sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
Apne dil men tujhe chhupaa loongaa. Hai to khatraa magar uthaa loongaa.
Jab bhee aaoge dostee karne. Tumko seene se maiN lagaa loongaa.
Maine dekhaa naheN khudaa ab tak. MaiN tumhe hee khudaa banaa loongaa.
Tere paavoN tale kee maatee se. MaiN jabeeN par tilak lagaa loongaa.
Laakh bechainiyaaN mile mujhko. Tujhse sabr-o-qaraar paa loongaa.
Jab sataayegaa koi gham mujhko. Tere naghmoN ko gungunaa loongaa.
Chahe dunyaa mujhe fanaa kar de. Baat ‘saini’ kee maiN n taaloongaa.
Dr.Surendra Saini
अपने दिल में तुझे छुपा लूंगा । है तो ख़तरा मगर उठा लूंगा ।।
जब भी आओगे दोस्ती करने । तुमको सीने से मैं लगा लूंगा ।।
मैंने देखा नहीं ख़ुदा अब तक । मैं तुम्हे ही ख़ुदा बना लूंगा ।।
तेरे पावों तले की माटी से । मैं जबीं पर तिलक लगा लूंगा ।।
लाख बेचैनियाँ मिले मुझको । तुझसे सब्र-ओ-क़रार पा लूंगा ।।
जब सताएगा कोई ग़म मुझको । तेरे नग़मों को गुनगुना लूंगा ।।
चाहे दुन्या मुझे फ़ना कर दे । बात 'सैनी'की मैं न टालूंगा ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged

«Reply #1 on: January 10, 2013, 05:17:59 AM » |

aqsh
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 10, 2013, 05:31:19 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 10, 2013, 06:08:16 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 10, 2013, 06:15:36 AM » |
|
Simply superB
|
|
|
Logged
|
|
|
|
azad mishra
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 10, 2013, 07:41:09 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
prashad
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 10, 2013, 08:22:40 AM » |
|
wah wah saini ji, dhero dad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #8 on: January 10, 2013, 09:23:36 AM » |
|
waah waah waah saini sir bohut khub bohut umda ek rau apka banta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
shara63
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 10, 2013, 10:34:05 AM » |
|
janaab aap jin khatroN ki baat karte haiN vo marz-e-ishq ke sab asraat lagte haiN !
baharhaal, saini sb bahut umdaa kalaam kaha hai aapne aur iske liye aap daad-o-mubaarakbaad ke haqdaar to haiN hi..bas qubool kijiye ise!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 10, 2013, 10:37:11 AM » |
|
Apne dil men tujhe chhupaa loongaa. Hai to khatraa magar uthaa loongaa.
Jab bhee aaoge dostee karne. Tumko seene se maiN lagaa loongaa.
Maine dekhaa naheN khudaa ab tak. MaiN tumhe hee khudaa banaa loongaa.
Tere paavoN tale kee maatee se. MaiN jabeeN par tilak lagaa loongaa.
Laakh bechainiyaaN mile mujhko. Tujhse sabr-o-qaraar paa loongaa.
Jab sataayegaa koi gham mujhko. Tere naghmoN ko gungunaa loongaa.
Chahe dunyaa mujhe fanaa kar de. Baat ‘saini’ kee maiN n taaloongaa.
Dr.Surendra Saini
अपने दिल में तुझे छुपा लूंगा । है तो ख़तरा मगर उठा लूंगा ।।
जब भी आओगे दोस्ती करने । तुमको सीने से मैं लगा लूंगा ।।
मैंने देखा नहीं ख़ुदा अब तक । मैं तुम्हे ही ख़ुदा बना लूंगा ।।
तेरे पावों तले की माटी से । मैं जबीं पर तिलक लगा लूंगा ।।
लाख बेचैनियाँ मिले मुझको । तुझसे सब्र-ओ-क़रार पा लूंगा ।।
जब सताएगा कोई ग़म मुझको । तेरे नग़मों को गुनगुना लूंगा ।।
चाहे दुन्या मुझे फ़ना कर दे । बात 'सैनी'की मैं न टालूंगा ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
Wah wah kya pyara ghazal likha hai aapne dr bs. bahut bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 10, 2013, 12:52:21 PM » |
|
bahut khooob , saini bhai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Syed Mohd Mahzar
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 10, 2013, 04:47:46 PM » |
|
Dr.Saini Saheb, behatreen ghazal kahi hai, dili mubarakbaad qubool farmayein
pahley aane ka tum karo waada raasta phoolo'n se saja loonga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|