahi ghazal ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #20 on: May 01, 2011, 05:18:41 AM » |
|
Shukriya ......... Samaantaa Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #21 on: May 01, 2011, 01:34:06 PM » |
|
Naresh Jee Aadaab!
Kia baat hai janab... badi gehri kalaam laye hai aap .. Par yeH adhuri kyuN chhod di aapne.. ?
Achchi kavish hai Naresh jee yeH humne jab likhana shuru kiya tha tab kuch likha tha isi kavish par bahut kamzor se lafz the par hume yeH kalaam aj bhi pasand hai Khilte huye phooloN ko toda nahi karte Ki huyi galtiyoN ko dohraya nahi karte
Mosam jab nagawar hone lag jaye to.. Tufanme kashtiyonko choda nahi karte
Badalne lage chavi jab umar ke sath to doston aaineko badalkar dekha nahi karte
Mohobbat jab dono tarafse barabar ho to, Aanewale mushkilonse muh moda nahi karte
Likh diya woh pathar par lakir ban jayeN Likhe hua pannon ko dobara kora nahi karte Parwaaz Ji !! Dillii mubaaraqbaad itni khoobsurat peshkash kehne ke liye ... har ashaar bahut khoob adaa huaa hai ... isse apni post se naye siire se post kare ... taakii sab padh sake ... ! humari koshish ko iss had tak pasand karne kaa bahut bahut shukriya ... bas yahi chaar khayaal ban paaye ... so pesh kar diye ... ! khush rahen duaaon ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #22 on: May 02, 2011, 02:37:10 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #23 on: May 07, 2011, 03:09:44 AM » |
|
bahut klhoob Naresh jiiii..
daad dher saaari..
bahut khoob parwaaz bhaii....nice sharing..
bahut bahut shukriya .... Abhi Ji ! nawaazish karam kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #24 on: May 08, 2011, 01:53:41 AM » |
|
bht bht khoob anshumali ji...
Behad Shukriya .... Manzil Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #25 on: May 09, 2011, 04:29:23 AM » |
|
waah kya sher kahe hai .. Naresh Ji !
bahut badiya ghazal huii janaab .... dilee daad !
Shukriyah ..... Schin Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #26 on: May 10, 2011, 01:38:05 PM » |
|
Unse faqat dil lagane ka dard jhelta hoon Bewafa Kya jane kitne Zulm Jhelta hoon Ab to jine ki B chahat na rahi Aatif.. Badi Mushkil se ye zindagi Jhelta hooon Good One Ji !!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #27 on: May 11, 2011, 02:29:59 AM » |
|
Naresh Ji
Achchha hai...aur achchha ho
yahi kamna hai
Raqeeb Lucknowi
Bahut Bahut ShukriyaH .... Satish Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #28 on: May 12, 2011, 11:26:48 AM » |
|
wah
Thankssssssssssss .... Killbill Ji!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|