~~"CHEHRE SE PARDA UTHAO ZARA"~~ by Shally.

by k.shael on May 05, 2009, 08:15:40 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 6020 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #15 on: May 05, 2009, 01:36:41 PM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Wah shally beautifull creation by you g88 lines
bohat khoob...
Winking
 
Hum karenge wafa tumse har ghadi
Shikaayat ka mauka na denge tumhe kabhi

Haste haste guzaarenge ye zindagi ka har lamha
Kabhi roothne ka mauka na denge tumhe kabhi

Aankhon mein kajal banke sajna hai humen
Tumare dil mein dhadkan banke dhadkenge har ghadi

 
 
 

very very nice yaar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chehre se parda hataalo zara... by sushiljain in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~"JEHAR PILAATI HAI ZINDAGI"~~Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2  All »
~~"ANJAAM BAHUT DOOR HAI"~~by Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2  All »
~~"KISI KE JAANE SE"~~by Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2  All »
"" Hasi hai jiske chehre par "" by nirala in Shayri-E-Dard
abdbundeli
Guest
«Reply #16 on: May 05, 2009, 02:41:24 PM »
Reply with quote

Khoye ho apni hi duniya me kabhi hamse nazar milao zara,
Tum bhi ho chand bhi hai wajood kiska hai asal batlao zara,

Kaatilana andaaj rakhti hai nazre tumhari khuda ki kasam,
Ho na jaaye diwana har koi, Inhe rehna salike se sikhao zara,

Reshmi badan pe makhmal ki kurti reham karo aashiqo par,
Aur kuch nahi to iss pyari moorat pe kajal ka tika lagao zara,

Kya zarurat mehfil me chiraagoo.n ki ae hasee.n jaan-e-mann,
Mehfil tumhari hai,ham tumhare hai chehre se parda uthao zara,

Wah Wah keh uthenge log iss mehfil ke teri har adaa ko dekhkar,
Dil hi dil me gungunate ho jise, uss tarane ko aaj labo pe lao zara,


Hichkichahat na u rakho kisi baat ki mehfil-e-yaar  me Shally,
Dil-phaink majnu nahi Aashiq hai tumhare duniya ko batlao zara.

Shally.

Waah Shally! Aap ki shayari dinodin jawaan hotee jaa rahee hai! Dil-o-dimaag khoob ooncheen-ooncheen parwaazoun ki taraf mukhaatib ho rahey hain! Tasawwur haseen khayaalaatoun mein gotey lagaaney lagaa hai! Clapping Smiley
     - abd bundeli


Logged
syednaami
Guest
«Reply #17 on: May 05, 2009, 03:00:56 PM »
Reply with quote
Shael, itna sundar likhne lagi ho kya baat hai...
 Bahut barhiya bahut aala ghazal hai...
Wah...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 57 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 05, 2009, 05:21:12 PM »
Reply with quote
Bahut behatareen Ghazal pesh ki hai aapne Shally Ji Khumar-e-ishq me
 Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley
Wonderful, Mind-blowing, Shally Ji

Aapki itni sunder peshkash per mujhe apni ghazal ke chand ashar yaad aa gaye

NAZAR JHUKI HAI MAGAR DIL ME BEKARARI HAI
HAYA KI AAD ME JAISE KOI SHIKARI HAI

HUM BHI KHAMOSHI KO SUN LENE KA FUN RAKHATE HAIN
ZINDAGI HUMNE BHI YUN HI NAHIN GUZARI HAI

BAND HOTON ME MUHABBAT KO CHHUPA LE LEKIN
SURKH CHEHARE SE ZIGAR KA BAYAN JAARI HAI

AANKH KE TEER SE ZAKHMI HUE ZIGAR KITANE
AISA LAGATA HAI KI AB TO HAMARI BAARI HAI

SARVESH RASTOGI

Bohat Achche Sarvesh Bhaiy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 57 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 05, 2009, 05:23:49 PM »
Reply with quote
shally, main kya kahoon, alfaaz hee nahi hain yaar! ishq kee shiddat iss tarhaan se lafzon me utaarna, bahot kum logon se hota hai. tumne tho, Subhan-Allah waah!

sarvesh ji, equally same. kya kahe koi inn nazmon k agay?...


Hay, na ahaen bharo iss tarhaan se k meri jaan jaatee hai,
Parde se dahka rehne do ye husn tumhaara, k humaaree aankh ko bhi sharm aatee hai.

Chand par lehaf tehra nahi ka bhi, usski roshnee me sub jhalakta hai,
Na dehko unn teekhee nazron se, k dil aur bhi taez dhadrakta hai.

Tum tasweer ho chaman kee, ya hooron kee baadee kee mailka, muhje pata nahi.
Har koi hai fida tum par, main b aashique bana, iss me meri khata nahi...





Mashallah Kya KHoob Likha Hai Sidraah Ji,.
Bohat Achche,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 57 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 05, 2009, 05:24:44 PM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Wah shally beautifull creation by you g88 lines
bohat khoob...
Winking
 
Hum karenge wafa tumse har ghadi
Shikaayat ka mauka na denge tumhe kabhi

Haste haste guzaarenge ye zindagi ka har lamha
Kabhi roothne ka mauka na denge tumhe kabhi

Aankhon mein kajal banke sajna hai humen
Tumare dil mein dhadkan banke dhadkenge har ghadi

 
 
 

Nice Line Jaya Sis,.
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #21 on: May 05, 2009, 05:26:46 PM »
Reply with quote
Shukriya Shally Ji,
Shukriya Diya Ji, Anjan Dharkan Ji and Azeem Ji
Shally Ji ki Ghazal hi itni sunder hai, maine to bas sur me sur milaya hai.
Thanks to all
SARVESH RASTOGI
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #22 on: May 06, 2009, 04:39:22 AM »
Reply with quote
Ye Meri pehli ghazal hai khumar-e-ishq me, umeed karti hoon aap sab pasandh karenge,


Khoye ho apni hi duniya me kabhi hamse nazar milao zara,
Tum bhi ho chand bhi hai wajood kiska hai asal batlao zara,

Kaatilana andaaj rakhti hai nazre tumhari khuda ki kasam,
Ho na jaaye diwana har koi, Inhe rehna salike se sikhao zara,

Reshmi badan pe makhmal ki kurti reham karo aashiqo par,
Aur kuch nahi to iss pyari moorat pe kajal ka tika lagao zara,

Kya zarurat mehfil me chiraagoo.n ki ae hasee.n jaan-e-mann,
Mehfil tumhari hai,ham tumhare hai chehre se parda uthao zara,

Wah Wah keh uthenge log iss mehfil ke teri har adaa ko dekhkar,
Dil hi dil me gungunate ho jise, uss tarane ko aaj labo pe lao zara,

Hichkichahat na u rakho kisi baat ki mehfil-e-yaar  me Shally,
Dil-phaink majnu nahi Aashiq hai tumhare duniya ko batlao zara.

Shally.


Itna Achha Bhi Na Likha Hai Shally K Taarif Ki Jaaye.......Na ! re ! Itne Achhe Ash'aar Hai hi Nahi To Comment kya di Jaaye
Logged
Anky
Guest
«Reply #23 on: May 06, 2009, 06:11:21 AM »
Reply with quote
Amazing Ghazal....!!
Asusual tumhari har ghazal achi hi hoti hain but yeh khumare ishq mera fav hai to yeh aur ziada awesome hai keep writing Winking
Logged
dead heart
Guest
«Reply #24 on: May 06, 2009, 08:10:57 AM »
Reply with quote
Ye Meri pehli ghazal hai khumar-e-ishq me, umeed karti hoon aap sab pasandh karenge,


Khoye ho apni hi duniya me kabhi hamse nazar milao zara,
Tum bhi ho chand bhi hai wajood kiska hai asal batlao zara,

Kaatilana andaaj rakhti hai nazre tumhari khuda ki kasam,
Ho na jaaye diwana har koi, Inhe rehna salike se sikhao zara,

Reshmi badan pe makhmal ki kurti reham karo aashiqo par,
Aur kuch nahi to iss pyari moorat pe kajal ka tika lagao zara,

Kya zarurat mehfil me chiraagoo.n ki ae hasee.n jaan-e-mann,
Mehfil tumhari hai,ham tumhare hai chehre se parda uthao zara,

Wah Wah keh uthenge log iss mehfil ke teri har adaa ko dekhkar,
Dil hi dil me gungunate ho jise, uss tarane ko aaj labo pe lao zara,

Hichkichahat na u rakho kisi baat ki mehfil-e-yaar  me Shally,
Dil-phaink majnu nahi Aashiq hai tumhare duniya ko batlao zara.

Shally.

bahaut khoob Shally jee... Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #25 on: May 06, 2009, 11:27:13 AM »
Reply with quote
Wow Kya Baat Hai Shally.. Aisa Laga Nahi Ki Yeh Tumhari Pahali Gazal Hai Khumar-e-Ishq Me..!! Har Lafz Mohabbat se Bhara Hai..!!

Ek Aahiq Ki Nazar se Likha Yeh Qalaam Waqai Bahut Khubsoorat aur Pyaar Bhara Hai..!! Really Beautiful Words.. Bahut Bahut Khoooob.. Applause Applause Applause Applause


**~** Mann **~**

Shukriya Mann Ji, Aab aapke iss comment ka ham kya reply de ? samajh nahi aa raha...tahe dil se shukriya ata karti hoo.n aapka,

Shally.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #26 on: May 06, 2009, 11:51:27 AM »
Reply with quote
Mashallah Kya KHoob Likha Hai Sidraah Ji,.
Bohat Achche,.

thank you azeem ji
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #27 on: May 06, 2009, 11:56:05 AM »
Reply with quote
Ye Meri pehli ghazal hai khumar-e-ishq me, umeed karti hoon aap sab pasandh karenge,


Khoye ho apni hi duniya me kabhi hamse nazar milao zara,
Tum bhi ho chand bhi hai wajood kiska hai asal batlao zara,

Kaatilana andaaj rakhti hai nazre tumhari khuda ki kasam,
Ho na jaaye diwana har koi, Inhe rehna salike se sikhao zara,

Reshmi badan pe makhmal ki kurti reham karo aashiqo par,
Aur kuch nahi to iss pyari moorat pe kajal ka tika lagao zara,

Kya zarurat mehfil me chiraagoo.n ki ae hasee.n jaan-e-mann,
Mehfil tumhari hai,ham tumhare hai chehre se parda uthao zara,

Wah Wah keh uthenge log iss mehfil ke teri har adaa ko dekhkar,
Dil hi dil me gungunate ho jise, uss tarane ko aaj labo pe lao zara,

Hichkichahat na u rakho kisi baat ki mehfil-e-yaar  me Shally,
Dil-phaink majnu nahi Aashiq hai tumhare duniya ko batlao zara.

Shally.


bahut hi ache shally ji..her ek lafz her ek line bahut hi badhya andaaz me likhi gayi hai..is gazal ki tareef me sirf ek sher kahna chahta hu

her ek lafz her ek sher me jaadu sa bhara hai
na ruko ab, is trah kuch bhi gazle sunao zara
------------------------------------------------------

aapki gazal ko thora aur aage badhaate hue.. utna acha to nahi lekin thori koshish ker raha hu


paas hai itne ki hawao ko jagah nahi milti
dil chahta hai aur bhi paas aa jao zara

mile the kabhi aise, ki jannat zameen per hui thi
wo jannat ka nazara aaj phir se dohrao zara

muskurahat per teri, chaand sitaaare waaru
na rok ise, isi trah muskurao zara
  

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 57 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: May 07, 2009, 09:30:51 AM »
Reply with quote
bahut hi ache shally ji..her ek lafz her ek line bahut hi badhya andaaz me likhi gayi hai..is gazal ki tareef me sirf ek sher kahna chahta hu

her ek lafz her ek sher me jaadu sa bhara hai
na ruko ab, is trah kuch bhi gazle sunao zara
------------------------------------------------------

aapki gazal ko thora aur aage badhaate hue.. utna acha to nahi lekin thori koshish ker raha hu


paas hai itne ki hawao ko jagah nahi milti
dil chahta hai aur bhi paas aa jao zara

mile the kabhi aise, ki jannat zameen per hui thi
wo jannat ka nazara aaj phir se dohrao zara

muskurahat per teri, chaand sitaaare waaru
na rok ise, isi trah muskurao zara
  



Nice One Samnoj Bhai,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #29 on: May 07, 2009, 09:37:57 AM »
Reply with quote
Waah bahoot bahoot khoob Shally sis....aap to maahir hai khumar-e-ishq me love4
Applause Applause Applause

Shukriya Salma Dear,

Shally.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 31, 2024, 04:17:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]

[October 29, 2024, 06:05:52 AM]

[October 27, 2024, 11:20:13 AM]

[October 27, 2024, 11:11:07 AM]

[October 27, 2024, 10:00:45 AM]

[October 27, 2024, 09:34:15 AM]

[October 19, 2024, 08:53:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer