Anshumali
Guest
|
Gul Ki Tarha Bikhar Jaaye Shajar Se Aise Utar Jaaye ...
Manzil Door Hai Haath Se Ab Laut Key Ghar Jaaye ...
Aa Ke Puraani Havelii MeN YaadeN Tazaa Kar Jaaye ...
Apne Haath Ki Tasveer Woh Aaj Mujhe De Kar Jaaye ...
Ab Toh Koi Aisi Fizaa Bane Khwaab Saare Sawar Jaaye ...
Dhoop Ka Musafir Hai "Naresh" Chaahe Suraj Kidhar Jaaye ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 22, 2011, 12:44:22 PM » |
|
bht khoob naresh ji... sply last one....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 22, 2011, 01:47:38 PM » |
|
mast hai janaab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #3 on: January 22, 2011, 02:35:40 PM » |
|
khoya hai baadlon me chand aaj chalo sitaron se kaam liya jaye
khoye khoye bhi lag rahe hain sitare teri aankhon se roshni aaj ki jaye...!!!
bht ki mast likha hai naresh ji..mazaa aaagaya ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 22, 2011, 03:19:31 PM » |
|
bura na maniyega naresh ji mai nasse me ek reply de rarahu- " dgoop ka tu deewana hai naresh tujhe suraj se kya lena hazaar gam ayenge raahen zindgi me kuch tu aur kuch gamo ko samhalne dena " kuch bura laga ho to sorry " thanx "
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #5 on: January 22, 2011, 05:02:35 PM » |
|
Gul Ki Tarha Bikhar Jaaye Shajar Se Aise Utar Jaaye ...
Manzil Door Hai Haath Se Ab Laut Key Ghar Jaaye ...
Aa Ke Puraani Havelii MeN YaadeN Tazaa Kar Jaaye ...
Apne Haath Ki Tasveer Woh Aaj Mujhe De Kar Jaaye ...
Ab Toh Koi Aisi Fizaa Bane Khwaab Saare Sawar Jaaye ...
Dhoop Ka Musafir Hai "Naresh" Chaahe Suraj Kidhar Jaaye ... BAHUT KHOOB NARESH BHAI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 22, 2011, 05:48:56 PM » |
|
Bahut Khub Naresh JI U Hi Likhte Rahiye Aur Khush Rahiye
Rishi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Radhika_2
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 22, 2011, 09:52:51 PM » |
|
Gul Ki Tarha Bikhar Jaaye Shajar Se Aise Utar Jaaye ...
Manzil Door Hai Haath Se Ab Laut Key Ghar Jaaye ...
Aa Ke Puraani Havelii MeN YaadeN Tazaa Kar Jaaye ...
Apne Haath Ki Tasveer Woh Aaj Mujhe De Kar Jaaye ...
Ab Toh Koi Aisi Fizaa Bane Khwaab Saare Sawar Jaaye ...
Dhoop Ka Musafir Hai "Naresh" Chaahe Suraj Kidhar Jaaye ... Bauht Khoob likha aapne ... Naresh Ji ! .. dilee daad !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 23, 2011, 04:01:20 AM » |
|
bht khoob naresh ji... sply last one....
Shukriya ... aapka koshish ko saraahane aur saath dene kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 23, 2011, 06:00:50 AM » |
|
mast hai janaab
Thankssssssss ... Nirala Ji ! aise hi aate rahen aur milte rahen aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #10 on: January 23, 2011, 06:06:47 AM » |
|
Gul Ki Tarha Bikhar Jaaye Shajar Se Aise Utar Jaaye ...
Manzil Door Hai Haath Se Ab Laut Key Ghar Jaaye ...
Aa Ke Puraani Havelii MeN YaadeN Tazaa Kar Jaaye ...
Apne Haath Ki Tasveer Woh Aaj Mujhe De Kar Jaaye ...
Ab Toh Koi Aisi Fizaa Bane Khwaab Saare Sawar Jaaye ...
Dhoop Ka Musafir Hai "Naresh" Chaahe Suraj Kidhar Jaaye ... ab to koi aisi fizaa bane, khwaab saare sawar jaaye..... bahoot khoob anshumali ji....bahoot achcha anubhav raha aapko padhna...dheron daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 23, 2011, 07:30:32 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 23, 2011, 02:15:50 PM » |
|
bura na maniyega naresh ji mai nasse me ek reply de rarahu- " dgoop ka tu deewana hai naresh tujhe suraj se kya lena hazaar gam ayenge raahen zindgi me kuch tu aur kuch gamo ko samhalne dena " kuch bura laga ho to sorry " thanx "
Nirala Ji ..... Mujhe dosto ki baat kaa bura nahi lagta ... main aapki khushmijaazi se bahut mutacir huaa ... aise hi hanste muskuraate rahe ... aate rahen aur milte rahen ... !
khush rahen ... duaaon ke saath .. !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #13 on: January 23, 2011, 03:11:36 PM » |
|
Ansumali ji --umda peshkash ji aapka. dilli daad khus rahiye sukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|