sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Teraa dar-dar ke jeenaa jaaneman achhaa naheeN lagtaa. Huaa hai zaafraanee ye badan achhaa naheeN lagtaa.
Kabhee phoophaa dhamak baithe kabhee maamoo miyaaN aaye. Hame mehnaanoN kaa aawaagaman achhaa naheeN lagtaa.
NaheeN aa saktaa maiN ghar meN too baagheeche meN aakar mil. Tere maaN-baap ko maiN ghaaliban achhaa naheeN lagtaa.
Gaye banwaas par jo tum n jaane kab ko lautoge. Tumhaare bin hameN ab ye vatan achhaa naheeN lagtaa.
Balaa kaa husn par nakchadhaa soorat se lagtaa ho. Kabhee maashooq esaa laaziman achhaa naheeN lagtaa.
tumhe jaanaa hee thaa to do ghadee pahle bataa dete. Tumhaaraa uth ke chalnaa dafatan achhaa naheeN lagtaa.
Bharaa ho pet dunyaa meN to husn-o-ishq kee soojhe. Kabhee bhookhe ko inkaa baankpan achhaa naheeN lagtaa.
Hamaaree esh-o-ishrat se hasad jo dil meN rakhtaa hai. hameN hargiz miyaaN esaa sajan achhaa naheeN lagtaa.
Nukeele teer jaisee ye ghazal meN baat kartaa hai. Magar sab ko ye ‘saini ’kaa sukhan achhaa naheeN lagtaa.
Dr.Surendra Saini
तेरा डर -डर के जीना जानेमन अच्छा नहीं लगता । हुआ है ज़ाफ़रानी ये बदन अच्छा नहीं लगता ।।
कभी फूफा धमक बैठे कभी मामू मियाँ आये । हमें मेहमानों का आवागमन अच्छा नहीं लगता ।।
नहीं आ सकता मैं घर में तू बाग़ीचे में आ कर मिल । तेरे माँ -बाप - को मैं ग़ालिबन अच्छा नहीं लगता ।।
गए बनवास पर जो तुम न जाने कब को आओगे । तुम्हारे बिन हमें अब ये वतन अच्छा नहीं लगता ।।
बला का हुस्न हो पर नकचढ़ा सूरत से लगता हो । कभी माशूक़ एसा लाज़िमन अच्छा नहीं लगता ।।
तुम्हे जाना ही था तो दो घड़ी पहले बता देते । तुम्हारा उठ के चलना दफ़अतन अच्छा नहीं लगता ।।
भरा हो पेट दुन्या में तो हुस्न-ओ-इश्क़ की सूझे । कभी भूखे को इनका बाँकपन अच्छा नहीं लगता ।।
हमारी एश-ओ-इशरत से हसद जो दिल में रखता हो । हमें हरगिज़ मियाँ एसा सजन अच्छा नहीं लगता ।।
नुकीले तीर जैसी ये ग़ज़ल में बात कहता है । मगर सबको ये'सैनी'का सुखन अच्छा नहीं लगता ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kapilnarula
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 08, 2013, 05:11:01 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anaarhi
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 08, 2013, 05:25:31 AM » |
|
kya kahney lanaab Bhut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 08, 2013, 05:29:10 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 08, 2013, 05:35:51 AM » |
|
Bahut hi khoobsurat matla kaha hai Sir.. Teraa dar-dar ke jeenaa jaaneman achhaa naheeN lagtaa. Huaa hai zaafraanee ye badan achhaa naheeN lagtaa. Kya baat hai...bahut khoob kaha aapne. full of emotions all around...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarish
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 08, 2013, 05:40:04 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 08, 2013, 05:43:43 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
premdeep
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 08, 2013, 05:58:46 AM » |
|
Bahut hi sundar rachna rahi sainiji wah wah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 08, 2013, 06:39:10 AM » |
|
Teraa dar-dar ke jeenaa jaaneman achhaa naheeN lagtaa. Huaa hai zaafraanee ye badan achhaa naheeN lagtaa.
Kabhee foofaa dhamak baithe kabhee maamoo miyaaN aaye. Hame mehnaanoN kaa aawaagaman achhaa naheeN lagtaa. hahaha..
NaheeN aa saktaa maiN ghar meN too baagheeche meN aakar mil. Tere maaN-baap ko maiN ghaaliban achhaa naheeN lagtaa.
Gaye banwaas par jo tum n jaane kab ko lautoge. Tumhaare bin hameN ab ye vatan achhaa naheeN lagtaa. wah
Balaa kaa husn par nakchadhaa soorat se lagtaa ho. Kabhee maashooq esaa laaziman achhaa naheeN lagtaa. v.good
tumhe jaanaa hee thaa to do ghadee pahle bataa dete. Tumhaaraa uth ke chalnaa dafatan achhaa naheeN lagtaa.
Bharaa ho pet dunyaa meN to husn-o-ishq kee soojhe. Kabhee bhookhe ko inkaa baankpan achhaa naheeN lagtaa.
Hamaaree esh-o-ishrat se hasad jo dil meN rakhtaa hai. hameN hargiz miyaaN esaa sajan achhaa naheeN lagtaa.
Nukeele teer jaisee ye ghazal meN baat kartaa hai. Magar sab ko ye ‘saini ’kaa sukhan achhaa naheeN lagtaa.
Dr.Surendra Saini
Saini sab kya baat hai mann ki baat kin k liye likha hai?.. ab hamari mood jaisa to hota nahi... kya kare kuch accha nahi lagta .....keh nahi sakte.. wonderful ghazal sir jee. mubarak
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 08, 2013, 06:47:24 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shireen Hakani
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 08, 2013, 09:11:46 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
shara63
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 08, 2013, 09:39:32 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 08, 2013, 09:54:15 AM » |
|
Waaaaaaaaaaaaaah, behtareen ghazal Saini jee, maza aa gaya padh ke.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 08, 2013, 10:46:44 AM » |
|
waaahhh waaaah aur waaaah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
lovely_charan
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 08, 2013, 02:44:02 PM » |
|
wonderful sir.. loved it.. fantastic..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|