BULBUL PE , BARG-O-GUL PE .................... HASAN

by F.H.SIDDIQUI on May 02, 2014, 05:25:36 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2126 times)
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #15 on: May 04, 2014, 03:59:10 PM »
Reply with quote
Hassan Sabah ko khaaksaar ka aadaab. Ek arsey ke baad rehguzaar-e-sukhan mein paanv rakkhe, aur us mein aapke naqsh e pa dekh kar waheen thahar gaya, aur aapkee khaama se mile faiz ka lutf aise utha liya. Ye ghazal aisi hai jaise ek sangmarmar ki moorat par resham ka pairahan. Sabhi aashaar pur jalwa hain, aur in aashaar par to daad dete hue ruka naheen gaya... Dheron duaon ke saath....zarraa

Sazish na hoti apnon ki to dabb gai thhi baat
Har Shakhs ke jo aaj Zubaan - o - Dahan pe hai

Ukta ke Zeest se kiye Ilzaam sab qubool
Abb Mout kaisi paa'oon ye Daar - o - Rasan pe hai

Izhaar baad - e - Marg kiya hai yuun Pyaar ka 
Joode se Phool le ke sajaaya Kafan pe hai

Saazish meiN kaamyab huay aise sab Raqeeb
Ilzaam - e - Bewafaai bhi aaya ' Hasan ' pe hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KAFAS MEIN BULBUL.... by M YASIR A in Shayri-E-Dard
GUL - O - BULBUL MEIN PYAAR BAAQI HAI ..............HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2  All »
Ari .. bulbul ... by janumanu in Shayri-E-Dard
NAZM: wo bulbul ab udh chuki hai by hyder-e-aashuftah in Shayri for Dard -e- Judai
gul e barg by jeet jainam in Miscellaneous Shayri
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #16 on: May 04, 2014, 06:13:01 PM »
Reply with quote
Waaaah waaaaaah bahut khoob maza aa gaya...Hasan Sahab kya kahne....

"Nazrein waheen pe jaa ke thaher jaati hain meri
 Chhota sa eik til jo tumhaare Dahan pe hai"
 

bahut khoob.....Raqeeb Lucknowi

Satish ji , Ghazal pasand karne aur Housla afzai k liye tahh e dil se mamnoon o mashkoor hoon . Khush rahye .
 
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #17 on: May 04, 2014, 10:47:15 PM »
Reply with quote
Kya baat he...
Wahh !!
Thanks a lot Nakul ji . Khush rahye.
Bazm mein aapka isteqbaal hai.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #18 on: May 05, 2014, 12:21:12 PM »
Reply with quote
bahut khoob Hasan ji sabhi ashaar bahut achhe hain.par ye behad pasand aaye

Bulbul pe , Barg - o - Gul pe , na Dasht - o - Daman pe hai
Shaheen ki nigaah to seedhi Gagan pe hai

Izhaar baad - e - Marg kiya hai yuun Pyaar ka
Joode se Phool le ke sajaaya Kafan pe hai

Suresh ji , Housla afzai k liye kaise shukria ada karoon . Bus dheron duaaein
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #19 on: May 05, 2014, 06:06:00 PM »
Reply with quote
Aadaab Sir
bahut bahut umdah Sir
eik se badhkar eik shér.. lajavaab ghazal
Sazish na hoti apnon ki to dabb gai thhi baat
Har Shakhs ke jo aaj Zubaan - o - Dahan pe hai

Ukta ke Zeest se kye Ilzaam sab qubool
Abb Mout kaisi paa'oon ye Daar - o - Rasan pe hai

Hubb - e - Watan ka mujh ko sabaq dene waale Sun
Meri to Jaa - Namaaz bhi Khaak - e - Watan pe hai

bahut bahut mubarakbaad
Chiragh saheb tahe dil se mashkoor aur
aapke haq mein duago hoon.
Logged
sanchit
Guest
«Reply #20 on: May 05, 2014, 06:12:48 PM »
Reply with quote
Waaahhh bahut hi umda kaha janab aapne...
dil chu gaya har sher aapka...
bahut hi umdaa peshkas... subhanallahhh...
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sbechain
Guest
«Reply #21 on: May 05, 2014, 07:54:57 PM »
Reply with quote

Bulbul pe , Barg - o - Gul pe , na Dasht - o - Daman pe hai
Shaheen ki nigaah to seedhi Gagan pe hai
Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP fazal sahab waise ek raaz ki baat bata doon mera naam shaheen padne wala tha abhi nahin hai to 7th aasmaan pe hoon agar shaheen hota to ALLAH jaane kya hota Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Sazish na hoti apnon ki to dabb gai thhi baat
Har Shakhs ke jo aaj Zubaan - o - Dahan pe hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Ukta ke Zeest se kiye Ilzaam sab qubool
Abb Mout kaisi paa'oon ye Daar - o - Rasan pe hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Hubb - e - Watan ka mujh ko sabaq dene waale Sun
Meri to Jaa - Namaaz bhi Khaak - e - Watan pe hai
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:wah wah wah.......!
Izhaar baad - e - Marg kiya hai yuun Pyaar ka
Joode se Phool le ke sajaaya Kafan pe hai
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))tauba tauba main bhala aisa kyon karoon!
Nazrein waheen pe jaa ke thaher jaati hain meri
Chhota sa eik til jo tumhaare Dahan pe hai
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Saazish meiN kaamyab huay aise sab Raqeeb
Ilzaam - e - Bewafaai bhi aaya ' Hasan ' pe hai


 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP


..................
Barg o gul = phool, patti ; Dasht o Daman = jangle,desert hills ;
Shaheen=a high flying bird ; dahan = lips ; Daar o rasan = phaansi ka phanda ;
Hubb e watan = desh prem ; baad e marg = after death ; Ja-namaz=Namaz parhne ki carpet


fazal sahab iss khoobsoorat noak-jhhok bhare ghazal ko aainda rau doon gi aap saff mein hain icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #22 on: May 05, 2014, 08:45:35 PM »
Reply with quote
RAU HAZIR HAI AAPKI IS SHAHKAAR GHAZAL PER US WAQT NA DE SAKA SO AB DE RAHA HUN
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #23 on: May 05, 2014, 10:08:54 PM »
Reply with quote
mashaa allah bahut khoob dili mubarak baad qubool keejiye bhaisaheb
Saini saheb , tah ed dil se hukria aur adaaab
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #24 on: May 06, 2014, 11:38:04 AM »
Reply with quote

boss!!!!!!!!!!!

RAU kee bhee bisaat nahin kee chaar chaand lagaa sake per as a mark of appreciation de rsahaa hoo.NNNNNNNNN---RAU KE LIYE 15HRS WAIT KARNA HAI

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Shukriya Mohabbat k liye aur Rau ke waade k liye.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #25 on: May 07, 2014, 11:41:00 AM »
Reply with quote
Lajawaab Ghazal Sir!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP


Shukria, bahut bahut duaaein Shireen ji.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #26 on: May 07, 2014, 05:29:35 PM »
Reply with quote
boss!!!!!!!!!!

rau
 Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
thanks .... Waada nibhaane k liye
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #27 on: May 07, 2014, 06:05:41 PM »
Reply with quote
boss!!!!!!!!!!

rau
 Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
thanks .... Waada nibhaane k liye
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #28 on: May 08, 2014, 12:17:13 AM »
Reply with quote
Hassan Sabah ko khaaksaar ka aadaab. Ek arsey ke baad rehguzaar-e-sukhan mein paanv rakkhe, aur us mein aapke naqsh e pa dekh kar waheen thahar gaya, aur aapkee khaama se mile faiz ka lutf aise utha liya. Ye ghazal aisi hai jaise ek sangmarmar ki moorat par resham ka pairahan. Sabhi aashaar pur jalwa hain, aur in aashaar par to daad dete hue ruka naheen gaya... Dheron duaon ke saath....zarraa

Sazish na hoti apnon ki to dabb gai thhi baat
Har Shakhs ke jo aaj Zubaan - o - Dahan pe hai

Ukta ke Zeest se kiye Ilzaam sab qubool
Abb Mout kaisi paa'oon ye Daar - o - Rasan pe hai

Izhaar baad - e - Marg kiya hai yuun Pyaar ka
Joode se Phool le ke sajaaya Kafan pe hai

Saazish meiN kaamyab huay aise sab Raqeeb
Ilzaam - e - Bewafaai bhi aaya ' Hasan ' pe hai

Zarra saheb , Adaab o Tasleemaat. Aap koo e ghareebaan se guzre aur apni mohabbaton se nawaza , kaise shukria ada karoon . Aap jaise rafeeqaan e Bazm se hi yahaan ki raunaq hai . Aur yaqeenan arse tak idhar rukh na karna wajhe shikayat ban jaata hai. Main hamesha aapki khubsurat ghazlon aur aapke housla afza alfaaz ka muntazir rahta hoon . Bahut bahut duaaon k sath , Hasan
Logged
sbechain
Guest
«Reply #29 on: May 09, 2014, 09:24:47 PM »
Reply with quote

fazal sahab iss khoobsoorat noak-jhhok bhare ghazal ko aainda rau doon gi aap saff mein hain icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

fazal sahib aap ka rau ye raha icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:25:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer