Bewafai ka hamen ilzam na do----------( by Qais )

by Qais on November 04, 2011, 12:49:24 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3085 times)
Qais
Guest
Reply with quote
Apne pyar ka chahe hamen inam na do
Bewafai ka to lekin  ilzam na do

Hum tumhe jaan lein aur tum bhi samajh lo humko
Apne rishte ko abhi se koi naam na do

Aayenge utaar chadhao ishq ke afsaane mein
Tum to likhte raho khud se koi anjam na do

Maikashi ke abhi seekh raha hoon adaab
Main naya hoon mere haathon mein abhi jaam na do

Kuchh dino ke liye to chain se jee lene do
Ab saza aur hame gardish e ayyam na do

Laila ke ishq ne use kar diya majnu lekin
Qais ko Qais hi rahne do koi naam na do





 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ILZAM... by fairykhan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ILZAM by MEHARR in Miscellaneous Shayri
kal hamen yun laga... (NM) by vb in Miscellaneous Shayri
MUJHKO ILZAM MERE SANAM..................( QAIS ) by Qais in Miscellaneous Shayri
Ilzam Bewafai Ke Famous ghazal of Bashir sb by suman59 in Bashir Badr Poetry
mkv
Guest
«Reply #1 on: November 04, 2011, 01:42:30 PM »
Reply with quote
Apne pyar ka chahe hamen inam na do
Bewafai ka to lekin  ilzam na do

Hum tumhe jaan lein aur tum bhi samajh lo humko
Apne rishte ko abhi se koi naam na do

Aayenge utaar chadhao ishq ke afsaane mein
Tum to likhte raho khud se koi anjam na do

Maikashi ke abhi seekh raha hoon adaab
Main naya hoon mere haathon mein abhi jaam na do

Kuchh dino ke liye to chain se jee lene do
Ab saza aur hame gardish e ayyam na do

Laila ke ishq ne use kar diya majnu lekin
Qais ko Qais hi rahne do koi naam na do





 
Bahut Khoob qais ji
Bas likhte rahiye.. acche ehsaas likhe hai apne.
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #2 on: November 05, 2011, 07:50:32 AM »
Reply with quote
bahut khub ,,,,qais ji
Bahut Khoob qais ji
Bas likhte rahiye.. acche ehsaas likhe hai apne.
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #3 on: November 05, 2011, 08:09:43 AM »
Reply with quote
BAhut Khoob Qais Ji
Bahut Accha Likha Hai
 Applause Applause Applause
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #4 on: November 05, 2011, 10:26:28 PM »
Reply with quote
Apne pyar ka chahe hamen inam na do
Bewafai ka to lekin  ilzam na do

Hum tumhe jaan lein aur tum bhi samajh lo humko
Apne rishte ko abhi se koi naam na do

Aayenge utaar chadhao ishq ke afsaane mein
Tum to likhte raho khud se koi anjam na do

Maikashi ke abhi seekh raha hoon adaab
Main naya hoon mere haathon mein abhi jaam na do

Kuchh dino ke liye to chain se jee lene do
Ab saza aur hame gardish e ayyam na do

Laila ke ishq ne use kar diya majnu lekin
Qais ko Qais hi rahne do koi naam na do





 
behad umdah kalaam Qais jee........yaqeenan paRh kar behad lutfandoh hue.......gazal ke sabhee ash'aar behad pasand aaye........dhero daad kubool farmaayeN...........
Logged
Qais
Guest
«Reply #5 on: November 06, 2011, 05:03:02 PM »
Reply with quote
mkv ji.aapka bahut shukriya ki aap ne meri himmatafzai ki.
Logged
Qais
Guest
«Reply #6 on: November 08, 2011, 04:41:55 AM »
Reply with quote
sunil ji,hausla afzai k liye bahut shukriya.saathh banai rakhyega.
Logged
Qais
Guest
«Reply #7 on: November 08, 2011, 10:56:07 AM »
Reply with quote
BAhut Khoob Qais Ji
Bahut Accha Likha Hai
 Applause Applause Applause

Sanjeevkashji,hausla afzi k lye bht bht shukrya.saath dete rahye.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: November 08, 2011, 11:28:08 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause qais ji keep itup mubaarak ho
Logged
Qais
Guest
«Reply #9 on: November 08, 2011, 01:13:16 PM »
Reply with quote
behad umdah kalaam Qais jee........yaqeenan paRh kar behad lutfandoh hue.......gazal ke sabhee ash'aar behad pasand aaye........dhero daad kubool farmaayeN...........
mamta bajpai ji,hausla afzai k lye bht bht shukrya.Apna ashirwaad  deti rahyega.
Logged
Qais
Guest
«Reply #10 on: November 10, 2011, 10:58:13 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause qais ji keep itup mubaarak ho
Dr.Saini saheb.bahut thanks.sath dete rahyega.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #11 on: August 02, 2015, 07:26:50 PM »
Reply with quote
Apne pyar ka chahe hamen inam na do
Bewafai ka to lekin  ilzam na do

Hum tumhe jaan lein aur tum bhi samajh lo humko
Apne rishte ko abhi se koi naam na do

Aayenge utaar chadhao ishq ke afsaane mein
Tum to likhte raho khud se koi anjam na do

Maikashi ke abhi seekh raha hoon adaab
Main naya hoon mere haathon mein abhi jaam na do

Kuchh dino ke liye to chain se jee lene do
Ab saza aur hame gardish e ayyam na do

Laila ke ishq ne use kar diya majnu lekin
Qais ko Qais hi rahne do koi naam na do





 

waah waah waah bahut hi khoob aise kalaam likhne waalo.n ki sakht zaroorat hai iss mahfil-e-sukhan ko icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #12 on: August 08, 2015, 02:16:34 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:58:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer